Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain
    Dear Forex forum member kya Pakistan mein bhi girls car and motorbike ki driving kar sakti hai hi aur kya Pakistan mein aisa mumkin Hai hamara Islam ijazat deta hai ki girls car and motorbike drive Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
    Dear Forex forum member kya Pakistan mein bhi girls car and motorbike ki driving kar sakti hai hi aur kya Pakistan mein aisa mumkin Hai hamara Islam ijazat deta hai ki girls car and motorbike drive Karen.
    Well bro agar kisi larki ko car driving ati hai to wo q nhi chala sakti hai car! Hamare mulk mein Saudi Arabia ki tarha larkio ki driving pe koe pabandi thori hai. But jaha tak motorbike chalane ki bat hai to wo thori ajeb lagti hai aur mene Pak mein kabhi kisi larki ko bike chalate hue dekha bhi nhi hai.
    • #3 Collapse

      Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

      Girls ko car ya bike dena chaye ager islam ne ijazat dya ho tu...
      Dusri bat ye kay in ko bike yar car de kar ye bi zehan main beta lay kay aik du bando ki jan tu zarur lay gi😄
      • #4 Collapse

        Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
        Dear Forex forum member kya Pakistan mein bhi girls car and motorbike ki driving kar sakti hai hi aur kya Pakistan mein aisa mumkin Hai hamara Islam ijazat deta hai ki girls car and motorbike drive Karen.
        Bhai mere lihaz se to larkia ke car chalane mein koe masla nhi hai, in fact hum sab ko driving sekhni chahiye qk kabhi bhi kisi emergency mein chalani par jae to kisi ki muhtaji na ho. Aur mere khayal se to Islam mein bhi car chalane pe masla nhi hoga agar ap ko bilkul Islam ko follow karna hai to kisi mufti se jake bat kare to wo ap ko ache se guide kar sake ge.
        • #5 Collapse

          Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

          my dears friends
          app ki bat thk umeed karta ho kay app sab thk ho gay ji ajj kay dor ma y asab common ha or ab kay dor ma womens ko mukmal tor par sab kaam karny ki ijazat ha jo aik ahm person karta ha or ab womens bi moterbike or cars ko drive kar rahy ha kyu kay bot sary womens jo ha who bot bardy bardy job par kaam kar rahy ha or in ko apny office tak jany kay lyia ksi bi bike ya car ki zrorat hoty ha is lyia who ksi bi driver ko rakhny say bater ha who kud drive karty ha or apni marzi say jaha jay ja sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

            Girls larkon ke mukabale m zayada active nahi hoti hn kew ke driving ke liye road sense hona sub se zayada zarori ha isi liye larkiyo m itna zayada knowledge nahi hota ha aor na practice hoti ha roads pe car ya bike chalne ki jab ke boys in ke mukabale m active hote hn jese girls ghsr ke kam m active hoti hn ye humare mashre ke kuch asool hn jin pe chal ke hum usi m dhal gae hn laken majbori ke tehat to larka larki ke kak aor larki larke ke kam ker sakti ha to larki bi car chala sakti ha aor chala bi rahi hn bohat si girls but aksar rush wali jaga pe wo puzzle ho jati hn
            • #7 Collapse

              Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

              Assalamu Alaikum dear Forex forum member Girl b bike aur motorcycle Chala sakti hai Magar usse pahle chahie ke girls Auto or motorcycle seekh Le aur lesseins mil jaaye tab usky baad giels ko auto or bike chalana chahie
              Aur girls ko bike aur auto tab chalana chahie Jab Ke a Islam mein Main Ijazat Ho Agar Islam mein Main Girl Ko bike aur auto car chalana Ijazat Nahin Hai hi to girl Ko bike aur auto Nahin chalana chahie Kyon Ke a jab Islam Mein Jis chij Ka Inkar hota hai yah ijaajat Nahin Milta wo chij haram Ho Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

                Other countries me na siraf motorcycle chalti hey ye car be drive karti hey aur Pakistan me girls key ley agar motorcycle chalana agar mushkil hay magar car zaror drive karti hey, agar confidence ho to girls key ley motorcycle ya car drive karna bahot hi asaan ho jata hay confidence ki kami ki waja se girls na to motorcycle chalany me mushkil feel karti hey car drive karny me un ko mushkil ka hi samna hota hay, girls ko chaye key pehly to wo kesi achy driving school se car dirive karna learn karen jaha par girls ko car drive karny ki bahot hi achi prctice be karwai jati hay es key bad agar khud hi car khareed le jaye to car drive karny me bahot asani ho jati hay, girls ko confidence hona chaye es key baghir motorcycle ya per car drive karna mushkil hay, motorcycle ya car drive karny me koi mushkil nahi hoti ha es ko asani se drive key ja sakty hey agar male ya female ko driving karna achi tarha ata ho aur traffic rules ko be follow kar key driveing ki ja sakti ho to mery khayal me girls key ley na to motorcycle chalany me pareshani honi chaye aur na hi car drive karny me koi be ho car driving use key ley asaan kam ho sakta hay traffic rules ko mad e nazar rakty howy es ki achi learning karna zarori hay aur practice karna be bahot hi important hota hay es key baghir easily car drive nahi kia ja sakta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Girls bhi car or motorbike drive kar sakti hain

                  Dear Member apny Women Empowerment k liay Acha Review Share kia hay.
                  G han Bilkul Girls b Garia aur Motorcycle Chala skti hain.
                  Hmaray Han Pakistan main buhat c Khawateen apni Gari khud chalati hain, is say unhain Job pr anay jany ki asaani ho jati hay. Even agr unho nay apni family k sath travel krna ho tiu wo Nihayt asaani say drive kr ky lay jaati hay.
                  Pakistan main MotarBike Chalany main Larkio ka Rujhan buhat kam dhaika gya hay laikn phr b Buhat say Shokeen Khawateen 125 Chalati dhaiki gai hain, aur Students ko Scotie Chalatay dhaika gya hy.
                  Scoootie chalana buhat e asaan hay ye especially Larkio aur Aged logo ky liay e design ko gai hay.
                  Dosry Mumalik kain Students aur Office workers Maximum e ye Scotie istemal krti hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X