news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey
    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum new py trading be kar sakty hain news py trading karny ky liye hamy new ko rozana dahkna chahey is sy hamy kam karny mai madad milte hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe jad baze kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pury pakistan mai legal business ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

    g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main hum apni pori life gher bethy earning kama skty hain ayh aik aysa bsuiness hai jo k kbhi bhi khtm nahi ho skta hai or es main jitna hmra expiernce acha hota jay ga hum otna he es ko acha karny k qabil hoty jaty hain tu hmain chahye k aghr hum es business se faida othna chahty hain tu hmain boht se mahnt krni hogi hard work se he hum kamyb ho skty hain es main aghr time table k sath apna kam karengy tu he ap apni trading main aik dicpline k sath kam kar k success haisl kar skty hain es liye zarri hai k apni trading ko news k hisab se or market k according trading karen jis main apko loss hony k chances bhi kam hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

      Yes dear agar hum ne news par trade karni ho to hum ko ye dekhna hota hai k ais time kon si news aa rahe hai aor ais time kis pair par kaam karny ka faida hai kun k ais market mai jab bhi kisi pair ki news aati hai to aus time aus aus pair mai moment kafi zayda fast ho jati hai aor aus k baad aus mai jab banda trade karta hai to aus mai kafi zayda risk hota hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai hum ko bahot jaldi profit ya loss ho jata hai kun k news k time market bahot fast hoti hai ais mai agar ap ne dekha ho to kisi major pair ki news aye to aus mai moment ki waja se bahot sary pairs par farak parta hai kun k agar ap aus mai ap aik pairs par trade karty ho to aus k sath jitny bhi pairs ho sab par trade laga k kafi zayda faida autha sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

        dear jab b hum trading krain tu humain news b dekhni chayia is se humain market main jo movement hoti hai us k bary pata chlta rehta hai or apko is se trading main expreience hasil hota hai ap news ko dekh kr order lagat hai tu ap market main curnnecy ki movement ko deak kr lagaty hain jis se ap loss se b bach jata hain.
        • #5 Collapse

          Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

          g han bilkul aghr tu forex trading main news par trading karni hai tu hmain news ko bhi deehn azarori hota hai q k market main news ka boht asar parhta hai or boht se ayse news hoti hain jo market k up or down ki wjha banti hai es liye hmain aghr market ko smjhna hai or osko achi trha mange krna hai apni trading main tu news ko update rakhen or news ko dekhty rahen q k baz okat jub hum trdaing main news ko ignor kar dety hain tu market kub move kar jay ilm bhi nahi hota hai jis se hmain loss bhi ho jta hai tu market pahly kis poijt par hai or agy kis point tak ja skti hai yah hum news se pta lga skty hain or apni trading ko bahtr kar skty hain news ko apni trdaing main shamil karen or dekhty rahen
          • #6 Collapse

            Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
            forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum new py trading be kar sakty hain news py trading karny ky liye hamy new ko rozana dahkna chahey is sy hamy kam karny mai madad milte hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe jad baze kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pury pakistan mai legal business ban cuka hain
            Assalamu Alaikum Forex trading winners Duniya ka sabse accha business hai isme Hamein Kisi Ke Aage Piche Peene ki jarurat nahi hoti hamm isme Khud Hi bahut Hote Hain agar aap Forex trading co news ke bad Karte Hain Tu Main aapko Ek simple baad batata hoon ke pahle news ko acche tarike se analyse Karle ke is used car market par kya effect hone wala hai agar aap ko ya samajh aati hai ki kaun si news kis pair pair effect karti hai to aap trading business Se Achcha profit and kar sakte hain iske sath sath aapko countries ki economies news par abhi Jarur Nazar Rakhna hota hai tab hi aap ek accha trade Laga sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

              Forex trading mai news ka bohat role hota hai. Forex trading mai news ki importance ka andaza iss baat say lagaya jaa sakta hai kay jab USA nay Irani general ko aik attack mai kill kia Tha aur uss ki news international media pay I thi tab gold aur crude oil uss news kay asar say aik dum itnay high huay thay kay trading markets crash honay kay qareeb pohanch gai thi. Forex trading mai news pay trading kernay say bohat achi trading ki jaa sakti hai. Aur uss kay liye news ko follow kerna bohat zaruri hota hai. News kay impacts forex market pay bohat ziada aatey hain. Kisi bhi international contract ya commitment ki news ka bhi fori tore pay trading business pay he impact ata hai. Traders ko news pay trading kernay kay liye economic calendar ko bhi daikhna chaiye uss say bhi kaafi cheezoo ka pehlay say pata chal Jata hai
              • #8 Collapse

                Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

                G han dear ye to mumken hi nahi key news ko agar watch na kia jaye to es ko ham follow kar saken gey, economic news ko agar watch karny ki bat ki jaye to economic calendar ko watch karna zarori hota hay tab hi ham news ko proper tareeqy se aur real time me follow kar sakty hey, aur agar live news ki bat ki jaye to es ko be watch karna es ley zarori hay key koi be important news hamy mil sakti hay esi news ko follow karny se be hamari trading profitable ho sakti hay, important news economic calendar me ho ya per live news hamary ley es ko follow karna hi hamy kamyab fundamental analyzing me help de sakta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: news py trading karny ky liye news ko be dahkna chahey

                  sir Abid4li, ap ny bht acha topic hmary samny laaya hy, es sy knowldge me bht izafa hpa hy, hmen to trading me news ki importance ka andaza hi ni tha, ap ki post and phir es post py aany waly replies read kiay to andaza hoa k forex trading me NEWS ki ktni importance hy, es silsily me sir zainuddin, and sir anwaarz, ki posts bht importance rkhti hen, in ki posts sy sb k knowledge me bht izafa ho ga, news kesy international market py impact krti hen sb btaya hy, thanks sir bht informative post hy ap ki and ap ki post sy related replies to bht hi informative hen.. hum juniors k liay aesi posts bht faidamand hoti hen. ap sy request hy k aesi posts regularly krty rahen ta k hmen faida hota rhy
                  If you work hard no body can stop you from success

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X