Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...
    Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say traders confused ho sakty hain.
    Scalping karny waly traders kay elawa b Kafi traders ke yeh adat hoti hai ke woh trade jis b timeframe per laga rahy hon , lakin trade lagany kay baad mai market ko bohot ke choty time frame mai monitor kar rahy hoty hain. choty time frame say murad One minute , five minute type ke time frame mai .

    inn time frame mai market bohot he taize say apni direction change kar rahi hoti hai khas toor per UK aur US kay session mai tu yeh bohot he ziada taizy say change ho rahy hoty hain.
    Aur ager traders inn taize say change hoty time frame ke base per market ka andaza laga rahy hon ya apni open trade ke performance ko check kar rahy hon tu woh iss ke waja say bohot he ziada confuse ho jatay hain.
    Iss baray mai appna trading ka experience b zaroor baqi members ka sath share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
    Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say traders confused ho sakty hain.
    Scalping karny waly traders kay elawa b Kafi traders ke yeh adat hoti hai ke woh trade jis b timeframe per laga rahy hon , lakin trade lagany kay baad mai market ko bohot ke choty time frame mai monitor kar rahy hoty hain. choty time frame say murad One minute , five minute type ke time frame mai .

    inn time frame mai market bohot he taize say apni direction change kar rahi hoti hai khas toor per UK aur US kay session mai tu yeh bohot he ziada taizy say change ho rahy hoty hain.
    Aur ager traders inn taize say change hoty time frame ke base per market ka andaza laga rahy hon ya apni open trade ke performance ko check kar rahy hon tu woh iss ke waja say bohot he ziada confuse ho jatay hain.
    Iss baray mai appna trading ka experience b zaroor baqi members ka sath share Karin.
    Assalamu alaikum bhai jaan aap ne Kafi acchi Baaton ko start Kiya Hai agar Hum chote timeframe par analyse kar rahe hote hain to uske liye Hamein Sahi price action ke bare mein maloomat karna Mushkil ho jata hai Kyunki Hum Apni trade ko Bade timeframe par set karte hain aur analyse chote timeframe par kar rahe hote hain isliye Hamein Forex trading Mein kamyabi Hasil karna Mushkil ho jata hai Mere Khayal mein agar aap trade kar rahe hain sabse best time frame Char ghante wala hai Jisme acche analyse ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

      Dear Baat bilkul theek hai agar aap thoda time se news Karenge to aapko market ki Sahi judgement gaan Dada Nahin hoga isliye Bade time frame mein aap 15 minute ka time frame 30 minute ka time train agar aap use Apne analyse ko use karen to aap bahut better Dhoond sakte hain jaise ki Aadat raid Agar Hathi Karle to use State Sahi aap kaafi accha profit Kama sakte hain isliye Bada time same use Karen earning ho sake isliye determinate Karen aur Kamyab banne ke liye aapke paas achha experience Ka Hona bahut jaroori hai aur isliye time friend Bade main aap market ko achi Tarah read kar sakte hain market ko Najar Mila kar market ka train Maloom kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

        best time frame kon sa hai h4 aor h1

        Dear members forex trading market ma meta trader4 ma 9 tyoe ky time frames hain aor sy he strategy ky lehaz sy munafarid hain aor info dety hain sub sy choty time frame scalping ky leay help krty hain
        Lkn m1 m5 ko bilkul use nhi krnq chye yeh work perception create krty hain aor apko doubt ma dal dety hain confusion create krty hain
        Apko short term trading aor intra day trading krni ho to apko h1 h4 ko use krna chye bahot he best trading time frame hai.
        Price chart ky sath acha time frame analysis ky leay aor trade entry aor exit ky leay behtreen sabit hota hai
        H1 H4 humen support aor resistance ko smjhny qor is py trading krny ky leay best hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

          Dear jab ap bahot hi chota time frame use karty hai to aus mai agar kisi kisam ka candle stick pattern ya koi chart pattern ban raha ho to aus ko market follow karti hai magar aus mai aus ka taget bhi time frame k hisab se hota hai agar ap choty time frame use kar k entry lety hai to aus k hisab se jaha par take profit ban raha ho ap waha par take profit lagye agar ap aus mai target zayda rakhy gay to ap ki trade ka stop loss hit ho ga kun k bary time frame mai jo pattern ban raha ho ga market ne aus trend mai move karna hai aor ki trade loss mai aa jaye gi ais liay agar chota time frame ho aor profit mai aye trade to aus ko close kar dena chaye ais se ap ka account kafi safe ho jata hai aor ap ko aus mai faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

            Pakistan forum friends Asalamoalikum apko ma yeh btana chahta hun ky forex trading market ma bahot he mohtat andaz ma apko trading krni chye aisa smjh len ky trading secret agent ki trah krni hai market ma bajot sary facts hain jin ki smjh hona bhi ahm mrhala hai
            market ma time frame selection aik complete theory hai
            market ma price chart py choty time frame apko strategies ky lehaz sy select krna hota hai agr ap long term ya intra day trading ky leay M1 M5 ya M15 ko select kr lo gay to yeh aik bewaqufi hai aor risk hai apko scalping ma ro kam aa skty hain choty time frame lkn bari ya zeyada time wali trade ma apko inka kam ana mushkil hai apni planning strategies aor analysis ky according apko price chart jo ky candlestick chart hai us ko select kr ky time frqme select krna chye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

