US-China trade war ki wajha kia hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    US-China trade war ki wajha kia hai?
    Dosto, America aur china ke bech trade war ki kia wajha hai aur is war ke mukhtalif currencies pe kia asarat pare ge ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

    Dear brother jaisa k aap ko pata hoga k China me Huawei mobiles ki manufactures he or aaj kal buht saara saman china se ban k aata he to Huawei Mobile ne Apple Iphone jo k American brand he usko softwares ki nisbat cross kerna chah reha tha or kafi had tak Huawei Mobile kamyab bhi ho reha tha, Is liye Donald Trump ne Huawei Mobile per America me pabandi laga di jis ki waja se America or China ka trade war start huwa tha ab kafi had tak hal ho chuka lekin abhi bhi trade war issue chal reha he America nahi chahta k China us se aage nikal jai is liye ye tentios chal rahi he jab tak trump rahega ye issue chalta rahega.
    • #3 Collapse

      Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

      China trade war key big reason money management ki hai kyunki China khud ki bahut jyada investment rakhta hai aur uski aaj kal har bani Hui chij every country mein use ho rahi hai isiliye USD nahi chahta ke China itni success hasil Kare isliye American main channel par tariff laga Diya Hai
      • #4 Collapse

        Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

        Dear brother jaisa k aap ko pata hoga k China me Huawei mobiles ki manufactures he or aaj kal buht saara saman china se ban k aata he to Huawei Mobile ne Apple Iphone jo k American brand he usko softwares ki nisbat cross kerna chah reha tha or kafi had tak Huawei Mobile kamyab bhi ho reha tha, Is liye Donald Trump ne Huawei Mobile per America me pabandi laga di jis ki waja se America or China ka trade war start huwa tha ab kafi had tak hal ho chuka lekin abhi bhi trade war issue chal reha he America nahi chahta k China us se aage nikal jai is liye ye tentios chal rahi he jab tak trump rahega ye issue chalta rahega.
        • #5 Collapse

          Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
          Dosto, America aur china ke bech trade war ki kia wajha hai aur is war ke mukhtalif currencies pe kia asarat pare ge ?
          Bhai Jaan Hai Ishq Ki Aasan Aasan jawab to yahi hai Har Mulakat hi apne aap ko takatvar karne ki koshish Mein laga hua hai yahi vajah hai America aur China ke Darmiyaan Jo Jung chal rahi hai Karobar ki auraton koi bhi vajah nahin hai China jata hai ki uski currency International currency Mein mananiy Jaaye aur America to ab vaise hi Apne dollar ko International currency banaa chuka hai yahi baat hai aur isase Jyada Badi koi bhi baat nahin hai
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #6 Collapse

            Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
            Dosto, America aur china ke bech trade war ki kia wajha hai aur is war ke mukhtalif currencies pe kia asarat pare ge ?
            Us China trade war Ka Mere Khyal mein main reason yahi hai ke donon countries hi apne aap ko ek dusre se satrong banati hain aur samajhte Hain Yahi vajah Hai Ke donon countries ki ki Jab Bhi tradedeal hone Lagti Hai To and per Aakar wo trade deal cancel Ho Jaati Hai iska main reason Yahi Hai Ke donon Duniya Ki Sabse Jyada super power Banna chahte hain har lihaz sy
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

              Asal me America khud ko world ki super power smjhta he aur Chun k world Bank aur IMF bhi taqreban America k qabzy me hi hen to jab is soorat me China ne dunia me apni cheezon ki waja se kamyabi hasil krna chahi to America ko yeh bat hazam nahi hui to mery khial me yeh big reason he America aur China k darmian trade war ki
              • #8 Collapse

                Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

                dear mere khayal se to agar aap dekh len dono mulkon ki development to China, America k bagair reh sakta ha lekin America k liye mushkil ha China k bagair rehna. q k agar aap dekhen pechle kuch salon me America ne apni tamam companies jo hen china me shift kar di hen q k waha pe isse chezen banane me sasti parti hen, balke agar aap dekhen to bahut barri company Iphone b China me shift ho gai ha ab sare mobiles phone wahan pe bnae jate hen, lekin jub se Trump aaya ha to is ko ye baat pasand nai aai k koi mulk America se aage nikale ya America ki companies kisi dosre mulk me shift hon, q k ye Trump khud aik business man ha aur ye chahta ha k ye America ko number one bnae aur sari duniya k log is k aage jhuk jaen. is k ilawa China ne b apni her chez khud bna li ha jesa k American apps, aur bahut se platform wo istemal nai karte, aur google tak wahan pe istemal nai hota un ka apna aik platform ha jo pore mulk me istemal hota ha. bas number one banane k chukar me ye trade war jari ha.
                • #9 Collapse

                  Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

                  hello friends, dunya me hamesha se super power ki jang jari rahi hai is se pehly america ki ye war Russia ke sath thi magar russia ki tukry hony ke bad china aik new power ban ka samny aya to usa ka muqabla sayasi or mushi toor china ke sath start ho gia hai ab agar dekha jai to ye sortehal ab ziada sangeen hoti ja rahi hai kiun ke china aik mazboot mulk ke tor pe samny aya hai or ye har jaga pe america ko challenge kerta nazar ata hai dunya ke bary mulk apna maal bechny ky liye made in china ka tag laga rahy hain.
                  jab ye dono mulk apas me mahaz arai kerty hain to unky sath jurry hoye tamam mulk or unki currencies par asar parta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

                    US r china ke trade war ki wja ye hai k kbhi b america nahi chahe ga k koi b mulk us se age nkle . dunya ma hr chz china ki bani hui ja rhi hai hai china ki export bht ziada hai. china ki chz paidaar r mazboot b hti hai. basically masla ik mobile phone company se shru hua jo k huawei china ma manufacture hta hai . huawei apne softwares ma bhttt ziada modifications kr rha hai r ye bt america ko nagwar hai jo k apple ka honour hai. trade war in do mobile phone companies ki ja se shru hua hai . america has banned huawei. china is wqt ik economic super power hai jski trade tqreban 114 countries ma ja chki hai r 196 ma se 114 nkal k baki countries ko america apni chezn farokkt kr rha hai yani china ki export 90pc ya is se aboyve hai r america ki tqreban 60 pc k round about hai. r america ko ye bt saf saf dkh rhi k ne wle wwqt ma china ik super power hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

                      Asallamo Alaikum dosto.umeed hai k ap sab tik hoge aur kher se hoge.US/China war ik isa war hai jo mashiyat ko hawa deti hai is ki waja se sare dunia ki currency par asar ho sakta hai aur rahi baat in do molko ki trade war ki to is ki waja China ka apna hawawei mobile company ka dunia bar mai mashahoor hone se US k iPhone company par bahut asar a gia hai jis se amirika ki mobile company ki maqboliet par asar a gia hai jis se un dono k darmian trade war shoro hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: US-China trade war ki wajha kia hai?

                        jab be ap kay pair sy related koi achi ya buri news ati hai us ka impact ap kay pairs pay parta hai woh ap news kay time pay daikh sakti hai kay news ki base pay market kitna bhout kam time mai kitna girit hai or upar jati hai. yeh sub analysis ap ko kudh karna hai. ap jitna achy sy es ko analysis karain gy manage karain gy tu ap ko har news faida dy sakti hai . ap news ki base pay buy ya sale ki trade lagaty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X