indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

    Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading uss wakat mumkin hoti hay jab haum trading Kay tools and Indicaters ko gain kartay hoye trading kartay hoye istamaal kartay hay haum apni zindgi may koi bhi Kam kartay hay to haumay pehlay uss ka mukamal knowledge hona lazmi hota hay phir I un aspects ko dekhtay hain jo haumary Kam ko behtareen tareekay say complete karnay may hamari madad kartay hay issi tarha dear friends haumay Forex trading may bhi kuch easy tools aur indiactors chahiye hotay hay jinko haum apni trading may istamaal kartay hoye achi aur effective trading Kar saktay hay aur forex trading may zayada profit hasal kar sakty hay Forex trading may zayada tar traders trading tools aur indiactors ko analysis kartay hoye istamaal kartay hay aur phir apni learning aur knowledge ki base pay trading strategy tarteeb daytay hoye trading kartay hay to zayada faida hota hay forex trading may haumay kamyab trading market Kay through hi Karni hoti hay aur jab tak haumay market ki movement aur trends aur news ki mukamal information aur proper samjh hogi to hi haum kamyab trading Kar saktay hay.

    Forex trading may haumay MT4 trading terminal pay indicators Kay mutabiq trading karni chahiye takay haum trading tools aur indiactors ko easily analaysis kartay hoye trading may istamaal Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay achay traders hamesha fundamental analysis ko aur Technical analysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay jiss ki waja say unko trading market ki movement aur trends ka knowledge milta hay aur forex trading may effective news aur events ki information bhi hasal hoti hay jiss ki waja say haum trading may Indicaters ko bhi istamaal kartay hay .
    Forex trading ake zabardast business hay jiss may app ko learning Kay sath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may appko strategy Kay mutabiq trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

      Assalamu Alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai indicator kamyabi Hasil karne mein madad karte Hain agar Forex trading mein acha profit Hasil karna hai to aapke pass trading ka experience aur knowledge hona bahut zaruri hai market ki movement ko samajhna bahut zaruri hai candles pahchan sikhana bahut zaruri hai market ko analysis karna bahut zaruri hai agar aap soch samajh Kar apni mehnat ke sath kam karenge to aap unlimited earning kar sakenge aur successful trader Ban sakte hain isiliye daily time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai indicators ka use zarur Karen technical and analysis indicators use Karen aap kamyabi Hasil kar sake aur Forex mein unlimited earning kar sake isiliye hamesha mehnat karke trade open Karen jitni mehnat ke sath trading karenge usse kahin zyada aap profit Hasil kar sakenge acha analysis ji acha profit deta hai achha profit hamesha mehnat per depend karta hai Main mahnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi forex online business hai isme learning aur earning ki koi limit nahin hai unlimited earning kar sakte hain agar kamyabi Hasil karni hai aur successful trader banna hai forex trading ka experience aur knowledge Hasil karke real account per trading Karen ke aap Forex mein bahut acha profit Hasil kar sakenge soch samajh Kar pure confidence ke sath Puri responsibility ke sath trading Karen aur jaldbazi aur tuky ke sath trading bilkul na Karen jaldbazi aur tuky ke sath trading karenge to sirf na kami hogi aapka apna nuksan hoga apne account ko safe rakhen soch samajhkar money management ke sath trading Karenge
      • #18 Collapse

        Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

        Achi trading ke liye ache indicator ko hamen apni trading main use karna chahie forex mein ache indicators ki madad se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain isliye forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein ham trading ache indicators ki madad se karen aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen market ke ache analysis ke liye apna zyada se zyada time forex market mein invest karna chahie aur forex mein hamen market ka fundamental our technical analysis karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham aik ache trader bhi sakte hain aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie kyunki forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex mein hamen trading achi planning ke sath karni chahie kyonk forex mein achi trading ke liye ache plan ka hona bahut hi zaruri hai jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

          Forex men Indicators ko kamyabi ki zamant samjha jata Agar aapke pass indicators ke mutaliq tamam Knowledge hoga acchi maloomat hon gi to aap indicators se Forex bhi bahut zyada acchi trading kar sakte hain kyunki indicators trading ke liye bahut zyada helpful hote Hain lakin yahan per aik cheez zehan men rakhen k indicator hi kamyabi ki waja nahi ban sakty hey indicators key sath market ko understand kane k liye other sources ka be use karna chaye, technical analysis se indicator se trading ho jati hay magar fundamental analysis news key baghir nahi ho sakti agar sirf indicators par depend kia jaye to market ko samjny me ham zeyda mistakes kar sakty hey. Forex aik aisa business hai jis mein her koi kamyab hona chahta hai har koi Paisa hasil karna chahta hai aur jo jitni zayada mehnat keray ga wohi kamyab ho ga aur kuch log kehtay hain kay indicators sae hi forex mein kamyabi milti hai lakin mere khayal men aisa nahi ha forex per kamyab hone ke liye Forex ke bare mein tamam maloomat ka hona lazmi hai.
          • #20 Collapse

            Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

            overview of indicators:
            forex mein jb hum trading krtay bain aur forex ki taraf se jo hum ko trading app di jati hai jo mt4 aur mt5 k naam se hoti hay aur isay hum playstore se install krtay hain to in trading applications mei pehlay se he builtin indicators hotay hain aur hum in mein koi aur indicators apni merzi se aur apni choice ka koi bhi add nahi kr sktay magar hum jb trading app ko apny compuyer pe install krtay hain to os mein pehlay se maujood indicators k ilawa bhi hum market mein maujood different indicators ko add hhi kr sktay hain aur apply bhi kr sktay hain.
            basically indicayors bhi insan khud he banata hay aur apny tajarbay ka khaas nichor nikaal k indicator banaye jatay hain jo hum ko market ko mobement k baaray mein prediction detay hain yaad rahay k koi bhi indicator kabhi bhi 100% proper work nahi krta aur na he totally accurate hota hay.indicors ki major two types hain aik ka nam leading aur dosri ka nam legging indicators.yeh indicators market price k sath he work krtay hain aur jo leading indicators hain woh market price k equal work krtay hain aur hamein signal detay hain aur market price jaisay change hoti hy yeh bhi quickly base pe apni prediction ko change kr detay hain is leye in indicators ko apply kr k ziada accurate result hasil nahi kiya ja sakt q k market movent to kabhi up and kabhi down ho jati hay quickly he.
            ab age legging indicators ki baat krein to yeh market price se slow move krtay hain aur yeh hum ko price move honay k baad signal detay hain aur isi wajah se in k signal most of the time accurate he sabit hotay hain.magr yeh thora late signal detay hain is wajah se trader ko trade lagany mein thora late kr detay hain to aisay samjhein k thora profit miss ho jata hay.magr inka faida yehi hay k inki accuracy best hai.

            conclusion:
            koi bhi indicator ho woh trader k leye helpful to sabit ho sakta hay magar kisi bhi indicator ki yeh gurantee nahi hai k woh bilkul hundred percent right signal de ga aur lpss nahi hoga.han magr itna zaroor hay k agr indicators ka sahi istamaal krna aajaye to hum loss se kafi hadd tak bach zaroor saktay hain.isi liye hamein apni trades mein indicators ka istamal krna chahye takay hum ziada profit hasil kr sakein.
            • #21 Collapse

              Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

              Assalam o Alaikum dear aap e ek bara acha sawal kiya ha Forex main ham indicators ka use kar k apni trading ko risk free and Asaan bana sakte or ye hame save trading karne our market main market k trend ko smajhne main our hamari trading ko profitable banane main hamri help karte hai :

              Forex Indicators :

              dear friends Forex main indicators hame Forex market ki position k mutalk indicate karte hai our hame trend k bare main our next position k bare main inform karte hai indicators ka use kar k ham market ko behtar traike se smaj sakte hai indicators is tarah b hamare liye important hai k ye hamen market main entr hone our exit hone ki position ko zahar karte hai is tarah ham market main save entry kar k Good earning kar sakte hai indicators market k trend ko conform karte hai our hame signal dete hai

              Click image for larger version

Name:	indicators.jpg
Views:	2
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12335052

              Benefits of Indicators ::

              dear friends Forex market main indicators k bare banefits hote hai our hamare liye ye profit ka sabab hote hai dear friends market main indicators hame free b milte ha jo k broker apne platform par hame deta hai is kilawa ham kuch ache indicators buy b kar sakte hai indicators hame market main trading ko conforum karte hai or hame trading ki next position ko smjhne main madad dete hai ku k agar hame market ki next position ka pata ho to ham achi trading kar sakte hai our profit hasil kar sakte hai indicators ka use kar k ham trend ko change hone se pehle smjh sakte ha our hamari analysis main indicators hame bara faida dete hai our market ko analyse karne main madad dete hai
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #22 Collapse

                Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

                hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy acha knolwedge or experience hasial kar ky indicators ko use kar ky market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai agat kamyab hona chatey hain to hamy indcators ko use karna chahey forex mai hamy indicators py 100% itbar nahi karna chahey forex aik unique business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hoita shukriya apka.
                • #23 Collapse