              bilkul theek Kaha Chhota timeframe aapke liye nuksan da ho sakta hai Kyunki chote timeframe main aap ko achi Tarah samajh Nahi Lagti aap market ko achi Tarah Se read nahin kar sakte ki market kista remove kar sakti hai Kyunki chote time Premi market up or down hoti rehti hai isliye Chhotisi updown ki vajah se aap market Mein trade Nahin open kar sakte hain isliye Bade timeframe Jaise ke ek ghante ka time frame Chaar ghante ka time frame aur Agar short term trading karni ho to uske liye 15 minute aur 30 minute ka time frame Lagana jaruri hai is chote timeframe main aap acchi earning nahin kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                jab bhe app chota time use kerty hain to app ko confusion zeada hote hai app ko market k us current pair ki direction zeada clear nahe hoti hai ager us ki jaga daily time ya pher minimum H4 ko use karein gay to us main humean market ka trend clear ho ga pher he us main hum trade ker k to market say acha profit bana pain gay chota time main false signal false setup boht bantay hain jo k fail hoty haen our app ko kafi loss ho sagta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jtna Time farme chota hota ha hum analysis sahe ni Kar sakty Han is ley humy chae jtna bara time frame ho behtar ha hum bary time frame main analysis karny chae Han q high time frame main analysis long time k ley hoty in sy ap ko loss Ni hota ha or ziada profit earn kar sakty ho jab ap chty time frame main analysis karty Han or phr trading karty Han to wo bilkal short time k ley hoty han bazdafa sahe bi hoty han par ziada dar k ley ni hoty han change ho jaty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                    Assalamu alikum bhaio forex trading aik risky business hai yeh online business vhai is ma apko bqhot he management policies ky sath agy brhna hota hai trading ma fifty percent risk hai aor loss ky chance bahot zeyada hain
                    Har broker ny likha hota hai ky is business work ma risk high hai apka capital wash bhi ho skta hqi apko yeh kam soch smjh kr strat krna chye ta ky apko bqd mq pshtqvq nq ho
                    Trading ma market ki understanding ky leay market ma bahot sary tools use keay jaty hain indication aor prediction ky leay indicators aor yrene finding tools use hory hain analysis kia jata hai is leay apko
                    Market ma sub sy zeyada popular business bbn chuka hai forex trading lkn is ma log bahot loss krty hain due to lqch of knowledge and planning.
                    Acha kaam achy daam
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                      g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmat krta hun forex trading main choty time frame main yah sub he confusion hoti hai jis se hum khud bhi confuse ho jaty hain jis main hmain khud samjh nahi a rahi hoti hai k market main moments kesy chal rah hain es liye hmain aghr short time frame main trading karni hai tu pahly frex main time frame ka chi trha knowledge gain krna chahye qk apko ayse time frame main market boht fast milti hai jis se ap apni trading ko khud he mange nahi kar paty hain or apko loss ho jta hai tu apni trading ko apny expiernce ki base par karen ta k apko loss na ho or ap apni trading main tab he ach aprofit eran kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                        Forex trading market mai movement ko monitor kernay kay liye time frames use kiye jatey hain. Forex market mai MT4 trading terminal pay her currency pair aur commodity ka apna aik chart hota hai jiss pay movement ko daikha Jata hai aur monitor kia Jata hai. Time frames say movements ko note kia Jata hai jiss mai yeh pata chalta hai kay price aur time ka kia graph bann raha hai iss Tarah traders ko apni trading kay plan aur strategies bananay mai madad milti hai. Kiyu kay traders movement ko daikh kay he demand aur supply ka andaza time base pay lagatay hain aur uss kay hisaab say apnay lot size aur sell ya buy ki positions open ker laitay hain.

                        Small time frames mai traders ko yeh confusions hoti hain kay price action ka theek say pata nahi chalta hai. Agar time frame kay saath price action ka pata chalana hoto M15, M 30, H1 aur H4 kay saath lagana chaiye kiyu kay inn time frames mai movement ka andaza aur confirmation dono he hotay hain. Scalping kay liye M5 aur M15 best time frame hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                          Small time frame use karny ka nuksan hi yahi hota hay key ye kesi be technical analysis tool ko kamyabi key sath signals provide nahi karny deti hay, large time frame me kesi had tak technical tools work karny me kamyab ho sakty hey magar time frame jetna small ho ga chances yahi hon gey key technical tools traders ko confuse karen gey, Price action, support and resistance, RSI aur jetny be powerful technical indicators samjy jaty hey ye kabi be small time frame me acha result nahi de sakty aur na hi apni quality aur ability ko show kar sakty hey, large time frame me hi har indicator aur hamari technical strategy kamyab es ley hoti hay key es key base par market ki overall condition aur movement clear ho jati hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza ; Bohot he chotay time frame mai price action daikhna say Confusion...

                            Member Forex trading aik easa business jisko Ham mukhtalif timeframe ke hisaab se analyse karte Hain. Trading chart ko aap jitne Hi Kam timeframe ke hisab se analyse karne ki koshish karenge to yah aapko mazid confuse hi karega kyunki ki jitna bhi chhota time frame hoga ismein Main to apni hi zyada fast kyon hoti hai. tamam trader ko chahie ki vah Jab bhi trading start karen to usko start karne se pahle aap market ko acche tarike se analyse karne aur technical analysis aur fundamental analysis ko milakar hi trading start karen. Aapko apni tamam trading mein time frame Kam as kam one hour, 4 hour aur oneday ke hisab se check kiya Karen jis mein aapko market ki acchi prediction mil sakti hai aur aap is market se earning bhi le sakte hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X