Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?
    Friends jaisa keh ap ko ilm ho ga keh Pakistan ki currency ka rate forex trading market main boht down hota ja rha ha. is ka back main kia aisy effects hain jo kah Pak currency ko up nhi hony da rhy ? :1f40c::1f40c:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

    Pakistan ki currency ky down hony ki bahot sari wajohat hain
    1. Political uncertainty
    2 . Current account deficit
    3. Economic situation mandi ky zavye ma hai
    4. IMF loan ki waja sy salana income aor text collection sood pay krny ma lg jati hai mulkI khasara brhta ja raha hai
    5. Salana budget balance ky leay mazeed qarz lena prta hai
    6. Mulk ky reserves khatrnak had tak down hain
    7. Government weak hai international investors ka ahtemad bahal nhi ho pa raha hai

    Is ki waja sy mulk ki currency ay din weak hoti ja rahi hai hum apny ma fad ma dollar buy kr rahy hain humen dollar ko market ma lana ho ka dollar ki value tb he down hoti hai jub uski mang na rahy forex trading market ma sentiments bahot ahm hoty hain sentiments ki waja sy bhi rupeey ki value down ho rahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

      Forex main Pakistan ki currency din ba din down hoti ja rahe hai jes ki waja current hakomat ki polocies hain mean k wo hakomat k control main nahe hai na to un say humeri export ache hoi hain or na he import ache hoe hai our jab tak humeri ye chezain ache nahe hooon gee humeri economy strong nahe ho gee to humery rupay ki kaqar dollar k mukablay main nahe barhey gee us leay week hai
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

        Pakistan ma bahot sqri wajohat ki bina pr rupee ka yeh hal ho raha hai asao ma Pakistan ki government bahot weak hai aor etehad sy bni hui hai jub bhi government ko threat mily ga rupee giry ga next bat opposition bahot makar aor strong hai aor mulk ma political uncertainties hain yeh government ko atrong hony nhi dy rahy kch government ki aoni policy bahot bewqkofana hai economic policies py abi tk tajar bradri khush nhi hai aor opposition ki hold hai abi tk economy pr jis din economic mafia ka hold khatam hi ga mulk taraki kry ga
        Gardashi qarza brhta hai to currency weqk hoti hai qarza brhta hai to currency weak hoti in sub baton py tawajo deny ko zarorat hai
        Pakistan ki currency ko strong krny ky leay money laundering ko rokna ho ga tb ja ky ap log kamyab ho sken gay
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

          humery currency ka din ba din nechy janay ki asaal wja humeri interior our exterior polocies hain ager ye humeri jab tak theek nahe hoon to humeri economy behtar nahe hoo gee our tab tak pher humeri currency dollar k mukablay main week he hoo gee to dear huhmean bhe us main apna role play kerna ho ga tax pay kerna ho ga jes say economical hum strong hon gay to humeri currency strong ho gee
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

            members hamara behtreen jawab contest ma humen acha kam share krna chye is contest ko baki sub ky leay aik symbol hona chye
            ma apko btana chahta hun ky pakistan ki currency ky down hiny ki wajohat kafi hain Pakistan ma maeshat ko kamzoor krny ky leay bahot sari labeez hain jo mutaharak hain ino ko qabu krna filflor itna asan nhi hai
            hamarimaeshat black maeshat hai jis ki waja yeh hai ky kisi rule regulation ky bina chal rahi hai lehaza humen apni is ravash ko tabdeelkrna ho ga mulk ma aman lana ho ga emaan dari sy karobar krna ho ga tb he mulk ma istehkam ay ga forex trading ma apko andaza ho ga ky political economic uncertainty ki waja sy currency ki taqat kamzoor hoti hai berooni qarzon ki waja sy bhi maeshat kamzoor hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

              pakistan ki currency down hmary pakistan ki weak econmy ki wjah se down hota ja rha hai jis main sub se bara issue gtu yah hai k hmary pakistan main loan ka boht bara burden hai jo k pakistan ko oper nahi any deta hai es k ilwa or boht se issues hain jis main political issue sub se top par hai jis wjha se yah halat hain pakistan k es k ilwa pakistan main berozgari arooj par hai log free berhy hain or jo kam karty hain un ki income he itni nhai hai k wo molk ki econmy ko strong kar saken yah sub he masly pakistan main he hai or koi bhi molk itni buri condition main nahi hai pakistan k ilwa baki hum sub ko he es bary main kuj palns karna chahye jis se hum apny pakistan ko strong bna skty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan ki currency ka rate q daily down hota ja rha ha?

                Dear jaisy ap ko pata ho k ais time Pakistan mai bahot zayda qarza hai jis ki waja se hum agar ais time ye qarza wapis ni karty to ais mai humri currency aisy hi down hoti rahy gi kun k ais mai humry qarzy par intrest zayda hota rahy ga aor aus k baad agar ais mai hum intrest khatam ni kar sakty hai to aisy hi humri currency down hoti rahy gi kun k ais mai agar hum ne dekha ho to hum ko ye pata hona chaye k agar humra country export zayda ni kary ga to humri currency aisy hi down hoti rahy gi kun k ais time humry country mai usd bilkul na hony k qareeb hai agar dekha jaye to ais mai bahot sari wajohat hai jis ki waja se usd humry country mai short hoa hai agar hum ais market mai acha kaam kar k bahot sary usd kamaty hai to hum currency ki valuse up kar sakty hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X