Forex ma loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ma loss

    g han bhai jan sahi question hy apka k forex m loss to lazmi cheez hy.or new traders ko starting mein loss zror hota hy iss ki wja ye hy k uss k pas experince or practise ki kami hoti hy to iss liy ussko loss ka samna krna per jata hy .lekin aahista iss mein recovery ho jati hy or wo bhi acha trader bun jata hy.lekin hmein loss sy ghbrana ni chahiy belkeh iss sy seekhna chahiy or work bhi ziada sy ziada krna chahiy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ma loss

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa lot of earning karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hoge es leya loss is the part of your business..............
      • #18 Collapse

        Re: Forex ma loss

        Loss forex ka part ha forex me prift aur loss dono hi ho jate ha loss bhi `forex ka aham hissa hota ha forex me har kisi ko profit hi nahi hota bohat se logo ko loss ka samna karna parta ha loss ko apny duniya ka end na samjhe loss to har kisi ko ho jata ha lekin loss ko dil par na lena aur mehnat karte rahne walo ko aik din profit bhi milta ha loss forex ka hissa ha jis ke hone se kaam ko na chore balke mehnat karte rahe
        • #19 Collapse

          Re: Forex ma loss

          g ham logo ko chahye ka ham log is ma mehnaat kara aur is ma ham logo ko chahye ka ham log is ma apna experience share kara aur is ma ham logo ko loss ho jata ha is liya ham logo ko chahye kaham log is ma market ko achi tara analysis kar ka kam kara ta ka is ma ham log loss sa bacha raha
          • #20 Collapse

            Re: Forex ma loss

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulammayyodin پيغام ديکھيے
            DEAR all members mara ap logo sa ak question ha ka forex ma zaida tar logo ko loss hota ha bhot km loog he profit hasal karta ha forex trading ma is ke kya waja ha sab logo apna apna experience share kara ta ka sab ko pta chal saka aur hm sab k knowledge ma azafa ho saka aur hum b loss sa bach sa.
            Forex trading 1 difficult business have hole trading karte hue loss kisi ko bhi ho jata hai agar traders co trading karte hue loss Ho Jaaye to unko mind nahin karna chahiye Baal ke apne losses aur mistake se learn karna chahie
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Forex ma loss

              Assalm-o-Alaikum dear friend forex mein loss laluch Orr jaldbaazi ki waja sy hota hai Orr iss k sath sath knowledge Orr experience ki kami bhi forex mein loss ka sabub bnti hai Jo log mehnat sy kaam nahi kartay Orr sabar karnay ki bajaye laluch Orr jaldbaazi sy kaam kartay Hain tou wo hamaisha loss ka shikaar hotay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy Orr soach samajh kar kaam karain tbhi hum loss sy buch saktay hain
              • #22 Collapse

                Re: Forex ma loss

                lot siz apana hamaya zead alagany ki ewwaj sy maay loss hota hay jb hama paan loss krty hy to hamay who loss is waja sy hotahy k ham galtiya bhot zead ahama krty hy jb ham apana shai shai hamkam krty hyto phr kuch bhi naia hoat hy phr sab kuch shai ho jata hy hamara is my
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ma loss

                  Forex me loss ki wja learn na krna hai . asal me log forex ko peso ki machine smjh kar forex ko start kar dety hain. lekin aysa nhi hai . jo log aysa smjh kar is ko start krty ain. wo bhot jald usi time kangal ho jaty hain. foorex me loss se bchny ky liye forex ko pehly learn kr lena bhot must hai . agr learn nhi kryn gy to pkka loss hona hai .
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X