Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?
    Dear traders forex market mein wasy tu bht ziada pairs hoty haen un mein kuch pairs safe hoty haen matlb k un pe agr profit ziada ni hota tu un pe loss bhi kem hota ha. New traders ko chaye k wo safe currency pairs pe trading krean jaisa k euro/usd, gbp/usd, usd/jpy, usd/cad, usd/chf, euro/aud, aud/usd, aud/cad ye pair ya kuch pairs aur hoon ge jin ka spread 50 se neechy neechy ho wo taqreebn safe hoty haen un pe loss kem hota ha aur hamari trade bhi jaldi profit mein aa jati ha. Aur risky pair wo hoty haen jin ka spread ziada hota ha aur un pe movement bht fast ho kem time mein ho jati ha jaisy gold crude, oil, usd/zar, xau/usd ye kafi risky pair haen en pe trade lagany se pehly kafi sochna chaye aur experience ho tb hi es pe trading krean. Experience k bina kbhi bhi en pairs pe trading na krean. Q k ye ap k account ko wash bhi kr sakty haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

    Yeh jo ap ny pairs discuss keay hain yeh risky nhi hain asal ma risky pairs jo hoty hain wo exotic pairs ya minor paors hoty hainjin ki daily moving average bahot zeyada hoti hai aor in ko trade leny wy pehly achi trqh analysis kr lena behtr hota hai forex trqding ma kabi bhi blind trade nhi leni chue aor market ma experience ko lazmi use krna chye
    Major pairs ki movement bahot kam hoti hai safe pairs hain jo ap ny btay hain jo major hain gbpusd ki move baki sub sy thori fast hoti hai baki metal aor future energy pairs zeyada dangrous hoty hain keun ky in ki lot standard hoti hai aor yeh bahot extra movw lety hain account wash kr ky reversal dety hain
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

      dear Mere Khayal Mein Socha Jaye Tohar currency hi risky hoti hai ya khud ka experience Hi Hai Jiski wajah se aap market se achi earning kar sakte hain isliye Best earning ke liye aapke paas achha experience Ka Hona bahut jaruri hai so aap Jitna Forex Mein accha experiencing Karenge apni hi acchi kar nahin kar sakte hain waise market mein jo risky commodities hai Unmai gold oil crude oil aur Aisi bahut Saari currencies hai Jin trading karna risky hota hai isliye aap major currency Jaise Euro USD USD Asa par hai Jin Mein acchi trading Kari Ja sakti hai
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

        bhai ja forex trading main jo sub se zyda piars risky many jaty hain un main GOLD,OIL.,METAL k hain en pairs main trading krny main kafi riky hota hai en main market boht fast move karti hai jis ki moving se hmari trade loss main chali jati hai or hmain bara loss bhi ho jata hai en k ilwa en pairs main aghr trading karni hai tu en main lot size small set kar k trading ki ja skti hain q k risky pair main zyda risk sahi nahi rhta hai tu apko chahye k aghr ap en main trading krna chahty hain tu en ki tading practice demo account par kar len jis sea p real main enhi pairs maina chi trading kar skty hain or acha profit gain kar skty hain laken yah bhi galat hoga kahna k en main kbhi bhi profit nahi hota hai jub hum achi trading karty hain tu hmain loss nahi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

          Forex trading members apko risky pairs ky bary ma btana chahta hun
          Risky pairs ji zeyada moves lety hain wo sary minor pairs hain aor in ki daily movement 2 sy 3 dollar matlb 200 sy 300 pip hai aor agr ap insta forex broker ky sath in pairs py trading krty ho to agr apky pas 200$ capital hai aor ap lot size .50 lga lety ho to 100pip move ko surat ma 50$ loss ho jay ga 200 pip move ki surat ma 100$ loss ho jay ga aor aisy he profit bhi ho skta hai agr qpko trade achi lgi hui hai to lkn yeh bahot bara risk hai
          Apko in pairs sy analysis aor market capital money management ky sath chlna chye
          GBPJPY EURJPY CADJPY NZDJPY
          GBPAUD CADAUD AUDEUR GBPCAD
          isky elawa major pairs ma GBPUSD fast moving pair hai aor kisi had tak risky bhi hai lkn apko kabi bhi 100% lot size nhi lgani chye yeh risk full kam hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

            Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to her pair hi risky hai kun k agar ap ne ais market mai koi bhi trade lagai ho to ais mai ap ko risk hota hai kun k ais market mai ap ne jis bhi pair par trade lagani ho to ap ko ais mai ye pata hona chaye k ye pair normal kitny pips move karta hai daily agar ap ne aus par trade lagani hai to ap ko aus mai lot size bhi aus k hisab se use karni chaye ais mai jaisy commodities hai to aun mai agar hum trade karty hai to aun mai hum ko profit bhi kafi zayda hota hai aor loss bhi kafi zayda hota hai kun k ais market mai jitna zayda risk ley gay hum ko ais mai aus k hisab se faida ho ga ais market mai hum ne agar zayda paisa kamana hai to hum ko ais mai pair soch k select karna chaye aor aus k baad aus k level check kary aor aun par trade lagye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

              Dear sir Forex Trading me buht hi saare pairs hote he jis me currency pair, Commodity Pairs bhi hote he jis me sub se ziada risky pairs Gold or Crude oil k pairs hote he in 2 pairs me trading kerna buht hi mushkil kaam hota he in pairs ko samjhna senior traders k liye bhi kafi mushkil hota he, Junir traders to in pairs me trading ker hi nahi sakte kio k unka account bhi wash ho sakta he agar koi galat trade open ho gai to, Gold or Crude oil ki market buht hi ziada fast movement kerti he jis ki waja se us k trend ki bhi samajh nahi aati or market kis side per move karegi is ki samajh bhi nahi lagti is liye in 2 pairs ko risky pairs keha jata he. Forex Trading ka to business hi risky hota he lekin kuch pair buht hi ziada risky hote he jin k baare me mene kuch information share ki he.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                hueman insta forex kafi pairs main trading allow kerta hai jewsay k ye aik international business hai us main trade karna risky hai chahy us main app koi bhe pair lay lain but mery dosto us main agay khcuh pairs currency k hain jin main major hain risk kum hota hai pher cross hain un main thora risk parh jata hai likin jab ap commodities ki baat kerty haen to pher ye app k leay mazeed risky ho jatay hain our choty account wlay jab un main trade kerty hian to pher un ko us mai kafi nuksaan ho jata hai humean forex main humeshs risk ko mannage kerna ho ga pher he hum us main successful trader ban pain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                  main to koshsh kerti hoon k main major currency pairs main zeada tar trade loon koin k un k spread insta main humen 3 ka milta hia our us main average daily move bhe kum hote ha jes main eurusd usdcad nzdusd usdjpy audusd hain un main risk trader k leay kum hoti hai koin k ager pp us main wrong entry bhe lay lain to us ko close kernay ka moka mil jata hai jab k risky baki cross pairs our gold oil waghera main pher app ka account wash he hota hia
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders forex market mein wasy tu bht ziada pairs hoty haen un mein kuch pairs safe hoty haen matlb k un pe agr profit ziada ni hota tu un pe loss bhi kem hota ha. New traders ko chaye k wo safe currency pairs pe trading krean jaisa k euro/usd, gbp/usd, usd/jpy, usd/cad, usd/chf, euro/aud, aud/usd, aud/cad ye pair ya kuch pairs aur hoon ge jin ka spread 50 se neechy neechy ho wo taqreebn safe hoty haen un pe loss kem hota ha aur hamari trade bhi jaldi profit mein aa jati ha. Aur risky pair wo hoty haen jin ka spread ziada hota ha aur un pe movement bht fast ho kem time mein ho jati ha jaisy gold crude, oil, usd/zar, xau/usd ye kafi risky pair haen en pe trade lagany se pehly kafi sochna chaye aur experience ho tb hi es pe trading krean. Experience k bina kbhi bhi en pairs pe trading na krean. Q k ye ap k account ko wash bhi kr sakty haen.
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main different currency pairs han jin spread different han jin currency pairs k spread kam hoty han un main profit juldi hota ha or loss kam hota ha jab jin currency pairs main spread ziada hota ha un k pairs main profit main trade late aati ha or un main profit ki ratio bi itni ziada ni hoti ha or han jin pairs ka spread ziada ha or wo movement bi both fast karty han to un main profit loss ziada ho sakta ha is ley humy soch samj k trading karni chae ha ta k hum ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar saken forex trading main earning karna itna ahsan ni ha jtna hum samjty han is ley dear proper money management or risk management k sath trading karny
