Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?
    Forex trading mai aik bohat eham cheex volume size ya lot size ka istamaal hai.Traders ko ziada volume ya lot size say faida hota hai ya lot size ko kamm rakhnay say ziada faida faida hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

    forex trading main lot size yah k capital aik aysa point hai jis ko boht ahtiyat k sath set krna hota hai q k esi main he hmra risk level hota hai jis ki base par hmain profit or loss hota hai....
    small lot size....?
    forex trading main small lot size ka yah mtlab hota hai k hum small capital k sath trading karty hain or small lot main hmari trading main risk bhi kam hota hai or jub un ko loss hta hai tu wo bhi kam hota hai jub k yah mera khyal hai k sub se bari smjhdari hoti hai jo tradors karty hain small lot main trading karny walon ko na tu loss zyda hota hai or na he un ka account wash hota hai small lot use karny waly tradors laalch bhi nahi karty hain apni trading k liye.
    big lot size......?
    forex trading main big lot set karny k liye zarori hai k apk account main balnce bhi zyda ho or bari lot k sath hmari trading main risk level bhi high hota hai jis ka mtalb yah hota hai k hum apni trading main aghr loss ko face karty hain tu wo bhi zyda hota hai es ka aik faida yah bhi hota hai k jub hmain profit hota hai tuw bhi boht acha hota hai bari lot expert tradors use karty hain jin ko trading ka acha expiernce hai bari lot k liye hmain lverage bhi zyda set karni parhti hai.........
    • #3 Collapse

      Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

      Account management aor planning for lot size selection
      Members forex trading ma apko account management oehly krni chye phr trading start krni chye lot size lgana currency pair ya trading is trumpet ki selection ky bad pehla amal hai is leay apko trading pair ka analysis kr leny ky bad support level qor resistance level dekh ky trend ky according ya ohr kisi indicator ky according reversal ya trend trade ky hisab sy lot size decide krnq chye aor phr apko stoploss aor take profit lgana chye scalping ky leay ap maximum lot size use kr skty ho
      Lkn apko day ya intra day trading ky leay low ya capital ky hisab sy lot size lgana chye qor currency oairs py to itna msla nhi hota hai lkn crude oil aor gold silver platinum py apko bahot he manage kr ky lot lgana hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

        Dear jaisy baat ki hai ap ne lot ki to ais mai hum ko apni trading strategy k hisab se lot ko select karna parta hai ais mai agar hum lot kam use karty hai to hum ko zayda tar trade mai profit hota hai kun k jab hum trades ko hold rakhty hai to aus k baad humri trade profit mai aa hi jati hai kun k agar ap ki trade thory loss mai jati hai aus k baad profit mai aa hi jati hai magar ais k liay ap ko trade hold rakhni parti hai aor aus k baad jab ap ki trade profit mai aati hai to ap ko ais mai kafi zayda profit ho sakta hai kun k jab ap ka account safe hota hai to aus k baad ap ki trade loss mai bhi ho to atna zayda loss ni hota k ap ka account wash ho jaye ais liay agar ap lot kam use kary gay to ap ko ais mai kafi zayda faida ho ga aor ap ais mai long time kaam kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

          humean forex main dosto jab tak apny oper control nahe karein gay hum tab tak us main achy trader nahe ban sagty hean jab tak greed fear humery under nahe hoo gay us main hum kabhe bhe successful trader naeh ban pain gay hard work key of success hai but us main volume of trade jab tak choti nahe hoo gee ap ko kabhe bhe kamyaabi nahe milay ge humesha money ko achy say manage kerna wala he kamyabh hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

            Pyare dost trading volume Yaad rakhne Se ya FIR Laut Sajjad rakhne se aapka hi nuksan hai isliye agar aap lot size kam Rakhenge Tu Hi aap ke liye baitha hai Kyunki Forex Mein achi trading ke liye aap ke liye achha experience Ka Hona bahut jaroori hai aur use experience ke sath sath aapke paas achha balance backup Ka Hona bhi bahut jaruri hai Kyunki Forex trading Mein breakup ke sath hi aap acchi reading kar sakte hain kam balance backup ke sath aapka account jald hi was ho jata hai isliye acchi earning ke liye aapke paas kam se kam 1000 dollar Ka Hona Jaroori hai aur uske saath saath agar aap lot size kaam Rakhe aur apni leverage ko kaam Rakhe to aap bahut hi acchi aur Kamyab earning kar sakte hain isliye Best earning ke liye aap kho rules ko follow Kar Ke hi work karna chahi
            • #7 Collapse

              Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

              Dear friend I think lot size bahut kam Rakhna chahiye Kyunki Jitna aap ke paas account balance usse Saath se aap lot size ko set Karen UK Agar Apke Pas charge Karen 50 dollar majud ho aur aapka lot size 1. 20000 Tu Ye aapke liye nuksan Hoga isliye aapko kam se kam lot size use karna chahie aur kya Se Ke aapko koi bhi trade open Karen 20.0 1 ki Hona zaroori hai chahi Kyunki agar aap 0.01 ki trade open Nahin Karte aur isse Jyada ki ped open Karte Hain To aap ke liye nuksan Ta Hogi aapka account jaldi Band Ho Jayega Kyonki aapki Ek galat trade aapke account ko was Kar Degi isliye butter trading ke liye 0.01 ki loudest Amal Karen aap ko nuksan ke chances kam ho
              • #8 Collapse

                Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                Trading volume ya lot size ki selection dosto app ki investment ktne hai ap ka knowledge forex k barey main kitna hai ya pher app k pass experience us market ka kitna hai jesay k app nay aik paid indicator leay us ko mt4 k oper laga deaya app ko forex ki taleem nahe hai bus indicator ka istmaal acha hai our wo app ko esay way main trade deta hai to us pay ap ke do sa tenn month ki practice hia to pher result accuracy bhe ache to app us pay choty account main bhe trade kerty hoey bare lot lay sagtgay hain or confidance k sath acha profit ker sagty hean
                • #9 Collapse

                  Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                  Trading volume ya lot size ziada rakh kar trading karna sary he traders kay liye faida mand ya nuqsan daay sabit nai ho sakta hai . maire khayl say trading volume ziada in traders kay liye faida mand sabit hota ha jin traders kay pass trading ka experience majood hota hai trading kay liye capital b acha hota hai. ager yeh dono batain majood hon tu phir traders ko lot size ke selection apny capital kay hasib say set karna faidamand sabit hota hai .
                  Aur ager traders kay pass capital kam ho aur trading ka expeinece b khas na ho tu phir iss trah ke sorat mai trading mai bary lot size ke trading karna nuqsan daay sabit hony ke chances kafi ziada hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                    dear trading volume ap apny balnce k hisab se rakhna chayie.agr ap ki investment kam hai or ap volume ziada rakh lete hain yeh apko loss ki trf ly jaye gi or dosri bat is main ap ka experince ka hona bht zrori hai hmsha money mangment k hisab se apni lot ya volume ko lagayen wo b soch smj kr.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                      Trading volume ya lot size management trading account management ma ata hai forex trading ma Pakistan forex forum ma money management aor account management py bahot sara mawad mojood hai apko forex trading ma knowledge aor learning ky leay Pakistan forex forum join krna chye yeh aik achi jga hai lkn yahan py repeat threads nq bnain aor na he aisa koi kam kren jis sy aapky account ko bonus program sy nikal dea jay forex trading ma money management krna bhi zarori hai

                      Lot size ki selection ky leay apko apna total volume dekhna chye apko pta hai ky hamari leverage 1:50 hai is ky mutabiq humen apny account ki trade volume selection krni hai
                      200$ capital py ap maximum 1$lot size lga skty ho lkn apko lot szie kam sy kqm selection krni chye aor qgr maximumkrni bhi hai to .50 ki lot lga len to best hai aor apko is hisab sy 50% risk lena chye
                      Acha kaam achy daam
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                        trading ky leay lot size kam ya zeyada lgana he to asal trading ka gur hai apka sara capital he to is py depend krta hai dosri bat agr ap apni trade ma stoploss aor take profit he nhi lgaty ho to yeh aik alg msla hai apka account hundred percent risk ma hota hai agr ap apni trade ko manage nhi krty keun ky forex trading ma lot size capital ky mutabiq lgai jati hai sath ma humen analysis krna hota hai aor stoploss aor take profit bhi zarori hai
                        agr lot size zeyada ya maximum jitna lg skta hai lga lea jay to trading account wash ho jata hai aor agr half account loss ma chla jay to hedging strategy bhi nhi ho skti hai lehaza apko in sari batin ka khas kheyal rakhna chye
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                          dear forex trading krny kay lia sb se phlay apko koi achi startgy bnani chaye or apko apna ek target fix krna chayia or phr is per work krain yahan tk lot kay kam ya ziada rahny ki bat hai appko apna lot size kam he rakna chayia thora thora ern knay se profit thk mil jata hai agr ap lot size ziada kro gy ziada ern k lalch main tu is se apko loss ho skta hai or apka ka account b wash honay ka khtra hota hai is lia humain chayia k hum thora thora kr k earn krain.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                            Forex trading mai aik bohat eham cheex volume size ya lot size ka istamaal hai.Traders ko ziada volume ya lot size say faida hota hai ya lot size ko kamm rakhnay say ziada faida faida hota hai?
                            Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading business Mein lot size bahut jyada importance Rakhta hai Kyunki successful trader Ki Yahi Nishani hoti hai ki wo Apne lot size ko Kabhi Bhi Apne capital k 80% Se Jyada Nahi Rakhta Kyon Ke use Pata hota hai ki Uske analyse galat bhi ho sakte hain aur market uske against Bhi Ja sakti hai isliye Kabhi Bhi Apne capital ka hundred percent lot size set karna bahut badi bewakoofi sabit ho sakti hai Mere Khayal Mein Tu sabse accha lot size aapke capital ka 50% Hota Hai Kyunki Agar market ki movement aapke again Chali jati hai to aap aap ke paas recover hone ke liye ek chance Hota Hai isliye best Yehi Hai Ki Apne lot size ko Hamesha kaam hi rakhe hain to trading Se Achcha profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading volume ya lot size ziada rakhna chaiye ya kam rakhna faidamand hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Forex trading mai aik bohat eham cheex volume size ya lot size ka istamaal hai.Traders ko ziada volume ya lot size say faida hota hai ya lot size ko kamm rakhnay say ziada faida faida hota hai?
                              Assalamu Alaikum Forex trading business Mein lot size ki bahut jyada important hoti hai agar aap ek Bada capital Lagte Hain aur apne lot size Ko Bhi Bada rakhte Hain To ek time aap ka Jitna Bhi Bada capital Hoga vah bhi khatam ho jayega Kyunki aap ko experience nahi hoga isliye aap ke paas Jitna Bhi capital Ho Apne lot size ko market ki movement ke hisab se rakhen Jaisa ke agar aap gold patrade kar rahe hain aur aapke paas $300 hai to aap sirf 150 dollar per hi Apna lot size open Karen Baki 150 dollar ko ek side par Rakhe Taake loss hone Ki Surat mai aap recovery kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X