Dont Fight With Market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont Fight With Market
    Mainy bohat say aisy traders daikhy hay jo keh galat trade place kar kay nuqsan kar rahy hoty hay aur baad main jab account ki equity low hoti hay to mazeed deposit kar daity hay mery khyal main aisa karna bewaqofi hay kyun keh agar hum market kay against trade place karen gay to hum nuqsan he uthaye gay es liye humay chahiye keh khud ko safe rakhay aur stop loss ko use karty huway he trade karen es trha humara trading account ziada nuqsan ki taraf nahi jata aur humay aisi pareshani bhi nahi uthani parti
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dont Fight With Market

    Forex mn kamyabi k ly zaruri h k market ki move k sath sath chala jay. Agr buy ka trend chal rha h to sell pr mat jain. Ye na daikhain k apka capital bht zayada h aur maxjmum level tk support kry ga q k market mn kisi bi pair ki koi end limit ni h k wo kahan tk jay ga. Esly apny account ko hamesha safe rakhain aut thora thora kr k profit hasil krty rahain jo k akhir mn kafi amount bn jati h.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Dont Fight With Market

      dear brother
      ap ki baat kafi bhtar hay mary tajabry k muhtabiq market weekly monthly aur daily aik trend bana rahi hay aus ko follow krna ho aik kamyabi ko hassal krnay kay liyay na k aik galt trade open kr kay market k saat jang k samah bana lana aik galt baat hay.hemsha market k trend par chana zarroi hay
      • #4 Collapse

        Re: Dont Fight With Market

        Main aap ki baat se Ittefaq Karta Hoon aapne bahut achchi Baat share ki hai Mere Khayal mein Main koi bhi trade open karne se pahle market ko analyse karna lazmi hai Jab Tak Hum train mein kisi Trend ko follow nahi karte Hamein aise hi loss hota rahega so Hamein main Aisi Surat Haal Mein Sabar se kaam Lene Ki Zaroorat hi Agar Hum jaldbazi Se a kaam karte hain tu kabhi bhi earning karne mein Kamyab Nahin ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Dont Fight With Market

          jab market trend traders kay khilaf chala jata hai tu traders ko market kay khilaf resist nai karna chaiye aur yeh understand kar laina chaiye ke inka market analysis ghalt tha aur iss time per apni trade ko close kar kay nai saray kay market ka jaiza laina chaiye chiye aur market kay against trading say perhaiz karna chaiye.
          • #6 Collapse

            Re: Dont Fight With Market

            G ap ki bat thk ha jb hm se koi ghalt trade lag jati ha agr tu hamaen time pe pta lag jaye tu usy loss mein hi close kr daina hamary liye best hota ha. Q k us ne mazeed nuqsan krna hota ha tu Jo bachat ho jaye kr laini chaye. Aur agr hamaen na pta lagy tu sl hit hony k bad daikhna chaye k kiya mistake thi Jo loss hwa. Aur kbhi bhi ghalt emotions ki waja se trading ni krni chaye hm market se fight ni kr sakty. Angry ho k trading krna apna hi loss krny k brebar ha.
            • #7 Collapse

              Re: Dont Fight With Market

              Jab ham as mien tajerba hasil ker lete hien tu ham as mien kamyb ho sakte hien forex mien jo cheez ham ko sab sy zyada asar kerti h wo h tajerba,jab ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien as qabil ho jate hien k ham as mien kuch na kuch kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien tajerba hasil kerna zarori h agar ham as mien kamyab ho jate hien tu ham as mien kamaee per kamaee ker sakte hien aur ham as mien behter tor per as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain ham ko as mien kaam karna hota h agar ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien tu ham as mien bhoot hi kamyab tajir ban sakte hien as lyee as mien mehnat zarori h.
              • #8 Collapse

                Re: Dont Fight With Market

                G han forex main agar hm market ky trand ky mutabiq trading karain gay yo hi hm forex main kamyab ho sakty hain lekin agar hm market ky opposite ja kar forex main kam karain gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay mehnat say forex main kam karain ta ky loss say bach sakien aur achi earning kar sakien
                • #9 Collapse

                  Re: Dont Fight With Market

                  g han bhai agr hm market ko a[naa dost bna kr kam krn gy tu us sae hm axe trah market m kam kr skty han hme cheyae kae hm market kae oppose ho kr kam n akrn ro axe trah market ko smj kr kam krn isi trah hm kamyab ho skty han hme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krn
                  • #10 Collapse

                    Re: Dont Fight With Market

                    yes dear bohut he zaberdast bat kahi ha app nay markeet k sath zing aur fight nahi karni chaheay kyon k asa karny say market ap ko aur ziada loss deti hai wo iss say k jab ap ko loss ho jata hai aur ap next time jab revoery karty hain tu ap jazbati ho kar double volume k sath kam karty hain tu ap ko aur ziada nuksan ho jata hai jiss say app ka mind set khrab ho jata hai aur jab bhi app trade karty hain tu app ki trade main waky he loss ho jata hai iss leay app ko market k sath kabhi jazbati ho kar kam nahi karna chaheay k market main ki nazer main app kuch bhi nahi ho market usko profit deti hai ju market k rules k mutabik chalta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Dont Fight With Market

                      Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke ke hame market ke sat fight nahe karne cahye balke yaha apna kam trand ke direction me deck kar karna caye take hame loss kam or profit zeda ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Dont Fight With Market

                        Assalamu alaikum my dear friend aapne bahut achi baat ki hai don't fight with market Yeh Baat Hai Ki cut hai kya Agar Hum market se fight Karenge to humare account wash hone Mein der Nahi Lage Kyunki market Hamari Soch Se Bhi Jyada badi hai aur Aisi Soch nutradel ki hoti hai ki wo sochte Hain ki hum market Kochi phaad Denge aur ja tu kaam he bahut Aasan hai lekin Jab Unka loss hota hai tune Ehsaas Hota Hai Hamein Sabar aur Tumble se kaam Lena chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Dont Fight With Market

                          Dear sir aap ne bilkul durst baat ki he hamen market k opposite kabhi bhi trade open nahi kerna chahiye, agar hum market k against trade open kerte he to ho sakta he market reverse hi na ho or aapko loss hi hoga is liye jab market ki samajh aajai or pata ho k market kiss side per ja sakti he to phir hamen trade open kerna chahiye jis se hamen thora buht profit ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Dont Fight With Market

                            Gee han aisay boht sare trader main ne kafi daikhay hai sath main aisay imtehan se main khud b guzra ho jab aisay trader ko start main high profit hota rehta hai risk trading main zaida dair tk phir thoray dino main profit b loss ho jata hai account main invest b loss ho jata hai zaida phir wo sochte hai k hum zaida dair tk profit kamate rahay hai is liay or invest kar k zaida dair k mazeed profit bana sakte hai yeh bewaqoof hote hai 10week tk profit banate rahay 10 week ka profit ek week main hi wash kar laite hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X