Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay
    Kitna balance hona chaiye ....jub hum trading start kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

    Dear ji haan aap ne bilkul theek Kaha Forex main agar aap accha kaam karna chahte hain to aapke paas achha balance Lekar Ka Hona jaruri hai isliye aap Forex Mein kam se kam Ek hazar dollar Ka Hona jaruri hai Kyunki 1,000 Dollar Honge tabhi aap Forex Mein achi earning kar sakte hain Kyunki Forex Mein backup ke liye balance Ka Hona bahut jaroori hai isliye Jab aapke paas achha balance khatam hoga to aap market Mein acchi trading kar sakte hain aur apne loss ko bhi profit Mein change kar sakte hain otherwise kam equity ki vajah se aapko lossy ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

      Pehli post par likes aur thanks count na karna achi baat hai q k pehli post par banda seekh raha hota hai aur suru mai ghaltian b buhat hoti hain ....lakin is k baraks pehli post k likes aur thanks k count na hone se dil b toot jata hai itni mehnat se post lekhain aur koi b reward ni mily to phr kia confidence mily ga .. is rule ko change karain aur pehli post par zaida bonus dain ta k log mazeed khushi aur himat se kaam karain
       
      • #4 Collapse

        Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

        Bilkul dear aap ne bilkul tk kaha ....jitna zaida balance ho ga utni hi achi trading ho gi aur loss ko b profit mai badla ja sakta hai ...jitna zaida balance account mai ho ga utna hi zaida confidence se aap trading karain gay aur apna profit banain gay ....
         
        • #5 Collapse

          Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

          Forex trading business mai real account mai trading kernay kay liye acha or strong balance hona zaroori hai.Wesay to 10 dollars say bhi trading ho sakti hai magar uska koi faida nahi uthaya ja sakta.Agar 200$ ya uss say ziada ka account balance hoto bohat achi trading ki jaa sakti hai kiyu lot size ziada rakha ja sakta hai or free margin bhi kaafi mil jata hai jis say faida uthaya ja sakta hai.Ziada balance aik trade kay loss mai janey kay bad dusri trades open kernay mai bohat helpful hota hai>metals or crude oil ki trading kay liye bhi acha balance hona bohat zaroori hai takay ziada say ziada profit haasil kernay ki koshish ki ja sakey.
          • #6 Collapse

            Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

            bhai jan forex trading aik aysa pair hai jis main ap boht choti amount k sath bhi trading kar skty hain laken es ka liye apka tarjuba hona zarori hai qk hum kam invest ks ath aik bar tu tarde kar skty hain laken bar bar nahi kar paty hain jis k liye apka account hona zarori hona hai jis main acha balnce ho q k es main koi shak nahi hai k ap kam balnce main trading nahi kar skty hain laken acha banlce hony se apkoz yda faida milny k cahces hoty hain q k zyda balnce ho tu hum apni trading main dar kar trading nahi karty hain q k jub kam balnce hota hai tu hmain loss ka dar hota ha k aghr hmain loss ho gya tu hmara account bhi wash ho skta hai tu apk account main kam se kam 100 dollr ho tu ap trading kar skty hain jub k yah bhi kam se kam balnce hai es se zyda ho tu boht achi bat hai
            • #7 Collapse

              Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

              Dear agar hum ne ais market mai kaam kar k kafi zayda profit banana hai to hum ko ais mai time k sath investment bhi zayda karni parti hai kun k ais market mai jab ap ka account bara ho ga to aus k baad ap ais market mai asani se acha profit bana sakty hai agar ap ais market mai koi trade hold rakhty hai aor ap ka account chota hai to ais mai ap ka ho sakta hai k loss zayda ho aor ap ka account wash ho jaye ais liay ap ne ais market mai kam az kam 1K se kaam start karna hai agar ap ne ais market mai investment karni hai to ais mai ap k pass jab bara account ho ga to ais mai ap ka capital bhi safe rahy ga aor aus k sath ap ais mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai time bhi dena parta hai tab ap ko ais mai acha profit hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                New traders jab Forex market mai apni investment karna chahtay hain tu ziada tar inkay mind mai yeh question zaroor aata hai trading start karny ke liye kam say kam kitna balance hona chaiye ya inko apni pehli investment kitne karna chaiye.
                Maire khayal say new traders kaay liye 50 dollars say lay kar 100 dollars ke investment kafi mozon investment hoti hai . kion ke ager new traders ke investment iss say kam ho tu phir trading karna b mushkil ho jaa ta hai aur ager trading mai profit ho tu b woh itna nai hota hai ke jis say trading mai motivation hasil ho.

                Fifty say 100 dollars ke investment say ager traders profit hasil Karin tu woh b theek he hota hai aur yeh balance itna hai ke iss say trading ko live ya real account mai learning karny mai b kafi madad milti hai . aur sab say bari baat ager loss ho b jiye tu yeh bohot he bari investment nai hoti hai jis sy traders ko bohot he bara loss uthana parhy .
                • #9 Collapse

