forex trading k bsuiness main hmain jub loss hota hai tu hum un factors ko apni trading main shamil karty hain jin se hmain loss ho skta hai tu main ap sub se yahi pohchna chahta hun k forex main wo konsy factors hain jin se hmain loss hony ka khtra hota hai or hmain kesy un ko avoide krna chahye ta k hmain loss na ho pay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим