what are lot sizes in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are lot sizes in forex
    bhout say members kay mind main yeh he sawal hota hai "what are lot sizes in forex" es ka asan sa jawab hai kay Forex main neechy di howi 3 tarha ki lot hoti hia

    01- Standard Lot

    02- Mini Lot

    03- Micro Lot

    in sub ki detail neechy hai

    Standard lot 100,000 unit kisi b currency ko show karti hai jaha mini lot 10,000 or micro lot 1000 unit kisi b currency ki show karti hai. ager 1 pip ki movement hoti hia tu woh standard lot kay 10 $ ki changes lay kay ata hai.

    Umid hai ap lot kay size or us ki pips ki movement ki example ko samaj gay ho gay.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what are lot sizes in forex

    Sir aapne bahut acchi baat kahi aur achi tarah Bata Diya Haikhel aur saheb kya hote hain agar Ham lot size kam racket rate karenge to accha profertil karenge agar lot size yaad rakhenge to loss recover karna mushkil hoga aur Big lot size setu loss recover Ho bhi nahi sakta aur account he was hota hai slow trade slow volume par hi profit hasil Kiya ja sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: what are lot sizes in forex

      Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay....
      yes sir hum ko as mien aa ker her bar lot size kam use karna hota hai or hamain jab bee loss hota hai tu hum ko as mien loss sirf or sirf greed or experience ki kami ki waja say hota hai as lye hamain as mein aa ker her bar tension free ho ker trade karna hota hai agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil karna hota hai as lye hamain as mien aa ker khud kam karna hota hai or hamain as mien khud k lye as mien behtreen future hasil karna hota hai jab hum as mien aa ker kam kerty hien tu hamain as mien aa ker her bar khud k lye fully try karna hota hai
      or hamain as mien aa ker bar bar market ko watch karna hota hai or hamain as mien aa ker bar bar earning hasil karna hota hai magar greed hum ko sirf loss kerwa deta hai as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker greed free ho ker kam kam karna hota hai or hum ko earning karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: what are lot sizes in forex

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
        Sir aapne bahut acchi baat kahi aur achi tarah Bata Diya Haikhel aur saheb kya hote hain agar Ham lot size kam racket rate karenge to accha profertil karenge agar lot size yaad rakhenge to loss recover karna mushkil hoga aur Big lot size setu loss recover Ho bhi nahi sakta aur account he was hota hai slow trade slow volume par hi profit hasil Kiya ja sakta hai
        Dear lot size mian ap ko achi tarha practice karna hogi apnay capital ko daikhna hoga kay ap ka capital kitna hai or ap ny kis lot size ko chose karna hai pehlay ki active lot or new lot jo ap laga rahy hain un sub trade ko mind mai rahkna hoga khas kar money management karna pehlay seekh jao gay tu ap ko lot select karny main masla nahi aye ga nahi tu ap humesha esi mai confuse hoty rahy gay or apni trading main lot size ka chose tab karain jab ap ki tamam trades band ho phir usi hisab se ap select karian.
         
        • #5 Collapse

          Re: what are lot sizes in forex

          Lot size ap kay trading account pay depend karta hai kay ap ka capital kitna hai or usi ki base pay ap trade karty hain 2nd bat yeh ati hai ap ny kitni trades open karni hai or 3rd bat yeh ati hai kay phir ap nay money management kar kay kitna risk involve karna hai apni trading main tu phir aap kudh acha decision lain gy kay ap ki kis trade ko kitny lot ki zarorat hai. yeh sub batain in step se karain gy tu ap ko ik acha lot size chose karny main asani rahy gi.
          • #6 Collapse

            Re: what are lot sizes in forex

            Well bro, Kuch log bare balance pe bhi choti lot use karte hai qk wo kam se kam risk lena pasand karte hai aur kuch log kafi risky trading karte hai aur apne chote account pe bari lot se trade lagate hai, to ye sab hamari apni trading strategy pe depend karta hai.
            • #7 Collapse

              Re: what are lot sizes in forex

              G ap ne bilkul thek kaha hai main ap ko batata hon ke lot size ko ap kese calculate kar sakte hain agar ap risky trading karna chahte hain to ap 100 dollar ke account pe 0.10 ki ka lot size select kar sakte hain lekin is se ap ko profit and loss bohat jaldi ho sakta hai yani profit bhi or loss ke bhi chances 50 50 hote hain.
              • #8 Collapse

                Re: what are lot sizes in forex

                are bhai lot size ka ek size kabhi bhi nahin hota hai ki aapko bataya ja sake ki aap lot size itni rakh lo agar aap apne account ki money management karoge to aapko pata chal jaega ki aap ke account mein kitna balance hai aur aapko kitne size ki trade open karni chahie isliye aap money management karna sikho
                • #9 Collapse

                  Re: what are lot sizes in forex

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shah143 پيغام ديکھيے
                  are bhai lot size ka ek size kabhi bhi nahin hota hai ki aapko bataya ja sake ki aap lot size itni rakh lo agar aap apne account ki money management karoge to aapko pata chal jaega ki aap ke account mein kitna balance hai aur aapko kitne size ki trade open karni chahie isliye aap money management karna sikho
                  Dear Lot size ap ki money management pay depend karta hai lekin upar jo discus kiya geya hai woh quick decision kay leye hai jis se ap apni trading mai asani kay sath chose kar sakty hain kay kis trade ko kitney lot size ki trade lagani cheye or waisy be ap ko quick or analysis ki money management dunu ko alag alag samajana hoga tab ap ko sahi use ka pata chaly ga.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: what are lot sizes in forex

                    ager ap ko zaida calculation nahi ati hai tu bhout simple hai new traders kay leye kay ap ko cheye standard lot jo kay 0.01 ki hoti hai woh use kar lain or sath main ap apny levrage ka use jo hai woh ratio 1:150 ki rahkain.ap zaida lot size jab use karo gy tu ap ko phir apna profit ya loss zaida daikhny ko mily ga. ap koshish karain kay jab be ap apny lot size ko zaida karain gy tu ap ko phir profit or zaida loss daikhny ko mily ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: what are lot sizes in forex

                      most of trader bht jald ameer honey k chakkr mein choty account mein lot size ko increase kr k trading krty hain. jo k achy trader ki nishani hai. aik acha forex trader kbhi bhi choty equity waly account py 0.01 sy upar ki trade nahi leta. mein to ye kehta hn . k forex traders ko 500 dollars waly account py bhi 0.02 sy upar ki trade nahi leni chahiey. hmesha trades leny sy pehly lot size ko confirm chahiey. wrna aksr traders sath aisa hota hai. k wo wo aankhen band kr k trade lga dety hain. jis ka unko bht bara nuksaan hota hai. jis ki wja forex traders ko account wash ka samna krna prta hai. hmesha forex traders ko trades leny sy pehly lot size confirm kr leni chahiey. or koshish krni chahiey. k equity k hisaab sy minimum lot size use krna chahiey. ta nuksaan sy bcha ja sky. or profit gain kia ja sky.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X