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                      Asalam walekum ummid Hai Sab khairiyat se Honge Forex trading business mein currency ki trade lagai jati hai jo kay bohat ziyda profit kay sath sath risky bhi hoti hai risky trader Lagane ke liye Hamen risky pairs ko Janna bahut jaruri hai bagair understand ki Hamen kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie iski pairs per Kyunki Hamen kabhi bhii apne balance pay ziyda risk Nahin Lena chahie aajkal gold ki trade bahut jyada risky hai isiliye vah se expert trader prefer Karte Hain Ki Gold per trade na Lagai Jaaye aur apne balance ko save karte hue dusre pairs pay trade lagai jiye or profit hasil kiya jye currency ko samjna or pair ka analysis kiye bager trade lagna bohat hi bewakofi hai...
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                        Dear friend forex trading main jo pairs normal movement karty han wo both kam risky hoty han or jo fast movement karty han wo risky hoty han q k in ki movement ka pata ni chalta ha kab kdr chaly jany or fast movement sy ziada loss ho sakta ha is ley humy forex trading main apny account ko manage kar k trading karni chae ha or maximum knowledge or experience hasil karny k bad trading karni chae ha ta k hum easily successful ho sakeny is ley humy maximum knowledge or experience hasil kar k ache earning karni chae ha forex trading main jin pairs main spread ziada hota ha wo bi both ziada risky hoty han is ley humy kam spread waly pairs main trading karni chae ha q k in main risk kam hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Dear traders forex market mein wasy tu bht ziada pairs hoty haen un mein kuch pairs safe hoty haen matlb k un pe agr profit ziada ni hota tu un pe loss bhi kem hota ha. New traders ko chaye k wo safe currency pairs pe trading krean jaisa k euro/usd, gbp/usd, usd/jpy, usd/cad, usd/chf, euro/aud, aud/usd, aud/cad ye pair ya kuch pairs aur hoon ge jin ka spread 50 se neechy neechy ho wo taqreebn safe hoty haen un pe loss kem hota ha aur hamari trade bhi jaldi profit mein aa jati ha. Aur risky pair wo hoty haen jin ka spread ziada hota ha aur un pe movement bht fast ho kem time mein ho jati ha jaisy gold crude, oil, usd/zar, xau/usd ye kafi risky pair haen en pe trade lagany se pehly kafi sochna chaye aur experience ho tb hi es pe trading krean. Experience k bina kbhi bhi en pairs pe trading na krean. Q k ye ap k account ko wash bhi kr sakty haen.
                          Apne bohot hi achi trha se explain kiya hey aur waqai mein apki bat se fully agree karta hun aur mein samjhta hun keh hamen always aisey hi pairs select karney chahiye jinka spread bohot hi kam ho aur is wjha se hum us mein behter tarike ke sath work kar saken otherwise agar hum koi bhi aisey pairs select kartey hein jinka spread ziada hota he to woh sab se pehle to hamen spread ko recover karne mein hamara kafi time bhi waste ho jata hey aur hamari kafi money bhi us mein waste ho jati hey isliye i think hamen chahiye keh hum always is cheez ko avoid karke hi is mein trade karen to hum is mein kamiyab ho saktey hain.
                          Jitne bhi Major pairs hein yeh sab hamare liye bilkul theek hein kioun keh inke spread bhi kam hotey hein aur inki movement ki jo direction hoti hey woh bhi kafi ziada clear hoti hey isliye agar hum chahen to is mein bhi easily work kar saktey hain, aur yeh bohot ziada risky bhi nahin hotey hein aur na hi inka koi ziada spread hota hey to hum in pairs ke sath ziada relax feel karke is mein easily work kar saktey hain..
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                            Gbp jby GBP chf ye pair boht hi risky pair hain inki movement boht fast hoti hy in mn trde krny k liye apka experience boht zyada hona chahye or skill bhi warna yr ap ka account khali bhi kr sakty hain.
                            The best ye hy k jo biggner hain wo to is trde ko use hi ni kren safe trade kren jese euro usd wgera ya pgir apko knowledge axha hona chaye. Is mn aar ya paar wali khani hoti ho sakta chka lag jayr ho skta ap dump ho jaen to soch smjh k istrha ki trade lgani chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza. Kiya ap risky pairs k bary mein janty haen?

                              Forex market me risky esy pairs ko samja jata hay jes ki market movement teez ho aur koch traders pairs ki market ko na samjny ki waja se be risk samjty hey, gold, crude oil, EUR/USD, GBP/USD, Silver esy pairs hey jes ki market ko agar achy tareeqy se na samja jaye to es ki market movement hamari samaj me nahi ati aur esi waja se ham esy pairs ko risky pairs ka name dety hey, agar app gold ko samjny key ley learning karty ho to mery khayal me app se acha gold trader aur koi be nahi ban sakta hay, learning ki bat hoti hay hamari learning hi etni weak hoti hay jes ki waja se market me har fast move karny wala pair hamy risky lagny lagta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X