Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?
    Jis taran ham sab members ko knowledge hay k Pakistan main Forex ziada popular nahi hay bohat kam loge is baray main jantay hain aor bohat kam log ab tak Forex trading kar rahay hain jab k others countries main yeh bohat ziada popular hay world main kai business aisay hain jin ko brokers ki madad say hi kia ja sakta hay isi taran Forex bhi hay jisay broker hi kay zariay say kia jata hay mara ap say sawal hay k kia broker kay baghair bhi ham Forex trading kar saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Bahi broker ky bina forex trading market ma kam krnq mumkin nhi hai keun ky market bahot he high liquidity value ky sath hoti hai aor apko aik trade execution ky leay lakho dollars ki zarorat hoti hai jo facilities apko broker provide krta hai aor apko yeh bhi maloom hona chye ky ky broker apko surety aor security from krta hai apko trade execution aor profit withdraw tk ky marshal ma help out krta hai apko guide kia jata hai high capital ko manage bhi krvaya jata hai
    Is leay apko maloom hona chye ky ap log without broker market ma kam nhi kr skty go knowledge aor experience ky leay apko best broker insta forex milta hai ap yahan sy kam kren aor expert bnen
    • #3 Collapse

      Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

      Dear ye possible hi nahi hay key broker key baghir hi trading ki jaye, agar without broker key be trading possible hoti per be traders ko bahot zeyda money invest karna zarori hoti, broker key help se traders ko leverage ki facility mil jati hay es waja se bahot zeyad investment agar na be ki jaye to small investment key base par be trading karna possilbe ho jati hay aur apni investment se zeyda ki earning be possible ho jata hay, leverage size traders trading margin provide kar deta hay es waja se me samjta hon key Forex market me trading karna without broker key kabi be asaan nahi ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

        Dear Jab Forex business ka start howa to broker kabi be traders ko support nahi karty tey app ye be samaj sakty hey key broker tey hi nahi es ka nuksan ye hota ta key agar app kesi be currency ko buy karty tey to app ko investment bahot zeyda karny ki zarorat hoti te, magar jesy hi broker ne investors ko support karna start kia aur trading key ley terminal ki facility provide ki to small investment key base par be traders kesi be currency ko buy karna investors key ley asaan kar dia gia, broker es help karny ki fees investors se charge karty hey aur ye fees bahot hi kam hoti hay hamy brokers ka thanks karna chaye jo key investors ko Forex business me support karty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

          agar broker nahi hain to hum trading nahi kar sakty forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise fix jaga jany ke zarorat nahi hote forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar skty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex ko hum apna professional career be bana sakty hain mary kayal mai insta sy aha koi or brokers nahi hain forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

            No my dear friendz forex trading market ma qpko without broker trading krnq mumkin nhi hai apko chue ky knowledge aor experience ky sath mqrket mq kqm kren air trading ma apko experience aor knowledge sy kam Lena chye
            Sub sy best broker insta forex hai jis ma apko Pakistan forex forumki facility hai jis ma ap acha knowledge aor experience ky sath aa ky bahot achi earning kr skty ho apko trading ky leay apna apnq experience haail krna chye demo account ma mehnat kro bonus account sy trading strt kro achi earning kro aor market ma sub ay zeyada expert bn jao
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

              Forex trading business mein hum trading tab hi kar saktay han jab hum kise broker ko join kartay han aur kise broker k baghair hum market mein in nhi ho saktay aur market mein broker k baghair trading nhi kar saktay forex trading business mein is ki market mein tab hi in ho saktay han jab hum koi bhi broker mein account open kartay han aur us mein investment kar phr hi market mein in ho kar trading kar saktay han broker apne trader ko buht si opportunity daitay han js mein broker ki leverage Hy hum achi leverage use kar k Kam balance se ziada lot size use kar k trading kar saktay han aur ziada profit earn kar saktay han aur ye sab broker se hi hota hy is liye trading k liye broker ka hona zaroori hy
              • #8 Collapse

                Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

                Dear ye atna asan ni hai k ais mai agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais market mai kisi broker k sath hi kaam karna parta hai ais market mai hum ko bahot zayda investment chaye aor pora aik setup chaye jis k baad hum ais market mai kaam kar sakty hai magar ais market mai kaam karny ka asan tareeka ye hai k ais market mai hum agar ais mai kisi broekr k sath kaam karty hai to hum ko ye dekhna chaye k hum ais market mai jab invest karna chaye to hum ko ais mai achy broker par kaam karna chaye agar hum ais market mai fazool broker par kaam kary gay to wo humra loss hi karwaye ga aor hum ko profit banany ni dey ga ais liay hum ko ais market mai achy broker par kaam karna chaye ta k humra account asani se growth kar jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia without brokers Forex trading ki ja sakti hay?

                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading k ley humy broker ki zarorat hoti ha q k broker humy plate form data ha jo humy forex trading market sy connect karta ha jis sy hum trading kar sakty han or ache earning kar sakty han is k ley learning or practice karni lazmi ha is k bagar forex trading both loss ho sakta ha or ho sakta ha ap ka account wash ho jay
                  Forex trading main both sy broker han jo different offer daty han jin k different charges hoty han or different leverage hoti ha or different bounce offer hoti han jin sy hum fayda utha sakty han or ache trading sy ache earning kar sakty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Broker kay bina ap ka trading account direct Forex market mai nahi ho sakta hai. Esleye ap apni pasand ka broker chose kar lain. Broker sy ap jo cheezain note karty hain woh spread, major pairs, pips, leverage, deposit or withdrawal etc cheezain hain jo aik achy broker mai daikhi jati hai. Jab ap ko in sub ka pata hoga tu ap apni trade ko asani sy be kar sakty hain or us sy achi earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X