Ziada Bara RISK nahi lena chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada Bara RISK nahi lena chahiye
    Dear all members forex trading aik risky business zaroor he lekin agar hum mehnat se kaam kare to ye business hamare liye mushkil nahi he, hamen forex trading me buht bara risk nahi lena chahiye jis se haman koi ziada loss ho, hamen apne capital balance ko dekhte huwe risk lena chahiye, Risk utna hi lia jai jitna k account or hum bardasht ker sake kio k agar capital balance se ziada risk lia to us loss ko recover kerna intehaai mushkil ho jata he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

    g ha sir ap ki bat bilkul right me ap ki bat par agree hu hum ko khbi bhi bara risk nhi lena chahy mery khyal me pak forex trading me to shota risk ho ya bara risk ho is pak forex trading me to kisi bhi sorty hal me risk nhi lena chahy q kay ye aik online business ha kuch bhi ho sakta ha boht say asy kam ha dunia me jis me hum ko risk nhi lena chahy risk khbi acha luck hota khbi boht badluck
    • #3 Collapse

      Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi thara say kaam kerain ky mootqa mailta hay iss liay Ziada Bara RISK nahi lena chahiye oor chooti lot per trading kerny chahay gold oor cl say door rahain.
      • #4 Collapse

        Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

        ji haan bilkul Hamein Jyada Bada risk nahi Lena chahiye is Hamein nuksan ho sakta hai aur Hamara account Tak was ho sakta hai isliye hamein chahiye Jitna ho sake Hum bacche Bada risk Lene se Banaras khame nuksan ki taraf Leke Ja sakta hai aur yeh Hamare Liye ek fayde Mand Nahin Shabd hoga isliye hamein chahiye Jitna ho sake hmm bara risk sa bacha
        • #5 Collapse

          Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

          G hain bhai jan apne bilklu i ahi kaha hain humko is meinzada bara risk nahi lena chahye ur humko chahye k hum s mein sabbar se kam kare aur ismein zada risk lene se is mein profit hasil nahi kars ake hain aur is mein humko is mein agar hu risk lete hain to humko is mein loss ho skata hain
          • #6 Collapse

            Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

            Forex Main Kayi ChanCes Aysay HoTay Hain Jahaan RiSk LeNaaa Par Jaata Hai lekin KoSjiSh Karni Chaahiye k RiSk Bhi zyaada baraa nahi LeNaaa chaahiye Balke apnay Account k MuTaabiq Hii RiSk LeNaaa ChaahiYe Taaky Agar Loss Ho Bhi Jaaey To Ho Jaary AccouNt Wadh Naaa ho oR Trade Aaasani Se ProFit Main cLoSe Kii JaaaaSaky....
            • #7 Collapse

              Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

              G belkul aisa he hai jab ham zyada risk laitay Hain to isska Matlab ham bara lots size laga Kar trade Kar rahai Hain Jo ke belkul be nahe sahe ISS waja say hamara account wash ho sakta hai hamai hamesha trend ke sath reh Kar chota lots size laga Kar trade karna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

                exactly already forex business ik risky business b hai profitable business hony k sath sath hume risk lena chahye kyu k ye kisi time acha b hota hai liken itna bara risk b nahi lena chahye k humara account wash ho jaaye hume apny account balance k mutabiq risk lena chahye taa k agr loss b ho jaaye to hum us ko easily recover kar sakain gaay aur account ko b secure rakh sakain gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

                  risk itna bara be nahi lena chahey ky agar hamy loss ho jy to hum gareb he ho jy hamy back ky liye kuch bacha kar risk lena chahey forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kama karte hain tu hamesha hi ke Hamen kabhi bhi risk nahi Lena jaldi ke upar jo bhi risky trading karta hai woh kabhi bhi kaam Yaad Nahin Hota hamein chahiye ki Hamein jabe trading Karni hoti hai tu tu Samajh Kar aur Market to achi Tarah analyses Karke trading Karni hoti hai thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada Bara RISK nahi lena chahiye

                      forex ke karobar mein human back up ke ley kuch na kuch chorna chahy is mein humara account wash nae hota he forex aik legal karobar he jis mein human bara risk nae laena chahy is apna loss to hota he mager sath mein hum hemat be har jaty hein forex aik acha or legal karobar he jo ab pakis tan ke traders ko be rozgar mohya kar rahea he loss ko dill nae lagna chahy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X