agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?
    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hum agar is galti ko bar bar repeat karny sy hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko rokna bohat zarore hota hain hamy apne galtiyo ko avoid karna chahey kuch log loss sy gabra kar forex ko cor dety hain hamy forex ko corna nahi chahey hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai kam karny ky kuch asul hain hamy in rules ko follow kar ky kam karna hota hain pher he hum market mai run karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

    forex trading main jin logon ko muslsil loss hota rahta hai un ko forex ko chorna nahi chahye bal k himat se kam len achahye or forex ko sikhna chahye q k jub humain loss hota hai os main hmari apni he kami hoti hai q k hmain forex k bary main expiernce or knowledge nahi hota hai jub hum forex ko proper sikh kar karen tu hmain loss nahi hota hai tu jin mambers ko muslsil loss hota rahta hai un ko trading ko thora arsa chor dena chahye laken chorny k bad es ko sikhny ki tiyari karni chahye q k jub hum himat or mahnt se kam karny lag jaty hain tu hmain forex k bary main bhi knowledge ho jta hai or hum os main acha profit gain kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

      Asalam.o.alikum forex forum fellows Pakistan forex forum ma apko acha kam krnq chye
      Aor apko trading start krny sy pehly he market ka acha sa analysis krna chye aor apko trading ky leay knowledge aor experience ka istemal krna chye agr apko musalsal loss ho raha hai to aoko aik kam krna chye reql account ma trading stop kr do aor demo account ma kam shuru kr do
      Demo account ma apko kamyabi jub tk nhi milti real account ma kam start na kro insta forex broker ka demo account bnao aor kam sy kam bonus un sy lia or forum ma apni mistakes py behs kro apni ghaltion ko likhi dosry bahi sy help lo aor kam sekhny ky bad rwla account ma aa ky start kro gay to kamyab ho jay
      • #4 Collapse

        Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main jab bar bar loss ho raha ho to AP ko tohra rest karna chae ha or seekna chae ha k ap Kya galti kar rehe han us k baad ap demo account main practice start karny jab ap demo account main apni strategy apply karny or successful hon to phr woe same strategy real account main use karny ta k ap ko loss na ho or ap easily successful hon ziada sy ziada profit hasil karan jtna ziada ho sakta ha learning karny knowledge or experience hasil karan or behtar trading karny ta k ap ko ziada sy ziada profit hasil ho or ap apni life ko behtreen bana saken
        • #5 Collapse

          Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

          g nahi bhai jan forex main jub hmain muslsil loss hony lagta hai tu tarde ko chorna nahi chahye bal k pahly sez yda mahnt karni chahye jis se ap apni trading ko profit hasil kar saken es liye apko aghr forex main muslsil loss ho raha hai tu ap ko chahye k ap apni trading ability kos trong karen or apni trading ko miyari bnaenq k jub ap apni trading ko miyari bnaty hain tab he ap apni trading main loss ko qabo main pa skty hain zyda loss hota bbhi es liye hai k hmain trading main otna expiernce nahi hota hai jitna wo trading main acha profot hasil kar saken
          • #6 Collapse

            Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

            Dear agar hum ais market mai musalsal loss kar rahy ho to hum ko ais mai mazeed practice ki zarort hai ais mai agar hum apni trading strategy ko check kary to aus mai koi na koi ghalti ho gi ya aus mai hum koi aisi mistake kar rahy ho gay jis ki waja se hum loss kar rahy ho ais liay hum ko ais market mai hum ko agar loss se bachna hai to hum ko ais market mai experince hasil karna chaye aor aus k baad real account par kaam karna chaye kun k ais market mai agar ap ne dekha ho k ais mai jo bhi kaam kar rahy hai wo ais mai agar investment karty hai to wo ais market mai practice kar k kaam start karty hai ta k wo ais market mai loss na kary ais liay agar ap ko ais mai loss ho raha ho to ap ais mai practice kary aor aus k baad ais mai kaam start kary.
            • #7 Collapse

              Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

              Forex trading business aik aisa bussiness hai jaha aik maamooli si ghalti bhi seedha seedha loss ker sakti hai. Or dobara uss ghalti ko sahi kernay kay moqa nahi mil pata hai. Kisi bhi trader ko musalsal loss usi soorat mai hota hai jab wo baar baar ghaltiaa ker raha ho or trader ko apni ghalti ki sahi tarah say samajh bhi nahi arahi ho.Forex trading mai kisi bhi loss say bachna jo aik ghalat trade ki wajah say ho sakta hai ,Take profit or stop loss ko istaaal kerna intihai zaroori hai.Musalsal losski wajah say mayoos nahi hona chaiye bulkay kuch time kay liye api trading rok kay apni ghaltioo ko samjhay or phir usay sahi ker kay dobara trading shuru kerni chaiye. Mayoosi say koi bhi cheez theek nahi hoti koshish say sub kuch theek kia ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                pheli bat yeh kay forex trading kay lia experience ka zida se ziada hona lazmi hai.phir he ap achi trade kr skaty ho.agr apka experince ni hai tu zahir c bat hai apka bar bar loss he hoga is lia behter yehi hai k phly ap achi trah demo pr kam kro jb apko her tool ka achi trah pata chal jye phr trade krain.agr ap ka experience ni bar bar loss hota hai tu chorna he behtr hai.
                • #9 Collapse