                  Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                  jb b koi new trading start krta hai wo hmasha yehi sochta kay main is main kitni investment krn.sb se phly tu yeh bat hai k us ko trading k bary main sari jankari hai usay trading pr mukmal ubor hai phr investment kray wesy tu jitni zidaa invesment hogi utna he apka account mehfooz reae ga lkn agr ap new hai tu kam se kam 50 dolr or ziada se ziada 150 tk kr lain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    New traders jab Forex market mai apni investment karna chahtay hain tu ziada tar inkay mind mai yeh question zaroor aata hai trading start karny ke liye kam say kam kitna balance hona chaiye ya inko apni pehli investment kitne karna chaiye. <br />Maire khayal say new traders kaay liye 50 dollars say lay kar 100 dollars ke investment kafi mozon investment hoti hai . kion ke ager new traders ke investment iss say kam ho tu phir trading karna b mushkil ho jaa ta hai aur ager trading mai profit ho tu b woh itna nai hota hai ke jis say trading mai motivation hasil ho. <br /><br />Fifty say 100 dollars ke investment say ager traders profit hasil Karin tu woh b theek he hota hai aur yeh balance itna hai ke iss say trading ko live ya real account mai learning karny mai b kafi madad milti hai . aur sab say bari baat ager loss ho b jiye tu yeh bohot he bari investment nai hoti hai jis sy traders ko bohot he bara loss uthana parhy
                    Ji bhai jan main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading kay liay Forex trading account main kam az kam 50$ hona bohat zarori hay is say ham small size main trading kar saktay hain aor is say ziada to profit hasil nahi ho sakta albata kuch na kuch profit hasil zaror ho jata hay agar trader kamyab trading 50$ say start karay aor bina kisi mistakes kay trading karay to usay zaror kamyabi hoti hay aor woh is thori amount say bhi 15$ say 30$ tak profit hasil kia ja sakta hay ziada profit is liay nahi hasil hota k aik to amount bohat hi kam hoti hay aor dosra kam amount ki wajah say lot size bhi kam hota hay jis say profit bhi kam hi hasil hota hay agar ham trading account main ziada deposit karwa kar yehni 500$ ya 1000$ to is say trading main investment kar kay agar trading ki jay aor woh trading kamyab ho jay to us say lot size bara honay ki wajah say profit bhi ziada hasil hota hay aor traders ko achi earning bhi hoti hay agar traders ziada amount deposit nahi karwa saktay to un kay liay pak forex forum aik acha platform hay jis say posting kar kay acha bonus hasil kia ja sakta hay aor us say trading kar kay acha profit bhi hasil kia ja sakta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                      Dear forex trading members Assalamualaikum
                      Forex trading start krny ky leay apky pas koi khas limit to nhi hai lkn as my experience apky pas acha balance hona chye kam sy kam 200$ capital ho to ap acha business manage kr skty ho apko shuru ma currencies pairs py trading start krni chye market ki movement ko smjhna chye market ko as a learning and training perception ky leay demo account majood hai wahan sy achi gaining kren
                      Market ma money management aor capital management bhi important hai agr capital bahot kam ho to account ko manage krna bahot he mushkil ho jata hai forum members lot size bhi bahot bari us krty hain jis ki waja sy account har month wash ho jata hai maximum members ka is leay humen forum sy sekhna chye aor amal krna chye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Eagle979 پيغام ديکھيے
                        Kitna balance hona chaiye ....jub hum trading start kar saktay hain
                        Dear friend forex trading main humary pass account agr jtna bi ho hum ache trading kar sakty han agr humary pass knowledge or experience ho to is ley humy pehly apna knowledge or experience hasil karna chae ha or us k bad ache trading ki tarif ana chae ha forex market main humy proper money management or risk management seek k trading karni chae ha achy analysis karna seekena lazmi ha jab tak ap analysis ni kar sakeny gy to ap forex trading main sahe stop loss or take profit istamal ni kar sakeny gy jis ki waja sy loss ho sakta ha is ley humy pehly ache Learning karni chae ha or us k bad humary pass 100 dollars bi hon to hum ache trading kar sakeny gy jis sy humy ziada sy ziada profit hasil ho sakey ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                          Dear members trading karne ke liye account ki koi khas limit nahin Hai agar aap ke account mein main 10 US dollar bhi maujud hai to aap trading start kar sakte hain. Jitna zyada capital trading account ke ho ga ek trader us se utna Hi Bara profit gain kar sakta hai. Bahut se senior traders recmended karte Hain ki aap bonus ekattha karte Rahe aur Kam as kam aap ke pass trading account mein hundred US dollar Ho jaaye to us ke bad aap reading start karen is se aapko fayda ho sakta hai. Trading start karne se pahle aapko apne account mein money management lazmi karna ho gi agar aap is ko avoid karenge to nuksan ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                            Trading key ley account balance zeyda ya kam matter nahi karti agar app ka account balance/capital 200$ hay to app achi earning daily be kar sakty ho aur weekly be kar sakty ho aur app day trading key sath scalping trading be kar sakty ho, professional traders kabi be account balance ko mind me rak kar trading nahi karty esy traders ko apny experience aur trading skills par depend karty hey aur kamyabi be esi waja se un ko milti hay, agar mind me kam ya zeyda account capital ho to traders pressure key sath trading karty hey jo key bilkul be achi bat nahi hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam az kam account kitna hona chaiye trading k liay

                              ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal kiya ho raat mein kam karne ke liye koi balance nahin hai ismein jitna marji Paisa istemal kar sakte hain lekin mere hisab se agar aapko is mein kam karna hai to aapke pass backup jyada investment honi chahie is main aapke account mein balance jyada hona chahie Taki agar aapko ismein loss ho raha ho to aap isko recover kar saken vaise to aap se bhi training kar sakte hain lekin aapke pass jitna bhi Le Jana hoga utna hi aapko benefit jyada ho gaya 200 Dollar ya usse jyada ke account ki ja sakti hai aur usse aap bahut achcha likhate Hain isiliye aapkojyada se jyada balance rakhna chahie Taki aap ismein successful ho sake aur ismein jyada se jyada profit hasl ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X