Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?
    Chatay contest main say jo bonus mujhay mila hay us ko withdraw karnay kay liay main nay skrill account main log in kia hay ab main is account ko verified karna chahta hoon mera senior members aor Forum members say sawal hay k skrill account ko kaisay verified kia ja sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

    Skrill ka account verify krna hai.Tou ap ko es waqat Skrill ka account online / live he approved hota hai. Ap ki apna ID Card Scan krna hai aur phr ap ko apney home key address wala document upload krna hai tou ap ka account verify ho gy. Ap ko mai suggest krta ho k ak bar Skrill ki trem & condition ko bhe carefully read kr ley. Ap ko aur asani ho.
    • #3 Collapse

      Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

      Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki Skrill ka account verify krna hae Tou ap ko es waqat Skrill ka account online / live he approved hota hai. Ap ki apna id Card Scan krna hai aur phr ap ko apney home key address wala document upload krna hai tou ap ka account verify ho gy Ap ko mai suggest krta ho k ak bar Skrill ki trem and condition ko bhe carefully read kr ley. Ap ko aur asani ho is trah skrill account ki verification ho jaaati he ......
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

        Jo new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahie keva Forex trading ke market Mein tab tak real investment na Karen jab tak unko trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode knowledge or experience ke sath trading Karenge to aap ko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye apni knowledge ko increase Karen Tere real account mein
        • #5 Collapse

          Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

          assalam u allakum dear forex members kese ho sab me umeed karta hon k sab khetiat se honge allah ap sab ko khetiat se rakhe me ne bhi skril account apne senier ki help se banya hai agar ap ko kisi cheez k bare me nhi patas to senier se help le lein warna ap ka account virify nhi hoga aur ap ko mushkil ka samna karna pare ga
          • #6 Collapse

            Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

            skrill account ko verify krwany k liye phle to hmain apna id card ya passport ya apna driving lisence upload krna hota hai or us k bad location verification k liye hmain bank statement upload krni hoti hai.us se hmary account ki limit extand ho jati hai or hm easily ksi b time deposit withdraw kr skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

              Dear friends apnay skrill account ko verify karnay k lye hamen do chezo ki zarurat hoti hy or phli chez hy apni zaati shanakht or dosri chez hy adress verification is k sath sath hamen ak deposit karna parta hy skrill account men kion k deposit k bgair skrill account verified ni hota us k bad hum zaati shanakht k lye hum national identity card ki pics dono taraf say upload karty hyn jab k adress verification k lye agar students hon to wo university ya college enrollment ki pic upload kar sakty hyn jab k dosry apnay nam ka koi b utility bill passport bank statement wagaira men say koi b anyone upload kar k apnay account ko verify karwa sakty hyn dear friends skrill account ko verify karnay ka tariqa bahot asan hy
              • #8 Collapse

                Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                Hello my dear skrill account ko verify Karne Ka Tarika Nahin Thi Aasan hai aapko just Apne cnic aur aapki bank statement ko upload karna hoga aur agale hi lam hai ya within 72 working hours aapka account verify ho jaega thank you very much.
                • #9 Collapse

                  Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                  Mere Bhai agar to aap apne skrill account ko mobile se verify karte ho to aapko jo first level hai vah apne ID card ki front back upload Karne ki baat aapko apni face ki ki tracking bhi karvani padati hai jab aapka face can ho jata hai to aap ka first level complete Ho jata hai 2nd level per aap apne Bank ki statement upload karke apna account verify karva sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                    Bhai skril account mein login karenge to right ide pe setting ke option mein jake ap ko account verification ka option mile ga. us mein jae ge to ap ko step wise verification ka process mentioned hai us ko follow kar ke ap apna account verify kar sakte hai. Bas ap ek bat ka khayal rakhe ke skrill account same usi nam aur address pe open kare jo ap ke NIC pe likha ho, Jab ap address verification ke liye jo document upload karo ge to us pe bhi same detail ho, agar thora bhi change hoga nam ya address to ap ka account verify nhi hoga.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                      Jo bhee new trader hain pehly apna skrill account varifeid krwan ho ga jo k nahayt aasaan hai. Skrill acount ki verification se pehly ap apni documents poori kr lain jo k darj zail hain:

                      1) Apna CNIC
                      2) Bank Statmetment
                      3) Pehly deposit ke lye Bank account ya kisi friend ke varifeid account se kuch transection

                      Skrill kisi bhi sarif ko do trah se verify krta hai pehly uski personal verification hoti hai aur phr usky address ki verification hoit hain:

                      Personal Verification:
                      Is pehly marhly ma aapko apna CNIC ki dono sides ko scan krna hain aur unka size thoda krna hai aur unko bhaij dain hai skrill ko. Agar aapky pas urdu wala CNIC hai to koi preshani wali bat nahi skrill team esko translate kr sakti hain. smart card hai to bohot acha hai.

                      Adress Verification:
                      Adress verification ma aapko apni bank statement ki scan muhaya krni hai laiken es bat ka khyal rakhain k ap ki bank statent ma aapka address, mention ho aur aapke mutalqa bank ka logo aur uske manager ki sign aur name ki stamp lazmi ho warna wo reject kr di jai gi . Bank statement k ilawa aap bijli ka bill, gas ka bill bhi istamal kr sakty hain jiske opar aapka adress ho aur wo connection aap ke naam pr ho.

                      Pehli Transaction:

                      Skrill ma dono level ki verification ke bad aakhri step hai pehlli transaction jo k skrill krta hai es ky lye pehli bat to ye hai k ap apna bank account se transaction krwain ta k pakka kam ho aur masla na bany. apne bank ko call kr k k card pe online transaction active krwa lain es k bd ye possible ho jaye ga nahi to apne kisi dost se jiska skrill account varified ho us se ye transaction krwa lain .ye 1-2 dolaar se ziata ki nahi ho gi .
                      • #12 Collapse

                        Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                        Bhai bat ye hy k skrill account ko veeify karnay ka liye ap behtar hy k skrill ke website pa ja k skrill ko verify karen and verification k liye jo b document required hen and verification ka mukamal tareeqa b website pa mojud hy ap easily skrill ko verify kar sakty hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                          Dear friend instaforex trading main account verify karwana both zarori ha jab tak ap account verify ni karwaty han ap apna profit withdraw ni karwa sakty han is ley humy account verify karwana ho ga
                          Verification k 2 level han 1st level or 2nd level
                          1st Level
                          1st level k verification k ley humy apny NIC ( national identity card ), passport ki scan copy load karni ho ge NIC ki front or back donu side upload karni hon ge tab ap ka 1st level verify ho jay ga scan copy saf or clear honi chae han
                          2nd Level
                          2nd level main address verify karwana hota ha is k ley humy apny ghar ka utility bill jo ap k name pe ho ya apny bank account ya credit card ki statements ,domicile ya driving license up load karwa sakty han Jo bi document upload karny saf or clear honey chae han
                          • #14 Collapse

                            Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmadfx پيغام ديکھيے
                            Skrill ka account verify krna hai.Tou ap ko es waqat Skrill ka account online / live he approved hota hai. Ap ki apna ID Card Scan krna hai aur phr ap ko apney home key address wala document upload krna hai tou ap ka account verify ho gy. Ap ko mai suggest krta ho k ak bar Skrill ki trem & condition ko bhe carefully read kr ley. Ap ko aur asani ho.
                            Ryyhhgjjfggffhg
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Skrill account ko kaisay verified kia jata hay?

                              Tghfghggjggjguh
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X