Oil Technical Analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil Technical Analysis
    Har trader ka apna alag say andaz hay market ko analysis karnay ka aur esi trha har kisi ka success rate bhi different hota hay Oil abhi 59.17 par hay aur mery analysis kay mutabiq ye kam say kam 58.60 ko zaroor touch kary ga aap sab apny apny remarket zaroor dain umeed hay es say acha profit hasil kea ja sakta hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil Technical Analysis

    bhai aap jo bhi baat kar rahy hen apjy analysis kr mutabik hy aap agar keh rahy hen k crude oil down move krey gay to usky back py koi na koi fact hongy jin ki base py aap keh rahy nen kindly hamen bhi guide kren kin facts ki base py aap crude oil neechy move kry ga koi news hy ya weekly report k mutabik supprt resistance lines ki waja sy apka analysis acha hy lekin proper fact k sath baat kren taa k ham bhi tehqeeq kar k CL py trade kr saken
    • #3 Collapse

      Re: Oil Technical Analysis

      jo gold k bad paire hy jko sab sy zeda profit dyta hy who oil silver ya sab hy in my sab sys zeda phr ham ko profit ho jata hy in my ham phr sab sy zeda ham kamayab jho k ham isn my shai kam kr sgtty hy agr ham in my sahi mhnata k stah hammkkam krty hytop ham is my bhot hi zeda ham kam kr sgty hy jb ham mhnata kry gy to ham shia kma kry gy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Oil Technical Analysis

        G dear brother crude oil par Mera be kuch na kuch experiance hay trading ka kionka may sirf is pair par he trading kartha Hoon agar aap nay note Kia ho tho Kal k last 4 hours say abhi thak ye down trend may jaa raha hay lekin maray khyal may 7 bajay say pehlay hum iska andaza nahee laga sakhthay ke ye down trend may aagia hay ya nahee kionka market may is par sab say ziada business is time k baadh he start hotha hay is list wait karna hoga agar kise nay is par trading karne hay tho
        • #5 Collapse

          Re: Oil Technical Analysis

          forex aik big business hain hum is mai oil mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Oil Technical Analysis

            oil mai hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex ak internatinal or kabe be band na hony wala business hain
            • #7 Collapse

              Re: Oil Technical Analysis

              oil mai kam karna hamy faida deta hain forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hamy expert ban ky technical analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik bohat bara business hain
              • #8 Collapse

                Re: Oil Technical Analysis

                oil mai jab hum kam karty hain to hamy is ke movement ko dahkna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik big busines hain hamy is mai experts ban ky technical analysis ko learn karna hoi ga or pher in ko use kar ky amount invest karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Oil Technical Analysis

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                  Har trader ka apna alag say andaz hay market ko analysis karnay ka aur esi trha har kisi ka success rate bhi different hota hay Oil abhi 59.17 par hay aur mery analysis kay mutabiq ye kam say kam 58.60 ko zaroor touch kary ga aap sab apny apny remarket zaroor dain umeed hay es say acha profit hasil kea ja sakta hay
                  Main To Ek Bar crocodile Mein kam kiya tha mere paas 1000 dollars the the aur Mujhe crocodile Mein loss Hua Aur Mera Sara balance khatm ho gaya tha isliye main Karun Main Ab trading hi nahin karta
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil Technical Analysis

                    forex aik wasee business hain oil aik acha pair hain hum is mai jan teqnical analysis ko use kar ky kam karty hain to hum kamyabe hasial kar lety hain forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil Technical Analysis

                      Gee han har trader ka market ko analysis karnay ka apna andaz hota hai har trader apny marzi se hi market ko analysis karta hai ek professional trader apnay style par hi market ko analysis karta hai jis ki wajah se wo apny performance par mashoor hai is liay hum ko b chayie k market ko analysis karna sikhe oil par trading kare q k oil ek natural pairs hai is main kam karnay se boht faida ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil Technical Analysis

                        Brother her member apka apna alag analyse way hota hai isi k mutabik wo work kerty hain ap ne bhi apny way se analyse liya r acha hi kia hoga new members isy follow ker k trade ker sakty hain per mera khyal hai ye boht risky pair hai r is ne boht se members ka loss bhi kiya hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Oil Technical Analysis

                          Trading karte huwe hame pehle analysis karna Chahiye jo k bht zyada zaruri hai. Trading soch samajh kr ki jae to Kamyabi bht jald milti hai or hm ghar baithe forex main kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Oil Technical Analysis

                            filhal to oil ka down ka trend start ho gay ahai q k jub hum oil or gold p trade laity hin to humy ye pata ni hota k ab ye buy ho ga ya sell to humy is bat ka dehan rakhna chaye k hum oil or gold say door rahyen q k jub hum aik bar stuck ho jaty hain to humary liye niklna bht hi mushkil hota hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Oil Technical Analysis

                              Oil ke price Puri Duniya Mein international market Mein down Hote Hote Hain FIR per Ek support banaa gaye hain. Aur is support level se niche Jaane Mein Mushkil Ho Rahi Hai. Tu Mere Pyar Mein Yahan Se Chhota Sa by position ban raha hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X