US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.
    Ziada tar traders ke yahi koshish hoti hai ke woh apni trading US session mai Karin , kion ke US session mai market mai kafi ziada taize nazar aate hai aur prices bari taize say kisi b direction mai move ho rahi hoti hai . iss trah ke situation mai traders kay pass US session mai earning kay mouqay kafi ziada hoty hain.
    lakin jahan earning kay mouqay ziada hotay hain wahin per lazmi toor per loss ka risk b iss hisab say barh jata hai . Khas toor per US session kay pehaly aik hour mai tu prices ke koi khas direction nai hoti hai aur market mai confirm trend b nazar nai aa raha hota hai .
    iss liye traders ager US session kay start mai at least aik hour tak trading na Karin balkay sirf market ko obseve Karin tu woh iss trah say apny app ko risky trading say kafi mehfooz b rakh sakty hain.
    iss baray mai apna experience b zaroor mention Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

    Dear members pakistan ky waqat ky mutabiq jo session start hota hai wo Tokyo session kehlata hai us time major Asia ki market open hoti hai lkn baki session close hoty hain aor din 11 bjy ky bad start hina shuru ho jaty hain is ma
    Market fast hona shuru ho jati hai aor market ma traders bhi ajaty hai lot volume increase hona shuru ho jata hai market ma apko indicators aor moving average time ky hisab sy guide kr skti hai apko is bat ka andaza ho he jata a hai ky Pakistan ma evenin ma market ma kafi sari important news hoti hai aor currency pairs bhi fast ho jaty hain
    Apko trading ma aa us session ma bahot he sochsoch smjh ky din ky analysis ky hisab sy entr hona chye ta ky humen market ky acount management ka pta chal sky so forex trading market ma knowledge aor experience ky sath bat kr no chye market chlti liquidity ky hisab sy apni is ko understand kr ky trad krni chye
    • #3 Collapse

      Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

      According to Pakistan standard time raat ko teen baje market open ho jati hai jis mein sabse pahle Tokyo section start leta hai jisme market slow trading movement ke sath sath hoti hai trading loss liquidityye saari cheezen market movement ke fast yeah slow hone ke bahut matter karte hain
      aap jo chieaz discuss kar rahe ho American session United State of America ka jo session hai woh din ko 2 baje start leta hai aur raat ko 8:00 baje tak chalta hai market fast movement shuru ho jati hai bua ke bahut sare broker is mainn interlink ho jaate hain evening time mein Pakistan mein trading karna bahut important and risky bhi hai lekin is main market mein scalping karke aap accha profit utha sakte ho indicators and moving averages ko use karte hue aap market mein profit uthanke side pe ho sakte ho
      Forex trading main aapki strategy planning analysis matter karta hai session matter nahi karte
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

        g han apki bat shai hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum os sesson main trading karen jis main hmain acha profit mily or jub ap os sesson main trading karty hain jis main market apki favour main hoti hai tu ap apni trading maina cha profot earn kar skty hain or aghr ap US sesson main market apko kafi achy trend main milti hai or kafi fast hoti hai or kisi bhi point par bari tazi se move kar skti hai tu hmain ayse he sesson main trading karni chahye jis main apko loss na ho or acha profit mil skay
        • #5 Collapse

          Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

          Dear ye ni hai k agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai trade lagani hai to ap ko ais mai time k lehaz se trade karny mai masla ni aata magar ais mai ap ko jab bhi trade karni hoti hai to ais mai ap ne pattern dekhna hota hai agar ap ne ais mai trade lagai hoi ho to ap ko ais mai acha profit ho sakta hai magar ais mai ap ne acha profit lena hai to ap ko ye pata hona chaye k aismai jo bhi pattern ban raha hai aus mai ap ne kaisy trade karni hai agar ap price action par trade kar rahy hai to ap ko ais mai jab bhi entry mily to ap ais mai trade laga sakty hai aor ais mai se profit bana sakty hai kun k ais mai jab ap ne apni trading strategy k hisab se entry li ho to ap ko ais mai acha profit ho sakta hai kun k ais mai agar ap ghalt entry lo gay to ap ko ais mai faida ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Ziada tar traders ke yahi koshish hoti hai ke woh apni trading US session mai Karin , kion ke US session mai market mai kafi ziada taize nazar aate hai aur prices bari taize say kisi b direction mai move ho rahi hoti hai . iss trah ke situation mai traders kay pass US session mai earning kay mouqay kafi ziada hoty hain.
            lakin jahan earning kay mouqay ziada hotay hain wahin per lazmi toor per loss ka risk b iss hisab say barh jata hai . Khas toor per US session kay pehaly aik hour mai tu prices ke koi khas direction nai hoti hai aur market mai confirm trend b nazar nai aa raha hota hai .
            iss liye traders ager US session kay start mai at least aik hour tak trading na Karin balkay sirf market ko obseve Karin tu woh iss trah say apny app ko risky trading say kafi mehfooz b rakh sakty hain.
            iss baray mai apna experience b zaroor mention Karin.
            Assalamu alaikum bhai jaan Jo log Kafi time se Forex trading co kar rahe hain unko Pata Hai Ke Us Mein Kitna critical hota hai aur usme in bahut jyada market ki movement Hoti Hai Mere Khayal Mein hamein chahiye ki agar Hum Gold per trade kar rahe hain to us session start hone se pahle hi apni tradeco close kar de ya FIR Agar aapke analyse acche hain to open Rehne De Akhiyon Ke us mein risk bahut jyada involve ho jata hai aur jo pair USA ke saath hain anman bahut jyada movement start ho jati hai aap hua yeah down
            • #7 Collapse

              Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

              USA market session forex trading ka sub say mushkil session samjha Jata hai jiss ki kuch wajuhaat hoti hai. US dollar world ki Master exchange currency kehlaati hai aur us dollar pay Sara pressure USA market session mai he hota hai. Trading market ka aakhri session honay ki wajah say international markets us dollar pay depend kay saath saath apni corrections bhi ker rahi hoti hain. USA market session mai dollar index ki corrections bhi hoti hai jiss ka direct asar gold pay bhi parta hai aur gold aisi commodity hai jo internationally reserves commodity kehlaati hai. USA market session kay starting hours aur closing hours mai corrections hoti hai jiss wajah say USA market kay open aur closing hours mai trading ki bajaey watch he ziada behtar rehti hai. Individual traders ko USA marks kay pehlay hour mai market ko watch kerna pooray session mai achi trading ko support kerta hai
              • #8 Collapse

                Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

                G han US market session ko jes tarha se risky samja jata hay agar first hour me be es market session me koi risk leya jaye to es ko handle karna bahot mushkil ho sakta hay, koi be market session ho agar 1st hour me market ko understand na kia jaye to loss ho sakta hay, 1st hour me US market session ko samjny key ley hamy technical aur fundamental source ka use karna ho ga es se market ki overall movement aur next target be clear ho jata hay, profitable trading US market key 1st hour me possible nahi 1 hour tak market correction karti hay es key bad hi strong movement start hoti hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: US session kay pehly hour mai trading position laina kafi risky hota hai.

                  Ji han use market session ko jis Tarah Se raske Samjha jata hai agar fast Aur Main Bhi is market session Main Koi raske liye Jaaye to usko handle karna bahut Mushkil ho sakta hai koi bhi market session Ho Agar last Aur Main Market ko understand na kiya jaaye to loss ho sakta hai last aur main use market session ko samajhne ke liye Hamen technical aur fundamental sakore ka use karna hoga isase market ki awaaz movement aur next target bhi clear ho jata hai profitable trading use market ke last Aur Main possible Nahin Van Hote AC market correction Karti Hai Iske bad hi strong movement start hoti hai aur Forex trading ka sabse Mushkil session Samjha Jata Hai Jiski Kuchh vaju had hoti hai use dolowad ki Mudassar exchange currency kahlati hain aur use dollar per Sara processor USA market session me hi hota ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X