forex charts analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex charts analysis
    Dear Friends

    Bhout say trader analysis se kafi pareshan rehty hain kay woh kaisay karna hai or kis tarha us ka result check karna hai tu un ko bata do kay forex main jitny analysis ap technical base pay karain gay woh sub forex charts analysis pay hogay means ap kay mt4 main jo chart hai us pay ap analysis karain gy. es kay leye ap ko indicators cheye ho gay jo ap chart pay use kar kay phir bar ki madad se or time frame ki madad se ap un ki setting kar kay result hasil kar sakty hian. es leye traders ko chart ki sari setting b samajna hogi jis se woh asani kay sath apny forex charts analysis ko draw kar sakty hian or apni trades main istamal kar sakty hian

    Apni opinion zaror batay ga

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex charts analysis

    Sir aapne bilkul theek kaha hai main aapki baat itni baat karta hun hamein chahat se Hi technical analysistechnical tool or technical indicator ki madad se chat Ko Dekhkar analyses karne chahi aur candlestick Ko read karna aana chahie is par bhi bahut acchi trading hoti Hai members itna jyada experience hasil karna chahenge waade demo par apne analysis karke practice Karen
    • #3 Collapse

      Re: forex charts analysis

      jab tak ap ko chart ki setting samaj nahi aye gi ap ko nahi pata chaly ga kay kaisy ap nay time frame ko chose karna hai. trend line ko kaisy draw karni hai or kaisy ap apni trades ko manage kar skaty hian or ap kaisy us ko manage karain gy woh ap kar sakain gy. ap ko har tools chart mai use karna ata ho. jab tak ap tools ko sahi se use karain gy tu phir issue nahi aye ga.
       
      • #4 Collapse

        Re: forex charts analysis

        Ji haan bilkul darasal chart analysis itna bhi mushkil nahi hai jitna trader samjh lety haen. Chart ko analyse kerne ke liye knowledge aur experience ka hona bahut zaruri hai. Aur jiss trader ke pass knowledge aur experience ho wo kabhi bhi chart ko analyse kerne mein dar mehsoos nahi kerta.
        • #5 Collapse

          Re: forex charts analysis

          Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye charts ka NHS karna bahut jyada jaruri hai jab tak Ham chart analysis Nahin Karenge tab tak Ham Kamyab Nahin ho sakte Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye chat ka analysis karna bahut jyada jaruri hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki jab tak Ham Forex Mein chart analysis Nahin Karenge tab tak Ham Aage nahin kar sakte Forex Mein Aage badhane ke liye analysis ki bahut jyada jarurat hoti hai aur chat par analysis karne ko technical analysis Karte Hain jisse Ham Ek market ki prediction Lagate Hain Ki market ki direction kya ho sakti hai aur up and down market kaun si direction Mein Ja sakti hai isliye Hamen chart analysis se market ki accuracy Ka Pata lagta hai ki market Karan kya ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: forex charts analysis

            Chart ki setting ap ko sari ati ho. like time frame, candle bar, color, indicators, arrows tools or baqi sub tools us kay ap ko use karna ata ho . yeh sub woh cheezay hain jo ap kay analysis ko sahi tarha se draw karti hai chart pay. ap phir jab analysis indicator or tools ki madad se draw karty hain tu ap ko achi trend line mily gi jis ko ap aghy lay kay barh sakty hain
               
            • #7 Collapse

              Re: forex charts analysis

              Bilkul theek kaha bahut hi zaruri hai. Market ke analysis se Hi aapko pata chalta Hai ki market ka trend kya chal raha hai agar aap market analysis nahin kar sakte to aap is kam mein kamyab Nahin ho sakte. Koi bhi kaam karne se pahle Hamen uska Jada Lena chahie ke vah kaisa rahega aya Hamen Koi hoga ya nahin hoga ya ise Hamen loss hoga. Mera Mann aaya hai ki aap sabko pahle college focus karna chahie aapko study karna chahie k ke forex shots kaise movements karte hain unke indicators ke bare mein aapko knowledge hona chahie tab hi aap is market mein enter kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: forex charts analysis

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Tahseen952 پيغام ديکھيے
                Ji haan bilkul darasal chart analysis itna bhi mushkil nahi hai jitna trader samjh lety haen. Chart ko analyse kerne ke liye knowledge aur experience ka hona bahut zaruri hai. Aur jiss trader ke pass knowledge aur experience ho wo kabhi bhi chart ko analyse kerne mein dar mehsoos nahi kerta.
                Forex kay chart kay analysis ap ko karny hain tu dear apko chart ki setting karna ati ho. ap ko pata ho kay chart ki setting mai time frame kon sa set karna hai. trade kam hours ki lagani hai tu ap ko kon sa time frame acha suit karny wala hai. ap chart ki setting main apny analysis ko sahi draw karny kay leye kon sa indicator ap use karty hain or us ki value ko kaisy set karty hain or un ka use karty hain yeh sub ap ko jab pata ho ga tu ap- asani sy apni trade sy acha profit earn kar sakty hain.
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X