Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?
    Saudi Arabia ky oil aor crude oil ki price ma kya difference hai aor Pakistan ko oil ki price py milta hai?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

    Saudi Arabia 2nd largest oil exporting country hai
    OPEC organisation of petroleum exporting countries ma Saudi Arabia ka qaleedi krdar hai aor Saudi Arabia ma gas oil copper gold ky zjhair hain oil ki jo international price hai wo OPEC he decide krta hai aor opec oil ki technical and economic aid hai
    Aisa nhi ky international price usa decide krta ho
    Opec countries sy he ye sub decide hota hai crude oil ka candia aor WTI sy interlink hai international price to opec sy interlink hai
    Saudi Arabia ma oil ki 3
    18 percent pori dunia ka export krta hai ap khud andaza lga len ky yeh kitna bara export hai petroleum ki masnuaat ma.
    Apko maloom hona chye ky opec organisation 1960 ma marzi e wajood ma ai aor is ma 14 bary petroleum exporter countries gain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

      Dear jaisy ap ne oil ki baat ki hai to ais mai kisi kisam ka koi faraq ni hai ais market mai ap k pass jo price show ho rahe hai ye international market ki price hoti hai aor ais mai jab ap koi bhi trade lagaty ho to ap ko ye pata hona chaye k ais mai demand aor supply par ais k rates up aor down jaty hai kun k ais market oil ki moment demand aor supply k hisab sse move karti hai ais liay agar ap ne aismai kaam karna hai to ap ko ais mai ais ki her news k bary mai pata hona chyae aor jab bhi ais market mai oil k new contract hony lagy to aus time ap koi bhi trade na lagye kun k ais mai porany contract expire hoty hai jis ki waja se ais mai humri trades auto par close ho jati hai jitny loss mai ho ya aus time jitna profit ho raha ho ais liay ais mai ap ne dekh k kaam karna hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

        Forex market main jo cl ki price hai jes ko baz broker main WTI k naam deaya hai khuch main khuch naam deaya geay hai our maximum instaforex k trader CL main he trade kerty hain sudia arab k oil our hae wo kisi oiur naam say forex market main ho ga but us oil ki jo wenesday ko news ate hai us ka impact dono pay parta hoo ga our hum un dono main say kisi bhe aik main trade ker k acha profit bana sagty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

          dear forum members Assalamualaikum
          crude oil aor United state of Arab Emirates ky oil ma koi farq nhi hai kham tel ki qeemat ka anhesaar sirf aor sirf market ki qeemat supply aor demand ky hisab sy hai ya koi bhi oil supply cut ya increase ka taeeyan krna hai apko maloom hona chye ky ajkal irna American tension aor china America trade war tension ki eaja sy humen kafi mushkilat ka samna hai isi waja sy humen oil ki qeemat increase hui hai aor izafa hua hai lkn kal jo hua ky irna ny bartania ka oil tanker jo ky samundri hota hai aor bahot bara hota hai us ko kabzy ma ly lea hai is waja sy new crisis create hua hai ab dekhna yeh hai monday ko market ma oil kya krta hai
          saudia bhi oil exports ma 2nd number py shumar hota hai
          OPEC mumalik decide krty hain oil prices ko
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
            Saudi Arabia ky oil aor crude oil ki price ma kya difference hai aor Pakistan ko oil ki price py milta hai?
            Assalamu alaikum bhai jaan simple Si baat hai agar Dekha Jaye to Saudi Arab mein bhi oil ki price Wohi Hai Joker Hamein Pakistan Hai Mein Milti Hai Deccan Pakistan se oil nahi Nikal Raha oil Arab country Se Nikal Raha Hai Jahan se aap oil ko Lekar Aane Ke Jo charges hote hain unko agar aap Saudi Arab waly price ke sath Milenge to aapko same price asking ho jayegi Joker Hamein Pakistan mein mil rahi hai aur crocodile ko aap Aisa samajhte Hain ke Yeh Kishan ki company hai jo ok dollar ke sath movement kar rahi hoti hai isliye iska naam crude oil hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

