Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.
    Dear Members mein koi bohot bara trader to nahin hun lekin jahan tak mene study kiya hey to aap sab ko bhi batata chalun jo yahan par new members jinko yeh nahin pata keh technical analysis kiya htey hein to woh yahan par jan saktey hein..
    Basically jab Market up ya down hoti hey to bohot sarey traders ko yeh pata nahin chalta keh hum trades kahan se lagayen isliye hum technical analysis ke through kisi bhi Currency ke Up Down ka Mutala kartey hein aur Pichley qeemton ke muqabley mein nai keemat ko dekh kar mutala kartey hein aur agar price kisi bhi pichli tareekh ke kisi bhi point par a jati hey to woh zaroor usy point se hi wapas jati hey agar nichey aye to uper jati hey aur agar uper ho to nichey jati hey iske liye hamen barey chart frame ka istamal karna hota he jahan par price Up ya down hui ho to phir usy point par jese hi market ati hey Chahe woh up Point ho Jisko hum Resistance point kehtey hein ya Chahe woh Down point ho jisko hum Support piont kehtey hein Yeh woh pionts hotey hein jahan se market dobara se UP ya Down hoti hey
    "History tends to Repeat itself"
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

    Sir aap ne acchi baat kahi hai hi aur aap dost ka rahe hain lekin technical analysis hamein market ka area find karke dete Hain market kiss points say kis point tak move karegitechnical analysis ameyaa bata sakte hain aur arm support or resistance ko dekh kar selling and buying kar sakte hain market mein stop loss take profit bhi aise hi find Kiya jata hai aur trend bhi
    • #3 Collapse

      Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

      Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay...
      yes sir hum ko as mien aa ker her bar analysis karna hota hai or jab stop loss or take profit lagy hoty hien tu hum as mein aa ker tension free ho jaty hien q k as say hum ko fikr nahi hoti hai or hum ny in o use ker k as mien khud ko big loss say bachana hota hai
      agar hum as mien aa ker stop loss ko use kerty hien tu yeh jab hit hota hai tu hamain as mien extra loss nahi hota hai or hamara account safe rah jata hai or jab hum take profit use kerty hien tu hum as mien aa ker as mie earning hasil ker sakty hien as lye hu ko as mien aa ker bar kam karna hota hai or hamain in say faida hasil karna hota hai.
      or hum her bar as mien aa ker earning bee generate ker sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
        Sir aap ne acchi baat kahi hai hi aur aap dost ka rahe hain lekin technical analysis hamein market ka area find karke dete Hain market kiss points say kis point tak move karegitechnical analysis ameyaa bata sakte hain aur arm support or resistance ko dekh kar selling and buying kar sakte hain market mein stop loss take profit bhi aise hi find Kiya jata hai aur trend bhi
        ji han ap ney beyan tu theek kiya hai lekin dear yad rahkain apny technical analysis mai jis kadar zaida indicator ko involve karain gay or jitny zaida pair involve ho gay tu ap kay technical analysis acha result nai dain gy esleye koshish karain bhout kam indicator ka use karain or apny trading pair 2 se 3 tak mehdood rahkain gy tu ap ko acha result daikhny ko mily ga
        • #5 Collapse

          Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

          Bhai technical analysis mein ek forex trader price ki movement ki study karta hai. Matlab hum is mein historical matlab pichli price ki movement ko dekh ke mojooda trading condition aur price ki potential movement ka determine matlab ta'yun karte hai.
          • #6 Collapse

            Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

            mere bhai mere khayal mein tu technical alliances ho kahan ke Jo hum chahat mein dekhte hain kisi bhi time frame mein kitna time frame mein alag alag candlestick pattern bane hote Hain aur wahan se humne price action ko recognise karna hota hai ki ab mar gayi kya karegi aur candle ki madhur se aur tools ki madad se hum chahat ko analyse karte Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Technical Analysis kiya hotey hein Zaroor Parhen.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
              Bhai technical analysis mein ek forex trader price ki movement ki study karta hai. Matlab hum is mein historical matlab pichli price ki movement ko dekh ke mojooda trading condition aur price ki potential movement ka determine matlab ta'yun karte hai.
              Technical analysis mai jab ap trade karty hain tu ap ko jab tak apny indicator or us ki values pay grip achi nahi hgi tu ap apny analysis ko sahi tarha sy manage nahi kar party hain. ap koshish karian kay jab ap trade karain tu ap apny technical or fundamental analysis dunu ko check karian ap kay analysis jis kadar achy hogy tu ap us kadar us ki values ko achy sy manage krna seekh jaty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X