Forex mein without knowledge kaam na kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein without knowledge kaam na kerain
    Forex mein kaam kernay kay lye forex ka knowledge hasil kerna bahut zaroori hai agar forex mein beghair knowledge kay kaam kerain gay tou uss mein humain loss ho ga aur humara time bhi zaya ho ga aur humain kabhi bhi profit nahin ho sakta aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

    Waqi jb tk learning ni ho gi. Practice ni krain gy aur apni mistakes ko demo pr ni samjhain gy to phir real mn bi loss hi ho ga. Same system posting ka h. Us mn bi daikhna chahiey k kis type ki posting zYada like ki jati h. Ta k posting ka reward acha mily. Jo log en basic bato'n pr tawaja ni dety, un ka bonus bi km hota h aur loss bi bar bar hota h.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

      g wky thk kaha apny yh forex hi ni zidagi m ap kisi b mokay pr jab b koi new kam shru krty ho to usk liy chy akap us kam ko smjh lain apny senior se achy se sikh lain phr apko kam krny ka maza bhi ay gha or kamyabi bhi mily gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

        dear bro apny thk kha hy k jab tak knowledge na ho tab tak isko shuru na krwn wrna loss ho jaye ga.phir isi wjha sy akser log forex ko gambling smjhty hain ya game smjhty hain.wjha yhe hoti hy k forex ko serious nh lety aor isk bary knowledge hota nh hy tab tak isliye hmen chye ham isko achy treeqy sy sehky.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

          Forex Mai bagair knowledge ke kaam karna aisa hai jaisay app khud he kise ko dawat dai rahai ho ke aajaw mujay loot lo forex main agar app kuch kamana chahtai Hain to oss kelye lazim hai ke app ke pass knowledge hona chaye bagair knowledge ke ham forex say kuch nahe kama saktay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

            Han bhai ap NY tu bht achi bat ki hai har kam start karny say phly ham uska knowlge lety hain tu phr forex bina knowledge kay kesy start kar sakty hain hameen jab bhi forex start karna ho ham ku es ka knowledge ly lena chaiey jab trade karain tu loss say bachy ka wahid tareeqa knowledge hota hai agar knowledge nahi tu nakami he hogii
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

              G Bhi Ap theak k rhy hain trading m without knowledge kbi b Ap ko kamyabi ni mil skti, trading ik complete busseness a jis ke first of all training aur is k bad practice aur knowledge aur phir as a professional ap trading m enter o skty hain agr Ap ka learning process complete ni a to kbi b trading m entry ke galti na kary.
              Agr Ap seriously trading ko join karna chaty hain to first complete the study of trading
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                yes,i agree with u sir ap nay bilkul sahi kaha hay k forex koi khail nai hay jis main ham isay baghair jany samjhay enter ho jayengay agar hamko yeh nai pata hay k forex ki reality kia hay aur is main exit kahan say hona ya ham yeh samjh kr is main enter hotay hain k is main har tarf munaffa he munaffa hay aur hmko is say honewalay lose ki koi khabar nai hay to hamko koi bhi nai bacha sakta hay k lose kahan say kahan tak honewala hay is liye sab say best hay k ham pehlay yeh jaan lain k kam say kam entery aur exit kahan say hoty hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                  dear all waqia jis be bussness k ilam nai ho ga woh busness nafy k bjay loss main ho gaa
                  forex aik international busness hay jis k loss bahot zayada hota hay ist basic knowlege lain pir advance aur tecnical ilam k baad demo par jo khuch seeka aus ko real tassawar kar kay khub practice kary inshallah 06 month k baad agar real account be istamal kiya tow lazmi profit karay gaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                    Dear brother may aap ke baath say ithifaq kartha Hoon forex trading may jab thak aap k pass trading ka our kise pair ka knowledge nahee hoga aap os par trading nahee Kar sakhthay is liay sab say pehlay is business ko seekhna chahiay our per he trading ke dunia may qadam rakhna chaheiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                      G han dear ap thek kah rahay hain, hamain without knowledge trading nai karni chaheay q k es say ham kabi bi profit earn nai kar sakain gy aur hamain sirf aur sirf loss hoga esleay chaheay kah forex ko achi tarah learn karain aur demo account par trading ki practice karain aur us k bad real account par trading karain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                        Gee haan forex mein beghair knowledge kay kaam kerna bahut zyada risky hota hai kyun kay iss tarah humain market ki position ka pata nahin hota aur hum forex mein ghalt kaam kernay per majboor hotay hain jis sae humain loss hota hai forex ka knowledge hasil kerain aur forex mein kaam kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Experience Aik Bohat Bari Cheez Hai Kamyabi Ke Liye Agar Kissi Member KO Experience Or Knowledge Nhi Hota To Wo Kabhi Kamyab Nhi Hoty Forex Main Agar Kamyab Hona Hai To Mehnaat Kar Ke Experience Or Knowledge Hasil Karo Ziyada Tur Experience Or Knowledge Chalta Hai Or Kamyab Bhi Experience Or Knowledge Hi Karty Hain Forex Main Or Wahi Acha Profit Bhi Kamaty Hain Agar Aap KO Acha Profit Hasil Karna Hai To Experience Or Knowledge Hasil Karo Phr Aap As Main Asani Se Kamyab Ho Jao Ge Hamen as main experience Hasil Karna Hota Hai Bohat Ziyada
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                            Agar hmary pas forex ka knowledge nahi hai to hm is main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty kyun ky jab tak hmaien forex ky bary main pta nahi ho ga hm is main theyk say kam nahi kar sakien gay aur hmaien income bhi bahout km milly gi is liyay forex main pehly apny knowledge ko increase karain aur us ky baad kam shuru karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein without knowledge kaam na kerain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                              Forex mein kaam kernay kay lye forex ka knowledge hasil kerna bahut zaroori hai agar forex mein beghair knowledge kay kaam kerain gay tou uss mein humain loss ho ga aur humara time bhi zaya ho ga aur humain kabhi bhi profit nahin ho sakta aap kya kehtay hain
                              Forex trading Mein kaam karna traders ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai agar status a Forex trading ki proper knowledge Hasil nahi karenge to Kyunki Forex trading AC ticket business hai aur small mistake aap ko bada lost de sakti hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X