leverage in forex advantage or not ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leverage in forex advantage or not ?
    Dear Friends

    Pehlay yeh daikhna hai kay leverage hai kiya us k bad ap decide kar sakty hian kay yeh ap kleye faida mand hai ya nuqsan day sabit hoga.

    Forex mian leverage ka matlub hai kay ap apney broker se karz lay lait hain . misal kay toor pay eur/usd ki ik lot ki buy ya sale karty hian t uus k leye ap ko 100,000$ ap kay account main hona zarori hai. so yeh har ik kay bus ki bat nahi hia or yeh leverage he hai jis ki waja se log 10$ ki investment kar kay he Forex main trading kar rahy hian. har broker ap ko different leverage pay trade ki offer daita hai.Leverage ka faid ayeh hai kay ap bhout thori c invesement se forex trading ka karobar kar skaty hain


    Ap ab decide kar sakty hian kay ap k leye yeh faida mand hai ya nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: leverage in forex advantage or not ?

    mere muatbiq forex mien jo leerage change kerte hien wo lalach kerte hain aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h.
    • #3 Collapse

      Re: leverage in forex advantage or not ?

      yes leverage ka kam hona b had zarroir hay aor forex trade may kisi bhe tradr ko hurry aur greed say bachna chaiya q k in three points say loss hota hay agr aap during trade panic ho jaty han ya market may analysis kiya baghair invest kar daity hay to aap ko loss ka samna karna par skta hay is liay pehly market ko check karna chaiya aur agr aap zyada money hasil karny ke greed karty han to aksar apna real profit bhe zaya kar laity han is liay greed nahe karni chaiya.....
      • #4 Collapse

        Re: leverage in forex advantage or not ?

        Good evening friends...
        forex mien leverage ka bhut aham role hota hai or yes of course you are right here hum jab as main trade krte hain to ham ko as mien greed free trade karna hota h as ka matlab yeh hai k ham ko jab bi trade karna hai tu hum ko as mien soch kar trade karna hota hai or hum ko as mien over trade nahin karna hota agar hum aik trade bi azafi laga daty hain to hum as main apny loss ka zimadar khud ho sakty hain as lyi jab bi hum ko trade open karna hai to hum ko sochana hota hai or ham ko market ko judge karna hota hai aor bad main hum ko trade karna hota hai pher hum her trade main success hasil kar sakty hain or profit bi earn kar sakty hain as lyi hum ko jan bojh kar kaam acha karna hota hai or apny lyi aik bright future lana hota hai or earning hasil karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: leverage in forex advantage or not ?

          forex male average ka bahut jyada advantage Hai kyunki leverage itna kaam hoga utni hi save trading hogi otherwise number save trading bilkul bhi nahin karte jyada volume key trade open kar dete Hain agar leverage kaam hoga to trade jyada volume key open nahin hogi aur save tree karne se accha profit Mil jayega jyada leverage jyada risk deta hai aur jyada loss
          • #6 Collapse

            Re: leverage in forex advantage or not ?

            Mere khayal se to leverage ek acha advantage hai, qk leverage ke bagair kam peso se trading karna mumkin nhi hota per leverage use kar ke hum apni choti si capital ke sath achi trading kar pate hai bas hume thhora muhtat rahna chahiye qk leverage srf hamari purchasing power bharati hai is se ziyada is ka koe faida nhi hai.
             
            • #7 Collapse

              Re: leverage in forex advantage or not ?

              Jahan tak me samjhti hun leverage k kuch faiday bhi hain aur kuch nuqsanat bhi agr hum leverage ziada set krtay hain to baz dfa hmain faida hota ha aur baz dfa nuqaan .ziyada levrag say hm ziyada lot open kr sktat hain jis ki vja say kbi agr makret hamri favor mn a jati ha to hmain kafi faid hota ha lekin agr levrrage kam ha to kbi hum ziyada trade open nai kr sktay. Jis ki vja say kbi kbi bacht bhi ho jati ha.dono trf say daikha jaye to faiday aur nuqsan hain leverage k
              Kinza789 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: leverage in forex advantage or not ?

                aslamualikum,,,,,,beginners jo hein wo greed bohat kartay hein knowledge properfaiday bhi hain aur kuch nuqsanat bhi agr hum leverage ziada set krtay hain to baz dfa hmain faida hota ha aur baz dfa nuqaan .ziyada levrag say hm ziyada lot open kr sktat hain jis ki vja say kbi agr makret hamri favor mn a jati ha to hmain kafi faid hota ha lekin agr levrrage kam ha to kbi abtain nahi kartay dicipline follow nahi kartay trading proepr research kar kay nahi kartay jis ki waja say unko start main loss hota hai agar wo sub kuch proper seekhein aor phir apply karen to lazmi profit earn karen gein. thansk good night ,.,,,
                • #9 Collapse

                  Re: leverage in forex advantage or not ?

