ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?
    ADX indicator ky barybtain isko kesy use kia ja skta hai forex ma?
    Dear forex trading members Assalamualaikum
    ADX indicators use krny ka tareeka
    Members apko ADX indicator ko zaror use krna sekhna chye yeh aik bahot zbrdast tool hai jis sy ap market ko bahot asani sy aor achi trah smjh skty ho
    ADX ko average directional movement index indicator kaha jata hai aor yeh meta trader 4 ma ap dekho gay sub sy pehly hai lkn isko use krna bahot kam log janty hain ADX indicator ma teen lines use hoti hain aik ka color blue aik ka green aor aik ka yallow hai
    Agr yeh teeno lines aps ma close hon to market range ma hoti hai koi trend nhi hota jub yeh lines open hi jain aor indicators ka mouth open ho jay aor aik line below 5 near to zero ho jay aor upper line above 50 ho jay to market ma trend chang hiny wala hota hai meqn to say 4h ya 1h ma apko achi trade mil jati hai low lot size sy reversal trade len apko acha khasa profit ho ga
    Agr bullish market thi to sell trade aor agr bearish trend tha to bullish trade len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?

    ADX indicator market mein trading ke liye ek bahut perfect indicator hai is main aapko trend reversal trade opportunity mil rahi hoti hai market jab apne trend pe exhaust hona shuru ho jati hai tu to aapko average directional movement index indicator help out kar sakta hai it's indicator ki hobby ya hai ki ya aapko market mein trend end ko confirm karta hai Jahan par market ranging hoti hai wahan par average directional movement index indicator if three lines ek dusre ke close ho jati hai aur jahan par average directional movement index indicator keylines expand hoti hai wahan par aapko ek chiz note down karni chahi wah yea ke average directional movement index indicator ki blue lines above 50 near to 70 ho aor below line near 0 ho to trend reversal confirmation mil sakti hai
    منسلک شدہ فائلیں
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?

      Dear jaha tak baat hai ADX indicator ki to ais mai agar hum ne trade karni ho to hum ko ais mai market k trend ka pata chalta hai kun k ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais mai trend k hisab se trade pakrni chaye aus k baad hum ko ais mai jab achi entry mil jati hai to aus ko ap long time tak hold rakh sakty hai kun k ADX mai ap k pass number show hoty hai jin par ap ko kisi bhi pair ki average moment ka pata chalta hai k ye pair aik din mai kitna move kar sakta hai agar ais mai hum ne koi bhi trade lagani ho to hum ko ais mai jo bhi band ho aun par dekh k cross over par trade lagani hoti hai aor jab wo ais mai trend change ki indication milti hai to aus mai hum ko trade se exit hona parta hai ais mai zayda trades profit mai jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?

        Dear sir aap ne buht hi achi information share ki he indicators k baare me mujhe is indicator k baare me bilkul bhi ilum nahi tha k is indicator ko kaise use kerna he ab samajh aa gai he k is ko kaise use kerna he.
        • #5 Collapse

          Re: ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?

          main to friend MCAD simple our best indicator ko ua pher RSI ko use kerta hoon ye dono mery leay best hain us k ilwa mujhey kisi indicator ki zarorat naheh ai koin k aik mujhey market ki over bought our over sold condition ko btata hai our dosara us main divergnece jab bhe strong banti hain btata hia our ager dono he convergences dain to pher mery leay acha moka hota hia k market ka top ya bottom ho to main long term trend changing ki trade lay k to us main ache eanring ker leta haoon
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: ADX indicator ko kesy use kr skty hain forex market ma?

            Average Directional Movement Index indicator
            is ko ma ny jitna study kia hua hai isky hisab sy he btaon ga ADX indicator ma three lines use hoti hain jo moving averages ki trah he hoti hai hain is ma teen color hain aik orange ya yellow hai aik green line hai aor aik blue line hai
            ap jub bhi is indicators ko dekhen teeno lines qps ma join hon to smjho market ma koi trend nhi hai jub in ky jaws open ho jain to trend ma market hoti hai aor jub jaws ky upper line 50 sy 70 ky drmyan ho aor lower line 0sy 5 py ho to market ma aik big reversal matvaqo hota hai
            yeh zarori nhi ky reversal usi time ho candlestick ky hisqb sy kabi bhi ho skta hai apko pehly wali trade choti lgani ho gi us ky bad jub reversal confirm ho jay to big lot lga len

            اب آن لائن

            Working...
            X