Mainy bohat say aisy traders daikhy hay jo keh galat trade place kar kay nuqsan kar rahy hoty hay aur baad main jab account ki equity low hoti hay to mazeed deposit kar daity hay mery khyal main aisa karna bewaqofi hay kyun keh agar hum market kay against trade place karen gay to hum nuqsan he uthaye gay es liye humay chahiye keh khud ko safe rakhay aur stop loss ko use karty huway he trade karen es trha humara trading account ziada nuqsan ki taraf nahi jata aur humay aisi pareshani bhi nahi uthani parti
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим