Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?
    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Ap sub ko maloom hai ky 80 percent ya is sy bhi zeyada log apny account wash kr dety hain aor apni raqam yahan forex trading market ma gnva dety hain so dear members forex trading ma apko kch steps ka bahot zeyada kheyal rakhna a hota hai
    trading market analysis
    Fundamental aspects
    Technical aspects
    Trading management
    Risk factors analysis
    Trading secrets
    Avoid greed
    Realistic thinking about profit gaining
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

    ma apky kheyalat aor thinking sy itefaq krta hun Pakistan Forex forum members asql ma forum ky sath affiliated members ko ma ny dekha hai ky un ma bahot sari khamian majood hain
    lot size jitna lg skta hai utna trade lgaty huy ise krty hain aor stoploss nhi lgaty ky humen bonus recovery nhi krna ati bahi yeh soch he ghalat hai agr apko apni trading py confidence he nhi hai to apko real market ma trading he nhi krni chue
    1. lack of knowledge
    2.lack of experience
    3. emotional control na hona
    4. greedy approach
    5. without analysis and trading management trading
    6. without stoploss trading
    yeh sari ghaltian hain jo 80% logo ko market ma nakam kr deti hain aor log har jaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

      Assalamu alikum forex trading market ma waqai 80 percent log fail ho jaty hain aor apny account money ko loose kr dety hain forex trading asal ma jub yeh business hum log start krty hain to humen lgta hai ky is ma kch bhi mushkil nhi hai yeh simple sa to hai koi trade market up jay to buy kr lo down ay to sell kr lo yeh jo hamari soch hoti hai is ki waja sy humen kafi nuqsan ho jata hai
      Trading market ma business ky leay humen bahot mehnat krni chye ta ky hum accha kma sken aor hamari mehnat zaya na ho
      Apko market ma analysis ky leay kch steps leny chye trade lgany sy pehly planning krni hai market ki update leni hai market ky price chart ko dekhna hai yeh sari chezen krny jy bad apko market ma kam start krna chye wrna apko bqhit loss hota hai account wash bhi ho jata hai
      Trading ky leay achi planning acha faisla achi strategy aor skills ky sath acha experience hona chye tb ap un 20% profit hasil krny waly logon ma shamil ho skty ho
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

        Dear asal mai ais market mai jab bandy kaam start karty hai to aus time aun ko ye pata ni hota k ais market mai hum ko kaisy kaam karna hai aor ais mai kitna risk lena hai kun k aun ko her koi yehi bata raha hota hai k ais market mai se ap bahot sara paisa kama sakty hai jis ki waja se wo ais market mai kaam sekhy baghair hi start kar dety hai aor ais k sath sath wo ais mai risk zayda lety hai jis ki waja se wo apna account wash kar lety hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko chyae k ap sab se phly learning hasill kary aor aus k baad ais market mai real account bana k kaam kary jaisy ap ne discipline k sath demo par kaam kia ho aisy hi ap ne real account par kaam karna hai tab ap ko ais mai kamyabi ho gi aor ap ais market mai se faida autha sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

          Hello dear members trading aik mushkil karobar hay and is main earn karna bhe mushkil hay magar na mumkin nai hay. Hamary sab log aj he sab khush karna chahty hain matlab aj he join kia aj he tamam learning karni and aj he profit and withdrawl but ease nai ho sakta kun kay forex rading aik mukaml bussines hay is leay is ko sekhna pary ga kafi tima e and jo pair ap ko pasand hun un main deep jana ho ga mager is ke bhe aik treeqa hay. Ap ko technical, fundament analasytics ka ilam hona chahy and un ko istimal ka bhe pata hona chahiy dear 10 % wohe loge hoty hain jo mustaqil mizzaji se trade karty hain wohi trader kehlaty hain. Ap bje kosish karin ke constent kam kain and loss se preshan na ho tab ap kama sakin gay.
          • #6 Collapse

            Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

            bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or hota bhi ayse he hai forex trdaing main boht se mambers enhi factors ki wjah se a[ny account ko wash krwa bethty hain or sath main loss ko bhi bar bar face karty hain es liye sub se pahly tu har trador ko apni trading main har os factors ko khtm krna chahye jis se unhain loss hota hai q k loss hota q hai yah hums ub janty hain bus os [par amal he nahi kar paty hain.....
            LOSS HONY KI SUB SE BARI WJAH.........?
            forex trading main loss hony ki sub se bari wjha meri nazar main jald bazi or lalach hai q k jub aik chez ko achi trha jaizy ks ath kiya jay tu wo kbhi bhi khrab nahi hota hai jub trador apny emtiions par control nahi rakh paty hain tu un ko loss ho jta hai se liye har mambers ko chahye k apni trading main jald bazi ki adat ko khtm karen or achi trha analysis k bad jub bhi order lgaen stop loss k sasth lgaen apka account wash nahi ho ga ayse
            • #7 Collapse

              Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

              us main kafi sare reasons hain k koi bhe trader forex main achy say kamyaab nahe ho pta hai us main aik to humery knowledge our experience ki kami hai but ye boht kum lgoun main pai jate hai hum zeada tar greed ki wja say bhe forex main loss kerty hain jes ki wja say failure ratio 89 percent bhe ho jati hai us main successful boht kum rhe jaty hain humean self control krna ho ga kisi bhe business ka check in balance rakhean gay to pher he ahca profit earn ker paing ay our successful trader banaing ay
              • #8 Collapse

                Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                Ji haan dost aapne bilkul theek Kaha 80 percent log Forex na Kami hassil kar sakte hain Kyunki unke Paas achha experience aur knowledge Nahin Hota jyadatar log Forex ko ek accha business Samajh Kar usme inter ho Jate Hain aur basic Forex Ek accha business hai lekin is main wahi Banda Kamyab Hai Jiske Paas achha experience Ho Kyunki Jyada log Forex Mein dusro ko earning Karta Dekh Kar isme account Banakar deposit Karke apni amount ko nuksaan kar Baithe Hain aur apne Kaun ko wash kar lete hain lekin Forex Mein laalach karne wala shaks bhi apna account was kar leta hai isliye achha experience aur knowledge Ka Hona bahut jaroori Hai Jitna achha experience aapke paas Hoga itni acchi aap earning kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab wahi trader Hai Jiske Paas achha knowledge hai Tabhi acche knowledge ke sath is Main koi bhi Kamyab ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                  Dosto forex aik boht bara business hai our us main humery jo maximum traders fail hoty hian jin ki ratio 90% plus hai us ki reason main ya hai k hum us ko serious nahe lety hain hum forex ko kernay ka shook to rakhty hain par us level pay ja k pher hum us k leay hard work nahe kerty haen to us say to pher hum kabhe bhe us main kamyaab trader nahe ban sagty hain humean forex main aik professional trader bnana hai to pher mehnat kerna ho gee pher he hum kamyaab hoon gay koin k us main success our 10 percent traders k sath shmail honay k leay app ko kafi mehnat chahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                    Dear forex trading members Assalamualaikum
                    Ap sub ko maloom hai ky 80 percent ya is sy bhi zeyada log apny account wash kr dety hain aor apni raqam yahan forex trading market ma gnva dety hain so dear members forex trading ma apko kch steps ka bahot zeyada kheyal rakhna a hota hai
                    trading market analysis
                    Fundamental aspects
                    Technical aspects
                    Trading management
                    Risk factors analysis
                    Trading secrets
                    Avoid greed
                    Realistic thinking about profit gaining
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main hum log knowledge or experience k bagar trading karny or apni luck pe depend karty han is ley hum log mar kha jaty han or apni sari investment loss karwa daty han is ley humy jab bi trading karni ho to pehly humy learning karny ki zarort ha proper analysis karna seekeny chae han or proper money management or risk management k sath trading karny to ap ko loss ni ho ga or ap maximum profit ho ga is k alawa account safe rakhen or ziada profit hasil karany k ley humy take profit or stop loss zaror use karna chae ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                      Dear forex trading members Assalamualaikum
                      Ap sub ko maloom hai ky 80 percent ya is sy bhi zeyada log apny account wash kr dety hain aor apni raqam yahan forex trading market ma gnva dety hain so dear members forex trading ma apko kch steps ka bahot zeyada kheyal rakhna a hota hai
                      trading market analysis
                      Fundamental aspects
                      Technical aspects
                      Trading management
                      Risk factors analysis
                      Trading secrets
                      Avoid greed
                      Realistic thinking about profit gaining
                      Assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai Forex trading co join Karne Wale 80% log Apne capitals ko Khali kar Baithe Hain aur apni money bhi loose kar Baithe hain lekin is Ki Sabse Badi Baja Hamare Andar maujud lalach Ka Hona hai Aur Yeh baat bhi hai ki hum without knowledge apni tradeco open kar dete Hain analyse bhi nahin Karte aur Market ki position Ko Bhi Kya Kar Nahin Karte Agar Forex trading business Mein kamyabi Hasil karni hai to trade Lagane se pahle analyse ko complete karna aur Market ke Ek acche entrypoint ko dhund kar apni trade ko open karne se is Mein kamyabi Hasil ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                        forex trading main 80% tradors apna account or apna paisa khud apni galtiun se kho dety hain es main na tu forex ka qasoor hota hai or na he kisi forum ka tu sub se pahly tu hmain har points ko achi trha use krna chahye q k jub hmain kisi bhi toools ko use karny ka knowledge nahi hotahai tab he hum se galtian hoti hai or hmain apni trading main loss ho jata hai or jub hmra account wash hota hai tab bhi hmain apni trading main risk zyda rakh dety hain or stop loss ka bhi use nahi karty hain tu apko chahye k ap aysa kuj bhi kam na akren jis se apko loss hony k chahces zyda hoty hain q k jub ap se galti hoti hain tab he apka ccount wash ho jata hai tu apni trading main har os factors ko avoide karen jis se apko loss ho or apka account wash ho jay apni trading main stop loss ka lazmi use karen es se apka ccount wash nahi hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                          Trading mein success ratio :

