Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey
    Forex trading business me agar app emotions aur greed ko kamyab kar sakty hey to app es business me kamyab traders hey, professional traders ko greed aur emotions ko control karny key base par hi success milti hay es ley zarori ye hay key ham be apni trading me greed ko be control karen aur sath me emotions ko be control karny me kamyab ho jaye, jo traders emotions aur greed ko control karny ki demo account me trading practice karta hay esa trader kabi be Forex business me fail nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

    G ha dear ye to bahot hi zarori hai k agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai greed aor apny emotion par control karna ho ga kun k jab hum ais market mai greedy ho jaty hai aor ais mai lot bari use kar dety hai to aus time hum ais market mai apna loss hi karty hai magar jab hum ais market mai ghalti se loss karty hai aor aus k baad emotional ho jaty hai to hum ais mai zayda bari lot lagaty hai aor loss ko recover karny k liay agar market aus time humry opposite jati hai to humra account wash ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai kabi bhi emotional ni hona chaye ais market mai aram sakoon se kaam karna chaye ais market mai hum greed ko control kar k kaam kary aor emotional par control rakh k kaam kar sakty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

      Dear friend ji Hame Aap Ki Baat se 200% agri Karta Hoon Kyunki Forex Aisa business hai Jisme in agar aap Forex Main Apne emotion ko control kar lete hain aur apni lalach ko Dur kar dete Hain To aap bahut hi acchi earning kar sakte hain Kyunki Forex main lalaj ke bagair agar aap kaam Karen tabhi aap Kamyab ho sakte hain Kyunki Illallah ki vajah se aap Forex mein badi badi lot Laga Dete Hain aur kam balance hone ki vajah se apne account ko wash Karva bechte Hain isliye Forex Mein Sawar ke saath kaam Karen Taka aap ko achi se achi earning ho aur aap apni life ko change kar sake isliye Hamesha Kamyab earning ke liye Forex experience Ka Hona bahut jaroori hai
       
      • #4 Collapse

        Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hamy bot c saholyat frahm krta hy or ye hmary liay bot bara profitable business hy is liay is m jitna zyada ho sky kam kr k profit hasil karan ham kisi bi kam m greed karty han to kbi b successful ni ho sakty isi tahra forex m b agr ham apny emotions or greed ko control kr lyty han to ham aik successful trader ban jaty han agr ham trading krty hoay jald bazi sy kam krty han chahty han k jaldi sy Ameer ban jain to ye namumkin hy ye hmara lalich hota hy jo k hamy khrb kr dyta hy hamy kbi agy ni bahrny ni dyta is liay hmari koshish honi chaiy k ham apny emotions ko control m rakhan or greed sy bach kr trading karan
        • #5 Collapse

          Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

          good to see your confidence keep it up
          • #6 Collapse

            Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

            Forex trading business mai greed aur emotions mill kay traders ka bohat nuqsaan kertay hain. jab koi trade profit mai chali jaati hai tou greed aur lalaach ki wajah say ziada profit kay chakkar mai parr kay apna profit bhi zaya ker laitay hain aur phir loss bhi ker laitay hain. traders ko apnay emotions aur greed ko control kerna zaroor seekhna chaiye kiyu kay trader ki kaamyabi mai inn ka bohat eham kirdaar hai. Professional traders kabhi bhi emotions aur greed kay trap mai nahi atey hain. Jiss ki wajah say bohat ziada kaamyab hotay hain. Jo traders apnay greed aur emotions pay qaabu nahi paa saktay wo forex mai successful bhi nahi ho saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex trading business me agar app emotions aur greed ko kamyab kar sakty hey to app es business me kamyab traders hey, professional traders ko greed aur emotions ko control karny key base par hi success milti hay es ley zarori ye hay key ham be apni trading me greed ko be control karen aur sath me emotions ko be control karny me kamyab ho jaye, jo traders emotions aur greed ko control karny ki demo account me trading practice karta hay esa trader kabi be Forex business me fail nahi ho sakta hay.
              Assam Alaikum Ji Bhajan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Hamare sabse bada Dushman emotion aur Lala Chhoti hai agar Ham ine donon chijon Ko Apne Andar Se khatm kar den To Ham Ek successful trader Ban sakte hain Kyunki Hamesha hi Jab Ham lalach Karte Hain tab hi Hamare account Khali hote hain aur yah lalach Hamare emotions ki vajah Se Hoti Hai isliye emotion control karna bahut jyada jaruri hai tab hi Forex trading Kaise critical Business mein kamyabi milati hai
              • #8 Collapse

                Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                Jo trader greed nahi karta aur greed ko control kar sakta hay aur sath me trading me kabi emotional be nahi hota to esy trader ko ham kamyab hi samaj sakty hey, traders key fail hony ki sab se biggest yahi 2 wajoohat hoti hay greed aur emotions,

                small profit be agar hota hay to traders ko greed nahi karna chaye market me next hours me kia ho sakta hay traders ko es ka andaza be hona chaye aur risk factor key bary me information be traders ko honi chaye, traders kesi waja se hi kamyab hoty hey aur yahi 2 qualities hoti hey jes ki waja se bahot asani se traders ko kamyabi mil sakti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                  g han bhai jan aghr hum apni trading k waqt apny emotions ko control kar skty hain or greed ko ap control rakhty hain tu ap trdaing main kamyb ho skty hain q k ayh donu factors he apko loss krwa dety hain q k yah factors main humari galtiun k chances zyda hoty hain jis main risk bhi zyda hota hai or hmain tab he loss hota hai tu hmaisha apni trdaing main aghr kamyb hona chahty hain tu kbhi bhi jald bazi main apni trdaing ka faisa na kare jub apjald bazi main trdaing karty hain tab he ap galtia karty hain apko loss bhi tab he hota hai jub ap apny eotions par control nahi rakh paty or jald abzi main yah kosish karty hain k hmain aik he trade main boht zyda sara profit mil jay tu kbhi bhi apni trading ayse na akren
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                    Forex trading main lalich or apny jazbaat ko control Karna both muskal ha jo bi lalich or jazbat ko control karta ha wo forex trading main kamyab ho sakta ha lalich or jazbaat ko control karny ka best hal ha k ap forex trading main maximum practice karny learning karny jtna humary pass knowledge or experience ho ga utny hum lalich or jazbaat sy door raheny gy q k humy pata ho ga k humy yahan loss ho ga agr hum lalich ya jazbaat main aa k trading karty han is ley maximum practice or learning k bad trading karny ta k ap lalich or jazbaat ko easily control kar sakeny
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                      Greed or emotion ko control karne he to muskhil hoata he isle hum ko yaha pe mehnat se kam karna hoga or lalach se bach ke kam karna hoga ke ku jo log yaha pe mehnat karte hen un ko yaha pe ache income kamane ka moka milta he or wo yaha maze se ache income kama lete hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                        is baat main koi shak nai hay k agar ham markeet ko samjh kr kaam karain aur har us bay tukki trades k lainay say avoid karain to ham markeet say acha kuch earn kr saktay hain laikin aisa kehna bahut he asaan hay aur krna bahut he mushkil hay q k jub ham markeet main enter nai hotay hain aur haamray pass koi real invest nai hoty hay to hamara mined kuch aur hota hay aur jub ham is main apni invest say kaam krtay hain to hamko hamaray emotions pay control rakhna bahut he mushkil ho jata hay aur ham har wo aisa kaam krtay hain jis say hamko lose hona he hota hay agar ham in pay kabhoo paa laitay hain to ham yeh samjh saktay hain k ham markeet main kamyaab hain aur achay traders bhi hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                          Gee han forex main trader ki asal kamyabi ki wajah emotion and greed ko control karnay main hai sath main nazamo zabat k sath trading karnay main hai forex trading ek emotional trading kehtlaty hai agar aap k jazbaty zaita hote hai aap ko pata hi nai jazbat kitnay khatar nak hote hai jab kisi k loss hota hai wo jazbat se bahar hota hai jab k forex main chote mote loss b zaida jazat par ubhar daite hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                            Forex trading mein laalach aur apne Jazbaat ko control karna bahut Mushkil Hai Jo bhi laalach aur Jazbaat ko control karta Hai vah Forex trading Mein Kamyab ho sakta hai laalach aur Jazbaat ko control karne ka best hal hai ki aap freqs Forex trading mein maximum practic karne larning karne Jitna hamare pass knowledge aur experience Hoga utna hi Ham lalach Se Dur Ho Sakenge aur jajbat se bhi Dur Ho Sakenge
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar app emotions aur greed ko control kar sakty hey to app kamyab hey

                              g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main hmain loss tab he hota hai jub hum apny emotions par control nahi rakh skty hain tu kbhi bhi kamybhi nahi mil skti hai un ko es liye apko aghr forex main kamyab hona hai tu apny emotions par control rakh kar kam krna hoga jis se apko forex main achi trading karny ka bhi moka milta hai or ap aik achy trador bhi bna jaty hain forex main jub ap trading karty hain tu ap jald bazi main bhi trading karty hain os se bhi boht loss hony k chnaces hoty hain tu hmaisha apko soch msjh kar trading karni hogi jis se ap kamyab trading bhi kar skty hain sth main apko loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain hmaisha apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X