Pakistan Forex Forum main sawalat kay jawab kay liay jo posts ki jati hain un kay baray main to hay k kam say kam 5 ya 10 posts aik din main lazmi karni chahiay aor ziada kay baray main suna hay k aik din main 50 posts ki ja sakti hain mara ap say sawal hay k kia thread create karnay ki koi limit hay k aik din main...itni thread create kar saktay hain ziada nahi ya kam az kam kitni thread create kar saktay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим