loss ka dar aur greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ka dar aur greed
    Trading me loss ka dar aur greed 2 different mistakes hoti hey traders es me se 1 hi mistake kar sakta hay, koch traders ko loss ka dar bahot zeyda hota hay aur esy traders se kabi be greed ki mistake nahi ho sakti hay jab key koch traders ko bilkul be loss ka dar nahi hota esy traders se hi greed ki mistake bahot zeyda ho sakti hay, mature aur professional traders es me se koi be mistake nahi karta hay aur traders ki koshish hoti hay key us ko loss ka dar be na hota aur na hi greed traders kar sakty hey, loss tab hi ho sakta hay jab dar dar kar trading ki jaye ya traders jab greed karny lagty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ka dar aur greed

    G han bilkul loss ka dar aur greed 2 different cheezy hey jo key kesi 1 traders me nahi ho sakti hey, traders different types key hoty aur different style se trading karny ki koshish karty hey, koch traders over trading par depend karty hey aur koch traders ko loss ka dar be hota hay aur koch traders bahot zeyda greed be karty hey, me es sab ko traders key mistakes hi samjta hon, greed aur loss ka dar traders ko kamyab hony se rokta hay, trading na to dar dar karna karni chaye aur na hi trading me kabi greed karny ki koshish karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: loss ka dar aur greed

      dear hum sab ko pta ha ye business eik risky business hai is main hume lose ka samna be krna parta ha ur profit ka be is liye phr hume lose se darna nai chaiye ye hum py depends krta ha k hum is main kis tra kam krte hein agr hum is main knowledge hasil kr k kam krein gey tu hum lose se asani se bach sakte hein ur agr hum luck py depend kr k trading krte hein tu phr kafi muskil hota ha is mainkameyab hona kew k is main knowledge experince ur double minded banda hi kameyab ho sakta ha knowledge tu market k liye lazmi hai agr hum is main achi success hasil krna chahte hein tu phr ap is main daily kam krein ur bhagir lalach k is main kam krein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: loss ka dar aur greed

        Dear jab banda ais market mai kaam karta hai to aus time bandy ko ye dekhna chaye k ais market mai hum ne kaam kaisy karna hai aor ais mai lot kitni use karni hai agar hum ais market mai lot zayda use karty hai mean lalch kar k lot zayda lagaty hai to aus mai ho sakta hai k humra loss ho to atna zayda ho jaye k humra account wash ho jaye magar jab hum ais market mai trade lagaty hoye darty hai to aus mai hum ais mai kai dafa achi trades bhi ni lagaty aor ais market mai jin trades se hum acha profit bana sakty hai wo ais mai ni lagaty ais liay hum ko darna ni chaye aor ais market mai koi bhi trade mily wo trade laga leni chaye aor aus k sath take profit aor stop loss laga lena chaye kun k jab hum stop loss use kary gay to humra account safe ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: loss ka dar aur greed

          hamy loss ko avoid karny ky liye dar ko or lalach ko control mai rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai full time he kam kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: loss ka dar aur greed

            G han friend greed or loss ka dar forex m dono chezan hoti han forex aik profitable business hy mgr sath sath ye aik difficult or risky business b hy is m hamy successful hony k liay bot zyada mehnat or ahtiyat ki zrort hoti hy forex m baz log asy hoty han jiny hmasha loss ka dar rahta hy or yahi wja hy k wo lalichi ni hoty lalich kbi b ni krty hmasha soch smj kr trade open krty han phly us sy profit hasil krty han phr agy brhty han or isi tra forex m kuch log asy b hoty han jiny loss ka dar ni hota wo lalichi hoty han hmasha zyada profit hasil krny k chkr m lalich ki waja sy apna loss kr bythty han
            • #7 Collapse

