Jo trade hum na open keya hota ha us ma lot size change ho sakta ha ka nahi???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jo trade hum na open keya hota ha us ma lot size change ho sakta ha ka nahi???

    dear ap nay ju bhi trade laga di hai bad main uss lot size ko change nahi kia ja sakta kyon ky order place hony ky bad lot ko change nahi kia ja sakta hai iss ka hal yeh hai ager ap say kabhi galti say order big lot say lg jay tu ap uss ki half lot ya uss saybhi kam lot say apna order close kar sakty hain ya ap pending order ki lot size ko set kar sakty hain es lea ap ko ai he dafa pehli bar he failsa kar laina chaheay ky ap ky account main jitna belence ha uss hisab say ap ko rules ky mutabik kinti lot size lgani chaheay phir ap ko bar bar change karny ki need nahi rehti hai es lea ap ko money mangement ko dekh kar phir he apny account main lot size select kar lainia chaheay ta ky bad main ap ko koi masla na bany aur ap ko order lgany ky bad yeh na ho ky ap nay lot galt laga di hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jo trade hum na open keya hota ha us ma lot size change ho sakta ha ka nahi???

      Running position me trades ko close kia ja sakta hay aur siraf take profit aur stop loss key sath trailing stop setting me changing ki ja sakti hay magar lot size me app kesi kisam ki koi changing nahi kar sakty hey, lot size jo app 1 dafa set kar lety ho es ko na app kam kar sakty ho aur na es ki limit ko app increase kar sakty ho, lot size ya to app fix (na kam aur na zeyda) set ki karen kinu key es ko bad me change nahi kia ja sakta hay es ley es ki setting soch samaj kar karna hamari responsibility hoti hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jo trade hum na open keya hota ha us ma lot size change ho sakta ha ka nahi???

        never brother forex main aik dafa ju ap lot select kar ky order laga daity hain wo kabhi bhi nahi change ho sakti hai ap ko order he close karna prta hai ager wrong enter lag jay tu ap ko foran say order close kar daina chaheay phir he ap ki loss hony say abcht ho sakti hai es lea ap ka galt order ap ko bohut ziada nuksan day sakta hai main aik dafa real account main 1000 doller deposit kia tha tu mujhy say ak order galti say 5 standard lot say lag gea tha main nay trade foran nahi close ki aur aik he din main mera account wash ho gea tha es lea ager kabhi aglti say ap kla order big lot say lag jay tu foran say us ko close karain warna meri taras ay ap ko nuksan ho sakta hai es lea ziada nuksan krny ki bjay ap ko kam loss pay apni trade ko close kar daina he bhetr hota hai kyon ky ap wo recovery bhi kar sakty hain bad main but account wash ho jay tu ap ki recovery karny ky lea kuch bhi nahi bachta.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jo trade hum na open keya hota ha us ma lot size change ho sakta ha ka nahi???

          Forex trading kertay huay traders jo trades open ker laitay hain uss mai modifications tou ho sakti hai laikin woh sirf stop loss ya take profit ki soorat mai he ho sakti hain. Lot size jab aik baar set ker lia Jata hai tou dobara usay reset ya modify nahi kia jaa sakta hai. Kiyu kay lot size woh volume hota hai jiss ka contract aik baar order place kernay say hojata hai aur order ka contract number bhi registered hojata hai tou phir contract kai volume ya lot size ko change nahi kia jaa sakta hai.

          Forex trading ki aisi bohat si terms aur technical Batain hain jo traders ko maloom honi chaiye. Traders jab forex ka knowledge aur learning haasil kertay hain tou unhain aisay sawalaat kay jawabaat zarur maloom kernay chaiye jinn say real trading mai faida hota hai. Pak forex forum aisay sawalaat kernay chaiye takay senior members jawaab Dia karain aur sub ko faida ho sakey

          اب آن لائن

          Working...
          X