              jee haan dono oil ki prices main different hai us main app diekhain gay k aik crude oil k naam say mean jis ko insta main CL ka naam deiya geaya hai our dosra us main brent oil hai un dono mani kafi difference hai our jab us ki weekly news bhe ati hai to pher ye usi difference k sath dono he move kerty hain ak suidi arab ka oil hae our dosara America ka hai but oil ki news ka impact jo k price set her wenesday ko hoti hain un say dono ki prices same direction main move kerti hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                Saudi Arabia 2nd largest oil exporting country hai
                OPEC organisation of petroleum exporting countries ma Saudi Arabia ka qaleedi krdar hai aor Saudi Arabia ma gas oil copper gold ky zjhair hain oil ki jo international price hai wo OPEC he decide krta hai aor opec oil ki technical and economic aid hai
                Aisa nhi ky international price usa decide krta ho
                Opec countries sy he ye sub decide hota hai crude oil ka candia aor WTI sy interlink hai international price to opec sy interlink hai
                Saudi Arabia ma oil ki 3
                18 percent pori dunia ka export krta hai ap khud andaza lga len ky yeh kitna bara export hai petroleum ki masnuaat ma.
                Apko maloom hona chye ky opec organisation 1960 ma marzi e wajood ma ai aor is ma 14 bary petroleum exporter countries gain.
                Assalamu Alaikum Saudi Arab duniya ki dusri Badi experting all country hai jo Duniya Ko Tel Par Hum karti hai OPEC organisation ko petroleum exporting countries mein Saudi Arab ka khiladi kirdar hai aur Saudi Arab makers oil Copper Gold kaise kharide hai oil ki jo international price hai woh o p e c he decide karti hai aur aap PC oil ki technical and economic aid hai aisa nahi K international price USA decide karta ho office o p e c countries Se Hi Yeh Sab crude oil ka Canada or WT I say interlink hai International and national price topi sehi interlink hai Saudi Arab Mein Koyal ki 318 percent Bhopuri Duniya Ka expert export karta hai aap ko Maloom hona chahiye ki copy EC organisation 1960 Mein Mar jaib Jhoot Mein Aayi aur is main 14 Bade petroleum exporter countries hi Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                  Saudi Arabia ky oil aor crude oil ki price ma kya difference hai aor Pakistan ko oil ki price py milta hai?
                  Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main crude oil ya Saudi Arabia k oil main ziada difference Ni ha same he Han sirf price ka tohra difference ha Saudi Arabia ka oil sasta ha is ley humy market main both achy analysis sy oil price ko samjna ho ga jab hum market ko samj k trading karny gy to hum successful ho sakeny gy or forex trading jtni mehnat karny gy utny he successful hon gy forex trading main humy maximum knowledge or experience gain karna chae ha ta k hum ziada sy ziada profit hasil karan or Saudi Arabia or Canada oil WTI crude oil ki value main ziada deference Ni ha or Wednesday ko jo oil ki news ati ha wo sab pe effect hoti ha is sy movement both ziada hoti ha is ley humy proper money management or risk ko manage kar k trading karni ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

                    Saudi Arabia oil aur curd oil jes me ham trading kar rahy hoty hey es me difference ye hota hay key ham ye oil direct Saudi Arabia se nahi le sakty hey, United State hi ye oil buy karta hay jo key crude halat me hota hay aur Forex market me esi Oil me trading kar sakty hey, Oil hamesha pehly crude halat me hota hay jo app ko bahot kam price me mil sakta hay aur Forex market hamy allow karta hay key ham international market key price par ye crude oil ko khareed saken aur sell karny ki be opportunity hamy di jati hay jes ko hamy kesi time be sell kar sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

                      Agar Ham logon ko oil Mein trading karni hai to iske liye Ham logon ko aur Jyada Se Jyada Najar rakhni Hogi ki kis direction Mein move Karta Hai Jab ham log Jyada Se Jyada Najar Rakhenge To Ham Logon Ko muft ka pata chal Jaega aur ham log trading karte hue Achcha profit hassil kar Sakenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Saudi Arabia ky oil ki aor crude oil ki price ma kya difference hai?

                        Dear friend ap ny both acha question kea ha Saudi Arabia k oil ko forex market main Brent oil kehty han jab k dosra crude oil ha in donu main ziada farq ni ha tohra tohra farq ha jasa k Brent oil ki price is 60.10 chal rehe ha isi tahra crude oil ki price is waqat 56.70 chal rehe ha itna ziada farq ni ha donu main up down movement same he hoti ha jab aik ziada hota ha to dosra auto pe ho jata ha is ley humy proper learning or practice sy trading karni chae ta k humy ziada loss na ho or hum behtar trading kar sakeny or ziada sy ziada acha profit hasil kar sakeny forex trading main jtna ziada knowledge or experience hota ha hum utny he behtar trading kar k kamyab ho sakty han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X