Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun nh?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun nh?
    Members jub bhi almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao hota hai to uska fori asar hamari economy py hota hai ya nhi?
    Dosra ma yeh pochnna chahta hun ky hamari awam ko oil ki qeemat kam keun nhi di jati jub almi mandi ma teel ki keemat kam hota hai tb bhi whi rat hota hai aor jub zeyada hoti hai rb bhi whi rate is ki main kya waja ho skti hai?
    ?
    Mery zehn ma to yeh ata hai ky Pakistan ka saudia ky sath kch arsy ka contract hota hai us doraann jo bhi qeemqt rahy wo Pakistan ko mohahdy ky waqat wali qeemat py he teel deny ka paband hota hai kya ap meri is bat st iteffaq krty hain agr nhi to phr wajoohat beyaan kren?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

    bhai jan ap ki bat shai hai jesa k ap ny kaha hai k ower the world ki nisabat hmain oil ki qeemat zyda dety hain es ka mtalb yah hai hmary milk main oil ki kami hai hmain bahar se oil otna nahi milta hai jitna hmari zarort hoti hai jub hmain oil export karty hain tu kam karty hain matlab yah hai k hmari zarort se kam oil hmain milta hai jis ki wjah se hmary oil ki qeemat zyda dety hain sei trha he oil ko mange kiya jta hai es k ilwa aghr hum bat karen apny econmy ki tu yah bats uch hai k jub ayse koi changng ati hai tu hmary molk ki econmy par boht asar andaz hoti hai jis se hmary forex ki market main bhi asar nadaz hoti hai oil ki qeemat mazzed bahtri ja rahi hai es liye oil ki rading ko ahtiiyat k sath karen ta k apko loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

      Dear jaisy ap ko pata hai k almi mandi mai to daily k hisab se rate change ho rahy hoty hai aor aus k hisab se hum agar oil ki price daily change kary to bahot muskil ho jata hai check and balance karna aor ais mai ye baat bhi hai k ais mai contract hota hai jis mai hum ne agar dekha ho to Pakistan contract kar leta hai aor agar aus time rate kaam ho to wohi chalta rehta hai aor jab ye mehangy contract par buy kar leta hai to aus time phir oil mehnga hi chalta rehta hai ais liay ap ne jab bhi ais market mai kaam karna ho to ais ap ko ye pata hona chaye k ais mai jis contract k hisab se deal hoti hai aus mai phir wo sara paisa pora karna hota hai aor jab wo contract khatam hota hai to aus k baad new rates aaty hai local market mai.
      • #4 Collapse

        Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

        forex mai oil aik acha pair hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain oil jab low ya up hota hain to hamy loss ya profit hota hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hamy oil mai kam karny ky liye hamy zada amount invest karne chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar bager learing ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik online or legal business hain
        • #5 Collapse

          Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

          jesa k humeri gold market karache our lahore ki sab say barey hain to forex main jab gold mehanga hota hai to pher humeri market main bhe dollar k sath sath us ki price main kami peshe ate hai oiur ise main jo goldmen hoty hain wo apna acha profit nikalty hain koin k unhoun nay wo gold kum price pay leaya hota hai same Oil ki baat karein gy jab oil ki price 57 say 59$/ barrel barhti hai to pher humeri oil provider apni prcies ko barha k us k oper acha profit nikalty hian to dosato humean us main 1 date say phelay petrol dalwa lain gay to us month ka jo increment ho ga us say bauch jain gay koin k humeri government amoman 1 date ko he price oil ki barhati hai
          • #6 Collapse

            Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

            Almi mandi mai crude oil ki qeematoo ka utaar charhaao kisi bhi mulk ya pakistan mai qeematoo pay iss liye fori asar nahi daalta kiyu kay ye future trading hoti hai.Jis ka matlab hai kay aaj jo bhi price international trading mai chal rahi hai iss ka asar future mai 2 months ka baad hota hai.Crude oil ki prices ki deal 2 months kay baad kay stocks pay ho rahi hoti hai current deleviries pay nahi hoti hai.July mai jo crude oil ki prices hai inka asar september hoga jab delivery hogi.

            Jaisa kay future enegies say he pata chal jata hai .Crude oil ko kisi bhi jagah say dusri jagah pohancha kay refine kernay or deliver kernay ka time 2 months ka rakha gaya hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Almi mandi ma oil ki qeemton ma utar chrhao ka asar fori tor py Pakistan ma keun

              bhai jan jub almi mandi main oil ki proce main otar charhao ata hai tu es ka fori asar econmy par bhi hota hai es liye hmain oil ki qeematon ka dehan rakhna chahye q k yah bhi forex ka hisa hai or aghr hum yah bat karen k jub oil ki qemton ka otar charhao hota hai tu pakistan main es ki price zyda he hoti hai es ki yah wjah hai k pakistan oil ko kam ratio par apny molk main magwata hai jis se hmary molk ki bi zarort pori nahi hoti hai oil kam exprt hota hai jis se yah sar masly hoty hain pakistan aik traki pazeer molk hai es liye es main aysa kuj hota hai or yah sub hmari econmy par asar andaz hota hai jo k weak hai har koi janta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X