              Re: loss ka dar aur greed

              Assalamu Alaikum aap ne bahut accha Sawal Kiya Hai Yeh Hum Sabko pata hai ki yeh ek risky business hai aur isme Hamein loss Ka Saamna bhi karna padta hai aur profit ka bhi to isliye Hamein loss se drna nai chahi Aap Yahan Par depend karta hai ki hum is Samay Kis Tarah Se kaam karte hain Agar Hum achchi Tarah knowledge Hasil Karke is Mein Kaam Karenge Tu Ham bahut hi aasani Se Har kisam Ke loss Se Bach sakte hai lekin Agar Hum Sirf Apne luck py depend Karke trading Karenge to bahut Mushkil ho jata ha is mein successful honay kay liye Hamare Paas knowledge Ka Hona aur double minded na Hona bahut jaroori hai iske liye Hamein is main Roz trading Karni chahiye aur bagair lalach ky kaam karna chahie is sy hum succesful ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: loss ka dar aur greed

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Re: loss ka dar aur greed<br />G han bilkul loss ka dar aur greed 2 different cheezy hey jo key kesi 1 traders me nahi ho sakti hey, traders different types key hoty aur different style se trading karny ki koshish karty hey, koch traders over trading par depend karty hey aur koch traders ko loss ka dar be hota hay aur koch traders bahot zeyda greed be karty hey, me es sab ko traders key mistakes hi samjta hon, greed aur loss ka dar traders ko kamyab hony se rokta hay, trading na to dar dar karna karni chaye aur na hi trading me kabi greed karny ki koshish karni chaye.
                Forex trading main traders ki nakami ki bari wajohat main say do bari bajohat fear and greed hay yehni ziada profit hasil karnay aor jad ameer bananay ka lalach aor trading main nakami aor loss honay ka dar hain greed traders main us time aata hay jab usay apnay ap pay Forex trading kay hawalay say confidence na ho aor woh confusion ka shikar ho confidence hasil karnay kay liay traders ko chahiay k woh Forex trading ka poori taran knowledge hasil karan aor achi learning kay bad achi taran demo account main Forex trading ki practice karan jab usay mukaml to par yeh yaqeen ho jay k woh ab Forex trading kar sakta hay to phir is kay bad pooray confidence kay sath trading start karay aor loss kay fair say avid karay aor kamyabi kay bad ya pehlay greed bil kul na karay kun k greed main trader lot size bara set kar data hay aor phir experience na honay ki wajah say trade ko sanmbhal nahi sakta aor is taran mistakes honay ki wajah say loss ho jata hay lehaza traders ko in dono chezon say door rehna chahiay ta k kamyabi yaqeni ho sakay
                • #9 Collapse

                  Re: loss ka dar aur greed

                  Forex trading business 1 risky business aur ek profitable business hai Ham Sab traders loss ke dar se aur bahut se traders agreed main Aakar trades Lagate Hain lalach ke dar se bahut jyada traders Ek Se Jyada Laga Dete Hain Jab kheloge ke dar se bahut jyada traders trade Nahin Lagate ya common mistakes Jisko recover karna Har trader ke liye bahut jaruri hai Hamen chahie ki Ham Apna experience knowledge build Karen jisse Ham confidence se trade order lagaen aur apne Dar Ko khatm Karen Kyunki profit ke sath loss bhi hota hai isiliye Hamen Apne Man Ko set Karke Rakhna chahie ki Hamen confidence trade gane chahie aur Har situation ko handle kar ke manage karna hai aur Iske alava bahut jyada traders hai jo ke over trade Laga Dete Hain lalach Mein Aakar Aise traders ko chahie ki vah Apne lalach Ko khatm Karen aur kam profit mein happy Rahe Kyon Ke Jyada profit ki lalach mein Ham Aksar Apna profit Jaya kar dete hain aur bahut heavy loss ka Samna Karte Hain her senior prefer karta hai ki Ham confidence build Karen aur apni lalach ko Dur rakhte Hue Forex trading per kam Karen aur Achcha profit Hasil Karen Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ka dar aur greed

                    Loss ka darr traders ko market mai trading kernay mai bohat mohtaat ker daita hai. Jo traders dartay rehtay hain woh trading kertay huay bohat achay achay moqay zaya bhi ker laitay hain kiyu kay unhain her waqt loss ka darr he rehta hai aisay traders kabhi bhi greed kay chakkar mai nahi partay hain kiyu kay unhain ziada profit ka laalach nahi hota bulkay unhain sirf apnay account balance ki safety ki fikar hoti hai. Ye baat bhi theek hai kay jo traders bay khouf hotay hain woh risk laitay rehtay hain aur risk ki he wajah say unhain bohat faida bhi hota hai aur loss bhi bohat hota hai. Risky traders greed aur tukkay say trading kernay ki ziada koshish kertay hain aur market mai choti say choti aur Bari say Bari movement ko daikhtay he big lot sizes say trades zarur open ker laitay hain. Trading mai na tou bohat ziada ehtiaat kaam aati hai aur na he greed aur bay khoufi say business ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ka dar aur greed

                      Ham Logon Ko market Mein lalach Nahin Karni chahie Agar ham log market Mein lalach Karenge to iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jisse ham log bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut jyada fayda mil sakta hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ka dar aur greed

                        Gee han pehlay hum samjhte the greed boht big loss karta hai ab aap ki post se pata chala k jis main greed and khof dono ho us ka boht zaida danger loss hota hai jis main yeh dono akhathy mistake ho gi samjho wo buri tarah tabah ho sakta ha is liay us ko yeh mistake khatam kar lainy chayie is liay hum ko chayie zaida jazbati nai hona chayie khof ko apna dil se nikal daina chayie
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ka dar aur greed

                          Saathiya nahin karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki aap forex market ko acchi Tarah Se Jaane Kyunki aapko loss Ka Dar hai aapko Jyada loss ki taraf Lekar jata hai aur Agar trading mein aap Lalan karte hain to Lala charger se aapka account was ho sakta hai to isliye sabse pahle Apne account ko manage karna sikhen aur Lal ko Dur Karen Jab aapke andar ki lalach khatm ho jayegi to aap forex market Mein Bada hokar trading kar sakte hain aur Achcha profit hasil kar sakte hain Jab lalach ki vajah se badi badi trade open kar Baithe Hain to uski vajah se aapka account was ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ka dar aur greed

                            Laws ka dudh traders ko market Mein trading karne mein bahut mohtaj kar deta hai Jo traders darte rahte hain vah trading Karte Honge bahut acche acche Mukesh abhi kar lete hain Kyunki unhen Har Waqt loss Ka Dar rahata Hai Aise treaders kabhi bhi Garibi Ke Chakkar Mein Nahin nahin padte hain Kyunki unhen Jyada profit ka lalach Nahin Hota balke unhen sirf Apne account balance ki safety ki fikra rahti hai yah baat bhi theek hai ki jo traders bevkuf hote hain vah risk lete rahte hain aur iski Hi vajah Se unhen bahut fayda bhi hota hai aur loss bhi hota hai Iske treaders Garib aur tukke se trading karne ki Jyada koshish karte hain aur Market Mein Chhoti Si Chhoti aur Badi Si Badi movement ko Dekhte hi Big Lot size se trade Jarur Upar kar lete hain trading Mein Na to bahut jyada Fatehabad kam Ati Hai Aur na hi grid aur bevkufi se business ho sakta hai kya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ka dar aur greed

                              sir i think forex ki market ek bohat hi denger market ha is trading kr ny k liy time dena hota ha forex trading ko to loss se bach sakta ha koi bi baat ye k trading me 99% mery hesab loss ha apko cahye k us waqt trading krna chahye jab market entry dy to trading lgna chahye or profit le k market se nikal jana chahye kahin pher loss na ho jai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X