kia forex SECP sy registered hy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex SECP sy registered hy ?
    Dear friends Pakistan main jitny bhe maliyati edary hin woh SECP (security and exchange commission of Pakistan) sy registered hoty hin esi trh Forex bhe 1 bahot bara maliyati forum hy to sawal to banata lets know the answer...............................
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex SECP sy registered hy ?

    Bhai jan apko yeh maloom hona chue ky Pakistan ma forex trading illegal hai aor is ko secp sy registration ki bat to bahot dor ki hai apko pta hona chue ky yeh aik international market hai jo forex currency exchange market hai jis ma har broker Cyprus sy registration leta hai whi broker forex ma karbor ky leay customers kp promotion dy skta hai apka insta forex Cyprus sy registered bhi hai aor asia ka nest broker hai is leay apko without any tension is ma kam krna chye aor dosrin ky bhi is ky rules btany chye Pakistan forex gorum aik nest jaga hai jahan py hum lpg trading kr ky achi rawam kam skty hain trading ky leay apko is karobar ky risks ka maloom hona bhi zaroei hai is ma bahot zeyada munafa aor bahot zeyada nuqsaan ky cgances bhi hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: kia forex SECP sy registered hy ?

      Dear jaisy ap ko pata hai k forex trading abi tak Pakistan mai allow ni hai agar ais mai ap ne kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais mai market mai bahot zayda paisa invest karna chaty hai to wo money londring mai aa jata hai ais liay Pakistan mai reh k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai 10 hazar usd ka account allow hai ais se bara account banana allow ni hai kun k abi tak forex trading Pakistan mai illegal hai jab ye legal ho jaye gi to aus k baad Pakistan k broker aa jaye gy jin mai ap jitna chaye paisa invest kar sakty hai aor aus k sath sath ap ko ais mai se jitna profit ho ga aus mai se tax dena ho ga aor aus k baad ap trading ka paisa asani se use kar sakty hai Pakistan mai, jab ap ais market mai se paisa kamaty hai aor aus par tax ni dety to aus time ap ko ais mai dar hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: kia forex SECP sy registered hy ?

        salam oyary friends jahan tak bat hai apky sawal ki to yeh bat to mujy clear hai ky Pakistan ma forex trading officially nhi hai SECP jo ky security and exchange commission of Pakistan ap ny btaya hai is sy forex trading market of Pakistan registered nhi hai aor apko agr forex trading krni hai to apko NTN number bnwana ho ga aor apko failer bnna hi ga is sy apki forex trading transaction etc ma koi problem nhi ho ga aor apko kisi bhi trah ki koi tension preshani ka smna nhi krna pary ga aor SECP ya koi bhi security adara apko tang nhi kry ga is bat ka apko yaqeen ho na chye ky forex trading market aik bahot best business market hai aor yeh aik international trading platform hai jis sy million trillion dollars ki investment aor trading hoti hai aor is sy million trillion log business kr rahay hain
        • #5 Collapse

          Re: kia forex SECP sy registered hy ?

          SECP stand for secituy exchange commisin of pakistan yai pakistan sy registed nahi hain forex aik bohat bara business hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik inrternational or legal business hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kia forex SECP sy registered hy ?

            Dear forum friends Security and Exchange commission of Pakistan sir apny adaron ko dekhta hai forex association Pakistan ma work kr rahi hai lkn in ka kam alg hai currencies exchange rate harde hai aoft nhi hai jub ky forex trading market ma jo kam hai yeh online work hai aor is ma apko complete software sy electronic money pay kam krnaprta hai forex dealer waly security and exchange commission of Pakistan sy registered to hain lkn yeh forex international nhi jahan tk mera ilm hai soft online Cyprus wali forex trading market ka Pakistan ma official ko wajood nhi hai aor na he yeh yahan py koi haseeyat ka karbiari term and regulations rakhta hai apko market ma independent he other different currencies py work krna prta hai keun ky pakistani rupees py trading nhi kr wkty insta forex ma is currency pair usdpkr py trade je open nhi ho skti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X