                  Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                  Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy kiok is business mein agr profit buht ziada Hy tu loss bhi ziada hota hy aur forex mein hum profit apni mehnat aur hardwork see learning knewledge aur experience see hasil kartay han aur jab loss hota hy tu hum trading mein Koi mistake kartay han js se loss hota hy hum ko agr forex mein loss hota hy tu hum ko himat nhi harni cahaiye aur loss ko bardasht karna cahaiye aur next time k liye trading ki planning karni cahaiye aur hum ko js mistake se loss hota hy tu hum ko us mistake ko dekhna cahaiye aur mistake ko cover karna cahaiye aur agr hum mistake ko bar bar karain gay tu phr loss hi hota rehta hy aur profit earn nhi kar saktay profit tab hi ho ga jab hum apni mistake ko cover karain gay aur mistake ko bar bar nhi karain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                    aik trader apny leay jitna acha best teacher hota hia wo our kisi our k leay nahe hota hai us main hum apni ghaltioun say jitna siekhty hain utna hm kiise our k btanay say nahe learn kr paty hean humean ager to loss hota hai to pher humean us main trading ko stop ker diena cahhauy our apni mistakes k oper twaja diena ho ge pher he humean us main pata chalay ga our hum un ko control ker k us main trade ko mazeed acah bna k pher he acha profit earn ker sagty haen
                    • #11 Collapse

                      Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hum agar is galti ko bar bar repeat karny sy hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko rokna bohat zarore hota hain hamy apne galtiyo ko avoid karna chahey kuch log loss sy gabra kar forex ko cor dety hain hamy forex ko corna nahi chahey hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai kam karny ky kuch asul hain hamy in rules ko follow kar ky kam karna hota hain pher he hum market mai run karty hain
                      Assalamu Alaikum Forex trading Ek Aisa business hai ki Jab aap iss Mein Apni tradeco open Karte Hain To wa lost se he start hoti hai isliye agar aap kaun ho raha hota hai tu Pareshan Na Ho Aur agar aap ke analyse karne ke bawjud bhi aapko loss ho raha ho to aapko chahi ki aap is Waqt Tak Apne tradeco open na Karen jab tak aap ko ek accha entry-point na mil jaaye Kyunki Agar acche entrypoint se aapki trade open Nahin Hogi aapko achha profit Hasil Nahin ho sakta Apne analyse ko check Karen aur Forex chat Par Accha entry point dhundhe
                      • #12 Collapse

                        Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                        us barey main dosto main to yahi kahuoun gee k forex ko jo bhe loss ki wja say choorta hai wo sab say bara looser hai us ki wja ye hai her business koi bhe app lain us main profit our loss to hota hae app successful man to tb hoon gay jab ap mushkilaat ka samna ker k forex say acha profit earn kerty hain ager easa hai k app ki strategy musalsal fail ho rahi hai to pehr app us main loss zeada ker rahy hai to khuch din k leay app forex ko chor dian apni mistakes ko diekhain our pher new plan k sath pher say real main trade kaerin gay to recover possible ho peay gee
                        • #13 Collapse

                          Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hum agar is galti ko bar bar repeat karny sy hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko rokna bohat zarore hota hain hamy apne galtiyo ko avoid karna chahey kuch log loss sy gabra kar forex ko cor dety hain hamy forex ko corna nahi chahey hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai kam karny ky kuch asul hain hamy in rules ko follow kar ky kam karna hota hain pher he hum market mai run karty hain
                          Assalamu Alaikum Forex trading Aisa platform hai jo Har Kisi Ko business Hum karta hai Yahan Par loss aur Prophet trader per ke apne Upar depend Karta Hain keva is Forex Se Kitna profit on Karta Hai musalsal loss hone Ki Surat Mein Forex musalsal loss hone par 4x ko reject kar dena samajh se bahar Hai Kyunki isme musalsal na Kami apne aap ke upar hai agar Apke Pas learning aur knowledge hai aur experience hai to aap ko loss musalsal Nahin ho sakta Kabhi loss Kabhi profit to her business ka hissa hota hai lekin musalsal loss Hona Aap Ki Na Kami aapke paas knowledge gana Hona aur experience Ka Na hona hai agar aap isko Kabu Payenge aur Chahenge ki aapas mein Prophet Hasil karen to aapko is main Jyada Se Jyada learning Kaur knowledge gain karna hoga Jitna Jada piss par knowledge gain Karenge utna hi aapka experience badhega aur aap isme profit Hasil karne Ke Kabil Ho Jayenge Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hum agar is galti ko bar bar repeat karny sy hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko rokna bohat zarore hota hain hamy apne galtiyo ko avoid karna chahey kuch log loss sy gabra kar forex ko cor dety hain hamy forex ko corna nahi chahey hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai kam karny ky kuch asul hain hamy in rules ko follow kar ky kam karna hota hain pher he hum market mai run karty hain
                            Dear friend forex trading main agr ap ko masalsal loss ho raha ha to humy chae ha tohri dar k ley humy forex trading ko chor dana chae or humy proper learning or practice karni chae ha or apni planning or strategy pe kam karna chae ha or humy ziada sy ache Learning or practice k bad trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or behtar trading kar sakeny
                            Forex market main ap ny agr ache earning ni karni ha to chor dan agr mehnat ni karni ha tab bi forex trading ko chor dan par agr ap forex trading sy ache earning karna chahty han or mehnat karna chahty han to ap ko chae ha ziada sy ziada practice karny to ap maximum knowledge or experience hasil ho ga or or forex trading main kamyab hon gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

                              Agar Ham Logon Ko musalsal loss ho raha ho to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hardworking Karni Hogi Jab ham log Jyada Se Jyada hard working Karenge To Ham Logon Ko profit Hona shuru ho jaega isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hardworking karni ho gayi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X