                          Walakum Salam bhai trading mein success ratio ziada hote he agr 80% log loss krte to aj forex trading na hote forex trading mein success ratio ziada he aur forex trading mein jo ache tareeqe se apne trading kr rhe hien un ko forex trading mein kamaybe hasil hote he forex trading mein jo ap ne batein bata de hein agr in ko traders follow krte hien to success 100% hote he.

                          1- Trading Market Analysis :
                          Forex trading market mein trader ke lie boht ahm issue yeh hota he keh woh apne trading market ko ache trah se analysis nhe krta he aur aise he trading start kr deta he jes ke waja se us ko losses hote hein.

                          2- Fundamental Aspects :
                          Forex Trading mein trader ke lie yeh fundamental aspects bhe boht important hote hein agr trader in fundamental aspects ko ache trah se nhe follow krta to phr bhe trader ko losses face hote hien.

                          3- Technical Aspects :
                          Forex Trading mein technical aspects bhe boht ahm hien agr trader ko technical aspects ka acha knowledge aur experience he to trader apne trading mein acha profit earn krta he other wise trader ko losses face hote hien.

                          4- Trading Management :
                          Forex Trading mein good management se trading krna boht he important he trader apne trading mein good management jb kr leta he phr trader ko apne trading se ache earning hote he agr trader good trading management nhe krta he to losses face krna prte hien.

                          5- Risk Factor Analysis :
                          Forex trading mein risk factor ka main role hota he agr trader risk management ko acha kr leta he to trader apne trading mein successful trading kr skta he agr trader ko apne trading mein risk management krna nhe ata he to trader ko losses face hon ge.

                          6- Trading Secrets :
                          Forex market ke trading secrets ko trader ne smjhna hota he aur jo trading market ke secrect phlo hote hien un ko agr trader smjh jata he to trading mein bhtre hote he otherwise losses face hote hien.

                          7- Avoid Greed :
                          Forex trading mein greed boht he big mistake hote he jb trader market mein greed ka istemal krna shoro kr deta he aur trader yeh soch kr apne trading krne lg jata he keh woh jlde jlde ameer bn jae to yeh bat trader ke lie ache nhe hote aur trader bjae profit ke losses face krta he.

                          8- Realistic Thinking :
                          Forex trading mein trader ko profit earn krne ke lie boht thinking se apne trading krne he jb positive thinking aur positive mind se hm apne trading krein ge to hm apne trading mein profit earn kr skte hein.

                          To yeh batein apne mind mein rkh kr hmein apne trading krne chahe takeh hmein apne trading mein loss na hon aur hm apne trading mein ache tareeqe se apne trading kr skein aur apne trading mein kamaybe hasil kr skein. umeed he mere in baton ke ap ko smjh a gae ho ge. Thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                            Dearisliye Aisi percent log Forex main kaam hi Karte Hain Kyunki for accessories massage isme aap kam time mein bhi bahut jyada earning kar sakte sakte hain isliye Jyada log isme join hokar investment Karke jaldbazi mein badi badi lot size open kar lete hain aur lalach kar Baithe Hain aur lalach Hamesha nuksan hi Deti Hai isliye Forex mein jyada tum log apni lalach ki vajah Se Hi nuksan uthate Hain forex business Aisa business Hai Isko mindwork Kaha jata hai Kyunki is main aapko Sabar ke saath aur Market ko achi Tarah read Karke analyse Karke free trading Karni chahi aur isme trading lot size kam Rakhna chahi Ta ke kam Lawson aur kam hi profit Ho Baithe Huye Kaise Dala se kam profit Hota rehta hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                              Many novice traders open an account and start trading real money in the market simply because they read some articles on the Web, believing they have understood how to make profits and become rich in a short time. Successful trading in any financial market is like the success of any other profession. It takes considerable time and effort to learn and understand how markets and factors can affect price trends, as well as recognizing the importance of risk assessment and evaluating each transaction properly. A certain dictates to him when he can enter into the transaction, the risk ratio, and the right time to exit the deal. In order to build a successful trading strategy, you should try the ideas you would like to rely on in your strategy before you start trading real money, because trading with real money based on an untested strategy could result in a loss of your head. Ranging from simple to complex to test trading strategies in different markets based on historical price data.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X