loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain
    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex mai hamy loss ky bad kimat karne chahey or apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

    G han forex trading men her banday ko loss k bahd hi kamyabi milti hey aur forex trading men new traders ko shuru men hi loss ho jata hey iss liay loss se tension nhi leni chahiay balkay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur loss ka mukabla karna chahiay kiun k yeh business ka hissa hota hey aur loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
    • #3 Collapse

      Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

      Gee dear friend aap ki baat bikul theek hay ky forex ki achi tarhy say mehnaat kerty hoay ager aap trading kerty hain oor acha knowledge oor experience ky baad bhi ager aap ko loss hot hay too aap perishan na ho balky mehnaat kerty rahain too kamyabi zaroor hasail ho gi.
      • #4 Collapse

        Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

        Gee desr brother aap ki baat droost hay ky forex main trading kertybhoay aap ko loss bhi ho sakta hay iss liay sger aspbko loss hon jata gay too asp nai hamat nai harni oor mehnaat kerty hoay kamybhi hasail kerni hay.
        • #5 Collapse

          Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

          Ap ki baat sey agree krta ho. K forex market mai himat krna hai aur market mai planning sey trade krna hai. jis key bad ak trader market mai profit earn kr sakta hai. begar planning key trade mai profit earn nahi kr sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

            Assalamu alaikum my dear friend ji bilkul aap ne Sahi Baat Kahi ki agar Hame forex market Mein kam hona hai to Hame loss ko pahle mind Mein likhna Hoga Ki Agar loss hota hai to Hamein aggressive Nahin hona Apne Apne Hosh hamase Nahin jawana aur trading co Sikar acche se uska pura knowledge Karke FIR isko Dobara se apne dost ko recover karna hai aur isme lifetime apni karte hain Agar Ham Apne Aise rules and regulation Bana Lenge to hamesha Kamyab rahenge
            • #7 Collapse

              Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

              Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke loss ke bad himat kar jy he hum yaha kamyab ho sakte he agar mehnat or himat nahe karen ge to kuch bhe hat nahe ae ga.
              • #8 Collapse

                Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                Forex Trading me aksar dekha gaya he k starting me new members ko loss hota he to kuch members to phir bhi kaam ker rahe hote he is umeed se k aik na aik din zaroor kamyab honge or yehi soch honi chahiye, lekin kuch members aise bhi hote he jo 1/2 month tak kaam kerte he agar profit nahi huwa to phir trading chor dete he is baat ki waja se k sirf loss hota he lekin agar hum log kuch mehnat ker k trading ko aik baar learn ker le to mere khayal me hum log kabhi nakam nahi ho sakte.
                • #9 Collapse

                  Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                  forex aik online buisness hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky kam karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                    Yes ham as mien himaat ker k as mien kamyab ho sakte hien aur zindgi ka kio b shoba ho ham ko as mien plan karna hota h agar hamara plan mazboot h tu ham as mien her bar kamyab ho sakte hien aur agar hamara plan mazboot nahi h tu ham as mien apna nuqsaan ker sakte hien aur kio b as mien apna nuqsan nahi kerna chahta h as lyee ham ko as mien her bar aik proper plan aur mansoba bana ker as mien kaam karna hota h aur ham ko as mien apne lyee her bar achi kamaee kerna hota h aur khud ki zindgi ko asan karna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur mustaqbil ko acha karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                      forex aik online business hain hum is mai jab kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                        bhai jaanhaan bhai jaan Aap Ne Dil Se thik hai bahut ke baad Hamein Himmat karne se bhi kamyabi mil sakti hai isliye Hame chahiye ke Ham is Mein Himmat Karen aur kamyabi Hasil Karke se earning Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ky bad himat kar ky he hum kamyab ho sakty hain

                          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Hamen as main Hamen himat harna Nhi Chahiye Agar Aap KaMyaBi Chahiye To Aapko Aik Bar Demo Account Zaroor Istmal Karna Pare Ga Kyon Ke Demo Account Aik Bara Zarya Hai Hamara Kamyab Hone Ka Zarya Yeh Hai Ke Demo Account Main Hamen Experience Or Knowledge Milta Hai Agar Wahi Experience Or Knowledge Nhi HoGa To Ham As Main Kisse Kamyab Honge Kamyab Hone Ke Experience Or Knowledge Hona Zaroori Hai Phr Ham As Main Acha Profit Bhi Hasil Kar Sakty Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X