over clever hony ka be koi faida nahi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over clever hony ka be koi faida nahi hain
    agar hum forex mai over clever ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online busness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

    G han ap theek kaha hai ager hum forex main over clever ho kar kaam karyn gye to hum kabhi bhi kamiyab nai ho paty hai so p ko chiye kay forex ko beshak thora he time dayn mager soch samjh kar kyun jo log fear ho kar kaam karty hain wo he forex main kamiyab hoty so achy trafer bany
    • #3 Collapse

      Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

      G ap na bilkul drust baat ke ha ma ap ke bat sa agree ho forex ak international busines ha aur fastest business ha is ma huma soch smaj aur achi learning kar k trading karni chya ta ka huma profit hasal ho saka na k over clever ho is sa huma faida to nahi ho ga ho sakta ha zaida loss ho jya
      • #4 Collapse

        Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

        Over clever kia market ko apni marzi sy move kerwa sakta hai yahan per slow and steady hi race ko win kerty hain over clever ho ya over confident sab hi yahan per sirf loss kerty hain isliay kabhi bhi market ko dhoka deny ki koshish mat kerain ky aesa sochny per bhi apki investment hi ap khud dhoka kerty hain aur loss ker lety hain
        • #5 Collapse

          Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

          Assalm-o-Alaikum gee haan dear ap ki baat bilkul theek hai over clever honay ka koe faida nahi agar hum forex mein soach samjh kar kaam kartay Hain tou hum zaroor kaamyaab ho saktay Hain Orr agar hum over clever banain tou iss sy hum kaamyaab nhi ho saktay balkay loss ka shikaar ho jatay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha soach samajh kar Orr Dill laga Kar kaam karain Orr zayada clever ban'nay ki koshish bilkul bhi na karain
          • #6 Collapse

            Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

            Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein over clever hone Ki Zaroorat Nahin Hai Agar Hum over clever Karenge to Hamein lose hoga Hamein chahi ke is Mein mehnat Karen aur Kabhi Lalach Karen Agar Hamein Kamyab hona hai to Lalach Se Dur bhagna Padega
            • #7 Collapse

              Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

              Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki our clever hone Ka Bhi Koi fayda Nahi Hai agar Hum Agar Hum Agar clever Honge to tab bhi Hamen nuksan Hoga hamein chahiye ki hum Apna jo bhi kaam Karen Sawar Samajh Ke Kare Raha ke isne Hamara Ustad Kaun Hai To Hamara Ustad wahi hai jo Hamein kam sikhata hai aapne jis Se Bhi Ja kaam Sikha hai wahi aapka Ustad hai
              • #8 Collapse

                Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

                Forex Trading me kabhi bhi overconfidence nahi hona chahiye beshak hamen profit ho reha ho lekin hamen overconfidence se bachna hoga us se hum apna loss kerwa sakte he is liye Forex Trading hum logon ko fresh mood k sath trading kerna hoga or her soorat me loss se bach ker trading kerni hogi, koi aisa trade kabhi bhi open nahi kerna chahiye jis se hamara account wash hone ka dar ho.
                • #9 Collapse

                  Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

                  over clever ho ky kam karny sy hamy siway loss ky kuch be hasial nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

                    Asslam o Alikum dear respected members bhai nay bohat hi achi or golden bat kahi hai k forex ma over confidence banda hamisa maar kha jata hai, hamen chahye forex ma hamen sabar o tahamal say kam layna chahye or jitna kam bhi karen poray confidence k sath kam karen, takay ap ko forex achi earning ki taraf moor day, jab b ap forex ma kam karen poray confidence k sath trading karen or ba aitamad rahen.
                    Asslam-0-Alikum, dear respected members
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: over clever hony ka be koi faida nahi hain

                      hamy over clever nahi hona chahey hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai over celver hony ka koi faida nahi hain forex aik wasee busienss hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X