Jaiza: Market mai valid pin bar par trade karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market mai valid pin bar par trade karna.
    Click image for larger version

Name:	Pin Bar.png
Views:	2
Size:	55.2 کلوبائٹ
ID:	12462798

    Dear ap k samny aik picture hai jis mai aik pin bar dekhai gai hai ye aik valid pin baar hai jis mai ap ko nazar aa raha hai k candle ki body choti hai magar ais ki wick kafi lambi hai ais mai ye agar ap ne dekha ho to market ki support par ye bani hai aor ais mai buy ki entry ban rahe thi jis ko market ne achy se follow kia hai agar ap ko market mai kisi bhi resistance ya support par koi pin bar nazar aati hai to aus par ap asani se trade le sakty hai kun k jab market koi achi pin bar banati hai to aus ko follow zaror karti hai aor aus k baad jab market apni moment complete kar leti hai phir apny trend mai moment start karti hai ais mai ap ne resistance aor support ka khas khyal rakhna hai. agar center mai ban jaye to aus par ap ne trade ni lagani.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market mai valid pin bar par trade karna.

    Technical aor fundamentals ki waja sy is trah ki happening hoti hai jis ma humen main yeh dekhna hota hai ky market ma is move ka cause kya hua hai forex trading market ma knowledge ky elawa apko emotions kp control krna aor psychology ma grip ky sath market ma experience istemal krty huy apny tajarubat sy bhi aor previously market ki history kp bhi dekhna chye market ma currency pairs ko acgi trah analysis krna chye
    Yeh jo pin bar bni hai is sy market.ma.kabi kabar fundamental happ ki waja sy is trah ki market break out hoti hai jos ko technical language ma market ky crash ya flash crash kaha jata hai is ma mostly dekha gia hai ky market.jitni fast up jay ya down jay utni he fast down ati hai trading ma har trah ka analysis krna bahot zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market mai valid pin bar par trade karna.

      bhai ap ny boht achi information hmary sath shre ki hai jis main ap ny pin bar par trading k bary main hmain explain kiya hai jis main hum apni trading ko pin bar k according kar skty hain forex trading main boht se pin bars hoti hain jis se hum apni trading karty hain jesy k hum sub ny dekha hoga k chart main h1 or h4 main boht se pin bars hoti hain jahan par hmain market reverse main milti hain or jub bhi es pin bar main resestance or support main banti hai tu osi k hisabs e hmain apni trading karni hoti hai es main specily news par pin bar bnati hai tu hmain apni tarde lga deni hoti hai es k ilwa hmain pinbar k rectarcement main apni trade lgani hoti hai or aghr ap pin bar par trading kar rahy hain tu apko ahtiyat ks ath trading karni hoti hai

      اب آن لائن

      Working...
      X