                  Well bro, meri nazar mein leverage ka hona ek advantage her trader ke liye, qk leverage ki wajha se hi hum apne limited iinvestement ke sath trader karne ke kabil ho pate hai, per jis tarha se her chez ke nuksanat bhi hote hai use tarha is ka nuksan bhi hai ke hum leverage ki wajha se bari lot mein trade open karne ke kabil ho jate hai aur hum lalach mein aake apna account zero kar dete hai, per agar her trader, bari leverage ke sath sath apne account ko ache se manage kare aur ek achi money management ke sath trading kare to apni kam investment ke sath buhat achi earning kar sake ga.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: leverage in forex advantage or not ?

                    Leverage ko ham dono tarha se dekh sakte hain mtlb ke agar to ap trading expert hain to leverage se boht acha profit earn kr sakte hain. Lekin agar ap ko trading nai aati to phr leverage se apko loss hi hoga kyun ke apko leverage ka sahi use nai karna aye ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: leverage in forex advantage or not ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
                      Dear Friends

                      Pehlay yeh daikhna hai kay leverage hai kiya us k bad ap decide kar sakty hian kay yeh ap kleye faida mand hai ya nuqsan day sabit hoga.

                      Forex mian leverage ka matlub hai kay ap apney broker se karz lay lait hain . misal kay toor pay eur/usd ki ik lot ki buy ya sale karty hian t uus k leye ap ko 100,000$ ap kay account main hona zarori hai. so yeh har ik kay bus ki bat nahi hia or yeh leverage he hai jis ki waja se log 10$ ki investment kar kay he Forex main trading kar rahy hian. har broker ap ko different leverage pay trade ki offer daita hai.Leverage ka faid ayeh hai kay ap bhout thori c invesement se forex trading ka karobar kar skaty hain


                      Ap ab decide kar sakty hian kay ap k leye yeh faida mand hai ya nahi.
                      Jab Ham Apna Forex trading ka account banate hain To Hamen main Le Brij ko to select karna hi hota hai lekin Hamen Hamesha try Karni chahie ke small leverage ka account use Karke kam Karen Jab big leverage account use Karke kam Karte Hain To Hamara kam Achcha Nahin Hota Kyunki usmein Rishta bahut jyada increase ho jata hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: leverage in forex advantage or not ?

                        leverage main ap ko broker moqa daita hai ap kam paiso mai bari lot ka istamal kar sakain. yeh sub ap ko tab faida day gi jab ap scalping jaisy strategy ko istamal mai laty hain. ap ager normal trader hai tu ap ko leverage kam rahkna cheye. baqi yeh ap pay depend karta hai kay ap kis tarha apni trading ko manage karty ho. leverage ap apny capital or trading style ko daikh kay chose karain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: leverage in forex advantage or not ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
                          Dear Friends

                          Pehlay yeh daikhna hai kay leverage hai kiya us k bad ap decide kar sakty hian kay yeh ap kleye faida mand hai ya nuqsan day sabit hoga.

                          Forex mian leverage ka matlub hai kay ap apney broker se karz lay lait hain . misal kay toor pay eur/usd ki ik lot ki buy ya sale karty hian t uus k leye ap ko 100,000$ ap kay account main hona zarori hai. so yeh har ik kay bus ki bat nahi hia or yeh leverage he hai jis ki waja se log 10$ ki investment kar kay he Forex main trading kar rahy hian. har broker ap ko different leverage pay trade ki offer daita hai.Leverage ka faid ayeh hai kay ap bhout thori c invesement se forex trading ka karobar kar skaty hain


                          Ap ab decide kar sakty hian kay ap k leye yeh faida mand hai ya nahi.
                          Sae keh rhy ho dear, leverage hum sabko Soch samajh ke use Karni chahie. Jitni ziada leverage hogi utna high risk hoga. So, hamen leverage kam se kam rakhni chahie taa ke, agar market mein heavy fluctuation ho Tu kam leverage ki vajah se loss kam ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: leverage in forex advantage or not ?

                            jo trader money management, capital or lot system ko achi tarha samaj jaty hain tu woh apny capital kay hisab se acha leverage chose karty hain. jab ap acha leverage chose kar lain gay tu ap ka lot size b acha ho ga or apni trade main achy se us ko manage kar laity hian or account wash honay ka koi dar nahi rehta hai ap ko. esleye koshish karain apni trading main sub main point ko pehlay samjain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: leverage in forex advantage or not ?

                              Dear jab ap bara leverage rahk lain gy tuap ko pata nahi chaly ga kay ap kay capital mai ap ki chot c lot ap ko bara loss danay lag jati hai esleye aisy loss sy bachnay kay leye pa ko cheye kay ap leverage ko humesha apny capital kay mutabiq rahkain or phir apny account main leverage kay hisab sy trade karain. jab ap jki trading extra hogi tu ap ko samaj nahi aye gi or ap ko loss ho ga ideal jo leverage daikha gya hai woh 1:50 ka hai ap es pay setting kar kay apni trade ko use karian gy tu ap apny capital mai bara loss nahi daikhain gy or ap asani sy money management be kar sakain gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X