indicators ki best combination konsi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ki best combination konsi hai?
    Dosto aksar humne sune hai ke single indicator pe relay kar ke hume trading mein acha result nhi milta, aur kam se kam bhi 2 indicators ko sath mein use karna chahiye to ap ki nazar mein konse indicators ko sath mein use karna chahiye, indicators ki best combination konsi hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ki best combination konsi hai?

    Dear indicators woh hoty hain jo ap kay chart pay ap ko trading kay trend ki update karty hain. mera behtreen combination MCAD or RSI kay indicator hai. yeh dunu ka combination mujey trend ko samajny main asani daita hai or main in ki base pay achi trade kar laita ho. ap ko yeh market kay oversold ya overbought honay ka behtreen signal daity hain esleye koshish karian in ka use kya karain apni trading main.
    • #3 Collapse

      Re: indicators ki best combination konsi hai?

      Mere Khyal se indicated ki sabse acchi combination RS indicator hai aap Rs indicated ko 7030 per set kar le upper side ko 70% Karen aur lower side ko 30% Karen Aur inhin Ke ratio ke Darmiyaan Mein trading Karen aur ISI Mein trade lagaen
      • #4 Collapse

        Re: indicators ki best combination konsi hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: RazaShah پيغام ديکھيے

        indicator ka combination karain gytu trend acha mily ga. RSI ko add karain kisi b dosry indicator kay sath tu ap ko acha result mil ga. ap apny indicator jo be ap use karty hai es ko add karain or daikhain ap ko kaisa result milta hi. values time kay sath ap adjust karain gy tu set ho jain gi.
        • #5 Collapse

          Re: indicators ki best combination konsi hai?

          Assalamu Alaikum Forex trading market Mein successful hone ke liye aapko Kabhi Bhi Ek indicator ke upar Intezar nahin karna chahie balki ek second indicator ko istemal karke aapko confirmation jarur le leni chahie agar aap relative strength indicator aur moving average indicator Ek Sath istemal karte hain to aapko Kafi Jyada advantage hota hai aur aap market ke trend ko acchi Tarah understand kar sakte hain ya aapki trading ke liye Kafi Jyada advantage Ka bais ban sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: indicators ki best combination konsi hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: RazaShah پيغام ديکھيے
            Mere Khyal se indicated ki sabse acchi combination RS indicator hai aap Rs indicated ko 7030 per set kar le upper side ko 70% Karen aur lower side ko 30% Karen Aur inhin Ke ratio ke Darmiyaan Mein trading Karen aur ISI Mein trade lagaen
            Dear ap ko cheye kay ap apny indicator mai just RSI ya mcad kisi aik ka use kar lain. ap ko combination nahi karna ata hai tu koi issue nahi hai. ap es sy ap asani sy apni trade ko manage kar lain gy. koshish karain kay jo ap indicator use karty hain us ko practice mai rahkain. ap demo ki account mai jo practice hogi woh us mai karain. indicators ko sahi sy manage karna seekhain gy us kadar ap ko acha result mily ga.

            اب آن لائن

            Working...
            X