                  Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

                  Ji Ham Sabko Yahan per indicator ko Palan karna chahie Apne time per Apna Kam karna chahie Apne mehnat ke sath Apne bonus ke sath apni kamyabi Hasil Karen Agar Ham Sab Yahan per apni mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To isliye Ham Kamyab Honge to isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat Karen aur Apna bonus improve Karen bonus ko improved ke Ham apni future life coach kyon karte hain To Ham Sab Ko chahie yahan par kaam karke apni kamyabi Hasil Karen Aur Dil lagakar kam Karen Dil Laga kar kam karne se Ham Sab Kamyab hote hain SO Hamen Mahendra at Karni chahie aur apne time par Apna Kam karna chahie Agar Ham Apne time per Apna Kam Karte Hain To Ham Kamyab hote hain SO isliye apni mehnat ke sath apna bonus level improve Karen up bonus ko improve Karke Ham Sab Kamyab hote hain SO isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat Karen aur apni kamyabi Hasil Karen Agar Ham Sab Yahan per Apne time per Apna Kam Karenge To Ham Kamyab Honge so isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat ke sath Apna Kam Karen aur Yahan Par kamyabi Hasil karne ki koshish karen Agar Ham Sab mehnat Karenge To Ham Kamyab Ho Jaenge so isiliye Dil lagakar Kahan Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish Jo Banda Yahan per Apne time par Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai so isiliye Apne time par Apna Kam Karke successful hone ki koshish karen aur Yahan per Hamen chahie Apne time par Kan Karke apni mehnat ke sath apni kamyabi Hasil Karen Agar Ham mehnat ke sath Apna Kam karte rahenge To Hamen success milati Rahegi aur ISI se Ham Sab apni future life ko uski aur banaa sakte hain To Ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie aur apne time pass kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

                    assalamu alaikum dear friend ji aapki baat bilkul theek hai indicators hamen kamyabi dene mein madad karte nahin hai forex trading mein agar kamyabi hasil karni hai aur acchi earning karni hai to technical indicator use Karen jitna achha analysis karenge itna achha profit hasil kar sakenge isiliye Acha profit hasil karna hai to trading ka experience or knowledge hona bahut zaruri hai new members ke pass trading ka experience or knowledge nahin hota jiski wajah se wah market analysis kar nahin kar sakte aur Acha profit hasil nahin kar sakte forex trading mein unlimited earning karni hai aur successful trader banna hai to mehnat Karen ek kamyab trade hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi mehnat Karen market ki mood ko samjhaie candles ki pahchan sikhen market ko analysis karna sikhen aap apni e experience or knowledge ke sath bahut accha profit hasil kar sake isiliye dilchaspi ke sath kam Karen fresh mood hokar active mode hokar trading Karen jaldbazi ya pareshani mein trading bilkul na Karen jaldbazi hai pareshani mein trading karenge to aapko sirf loss hoga trading mein agar kamyabi hasel karni hai to money management use Karen market ko acchi tarah han analysis karke trade open Karen Taki aap loss se Bacha sake aur bahut Acha profit hasal kar sakte hain apne account ko sirf rakhna kamyabi hai aapka account safe rahega to aap Acha profit hasil kar sakenge isiliye money management ka use lazmi Karen money management ke sath trading karenge to aap apne account ko safe rahega aur kamyabi hasil kar sakenge
                    • #25 Collapse

                      Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

                      Assalamu Alaikum dear friends ummid hai aap khairiyat se Honge their friends agar aap Forex mein kamyabi Chahte Hain Tu aapko chahie kya aap Forex Mein mehnat Karen Iske alava agar aap inductor per etbar ab Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen chahie ki Ham market ko analyse karke hi trading Karen Agar Ham trading Karenge market ko analyse hokar Tu Hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: indactors be kamyabe hasial karny mai madad sy sakty hain ???????

                        ASSLAM ALAIKUM!!!

                        Dear friends, aj me ap k sath discuss karoon gi " indicators bhi kamyabi hasil kerne me maded kertay hain ". G friends ye Aik bht Achha topic hai. Indicators bhi oscillator jese work kertay hain. Trading me different indicators use kiay jatay hain Aur ye indicators humay different type ki market information dete hain. Traders ko different indicators use kernay chahiay ta K Wo different type K problems se Bach sakay. In indicators ki help se hum economic performance Aur market me future economic performance K Baray judge ker saktay hain. Market trend ka Pta chal sakta hai Aur Agr koi trade lagai Ho Aur market position change Ho rahi ho tu in ki information ki help se loss se Bach saktay hain. Is trha indicators bhi humay trading me kamyabi de saktay hain. Lakin Aik Achhay trader ko full is pe depend nai kerna chahiay Kiun k some time Kisi problem ki waja se wo wrong information se loss Ho sakta hai Is liay full depend nai kerna chahiay. Indicators ki help se kamyabi mill sakti hai but in ka use care se kerna chahiay.

                        Thank you!!! 👍

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X