At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?
    Forex trading me agar at a time bahot zeyda trades open key jaye to ye possible hi nahi key traders risk ko manage karny me kamyab ho jaye, Risk management key ley zarori hay key at a time 1 se zeyda trades ko open na key jaye aur sath me lot size ki selection be fix base par honi zarori hay, agar lot size be fix na ho to ghir zarori risk ko avoid karny me traders ko mushkil ho sakti hay, traders ka profit aur loss us ki risk management par hi depend karti hay, agar trading me risk management strategy hi na ho to loss ko control karna possible nahi hota hay es key ley lot size be kam set karny chaye aur sath me trades me zeyda open nahi karny chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

    At a time agar 1 se zeyda trades open karny ki koshish ki jaye to traders risk ko control karny me 1 to kamyab nahi ho sakty hey us ki trading performance me be ezafa nahi ho saky ga, traders ko hamesha 1 hi trade open karny ki koshish karni chaye, risk management ka 1 hi rule hona chaye key aur wo hay key at a time 1 hi trade ko open kia jaye, bahot zeyda trades open karny me risk factor me ezafa ho sakta hay, risk ko control agar kia ja sakta hay to es key ley zarori hay key wo 1 se zeyda trades kabi be open na kia jaye.
    • #3 Collapse

      Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

      Members of Pakistan Forex forum Asalam.o.alikum bhai jan apko ma yeh btana chahta hun ky agr apky pas capital amount hai to apko trades ko phr bhi manage kr ky aor minimum lot size selection krni chye qor stoploss aor take profit lgana chye scalping ky leay ap maximI'm lot size use kro lkn us ky leay zarori hai support qor resistance aor apko confidence ho aor information qor analysis perfect ho apko market ma jitna ho sky kam risk ya management wala risk lena chue ta ky apko bahot zeyada preshani ka smna na krnq pary aor na he apka account wash ho jay
      Trading ma management policy use kro aor traders sy mashvry lety raho ta ky apko forex trading ki aysta aysta smjh bhi ajay qor ap expert bhi bn jao
      • #4 Collapse

        Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

        Agr apky pas acha capital hai to apko aoni strategy ky hisab sy fifty percent risk lena chye aor is hisab sy account ko manage krna chye ky agr apko aik din ma market ky move krny sy account ohns na jay ya wash na ho wesy ma apko sub ko yehi recommend kro ga ka kabi bhi stoploss ky bins trading nhi kren forex trading ma apko market ma aik to trend ko nhi chorna chye dosra aoko aik dosry ko acha guide krna chye aor dosrin sy mashvra zaroori krni chye jub tk apko market ma confidence na ho to apko market ma trading ky leay market mehnat sy smjhna chue ji market ko uodate ky hisab sy smjh ly whi yahan kamyabi hasil kr pata hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

          Dear ye to depend karta hai k ap ki trading strategy kaisi hai aor ap ais market mai kitni investment k sath kaam kar rahy hai agar ap k pass account bara hai aor ap ais market mai aik time mai zayda trades lagana chaty hai to ap ko koi masla ni hota ap trades asani se hold rakh sakty hai magar jab ap k pass account chota ho aor ap ais market mai koi 2,3 trades laga lety hai to aus k baad ap ais market mai ho sakta hai k trades ko hold na rakh saky aor apna account wash kar ley ais liay agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai apny account aor apny plan k hisab se trades open karni chaye agar hum ais market mai zayda trades lagaty hai to humra account mai risk zayda ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Forex trading me agar at a time bahot zeyda trades open key jaye to ye possible hi nahi key traders risk ko manage karny me kamyab ho jaye, Risk management key ley zarori hay key at a time 1 se zeyda trades ko open na key jaye aur sath me lot size ki selection be fix base par honi zarori hay, agar lot size be fix na ho to ghir zarori risk ko avoid karny me traders ko mushkil ho sakti hay, traders ka profit aur loss us ki risk management par hi depend karti hay, agar trading me risk management strategy hi na ho to loss ko control karna possible nahi hota hay es key ley lot size be kam set karny chaye aur sath me trades me zeyda open nahi karny chaye.
            Dear friend ap ny both acha question kea ha hum log forex trading main bari lots use karty han ya phr both ziada trade aik sath open kar laty han jin ko mange ni kar sakty han isi waja sy loss hota ha or humy loss sy bachana chae ha or aik waqat main ziada trade open ni karni chae han or na he aik bari lots sy trade open karni chae ha is ley humy proper money management sy trading karni chae ha jis main risk bi na ho or humy ache earning bi ho jay is ley humy wait karna chae ha or analysis k bad trade open karni chae ha
            • #7 Collapse

              Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

              Forex trading business mai bohat kaamyab aur expert traders hamesha ye advice kertay hain kay aik waqt mai aik trade open karain usay open kernay say pehlay poora work karain takay wo trade profit dey kay ajey. Lot size acha rakhain jiss say account balance bhi safe rahey aur saath saath free margin bhi in hand ho takay agar koi achi move mill jaey tou short term trading kay liye margin mojud ho. aik trade open ekr kay traders bohat relax rehtay hain kiyu kay aik trader ko watch kerna uss kay barey mai signals aur strategy banana bohat asaan hota hai. Aik say ziada tarde open kernay say traders ko bohat mushkilaat aati hain jin say bachna mushkil ho jata hai. risk free trading kerni hoto aik waqt mai aik tarde he karain. 100% profit laina hai matlab sub trades mai profit laina hai tou bhi aik waqt mai aik he trade open karain
              • #8 Collapse

                Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                App ka yeh question ke, aik he time ketny trades open karny chaye aur lot size kitne hona chaiye kafi complicated question hai kion ke iss mai bohot saray factors involve hain jin ka pata hony ke baad he traders iss qabil hoty han ke woh apni trading mai number of traders aur lot size ke selection kay baray mai faislay kar sakin.

                Number of traders bohot he ziada nai hona chaiye kion ke bohot ziada trades ko manage karna mushkil ho jata hai aur dosra yeh traders kay liye confusion ka sabab ban sakti hain.
                • #9 Collapse

                  Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                  Dear member aap ne Ek Achcha Sawal poocha hai ki Hamen Apne trading account mein aik time Kitni activ trades rakhni chahiy aur Un ka lot size kya hona chahiy, to main apne chote se experience ke mutabik ka aap ko advice karun ga ki Jab Bhi aap trade Lagana Chahe Tu koshish karen Ek Waqt Mein Ek Hi trade place Karen. Trade Lagane se pahle aap market ko acchi Tarah watch kar le aur koshish karen Jab market ki movement fast Hoti hy to us waqat trend clear ho ga to aap trend clear hone ke bad trade place Karen. 12:00 Baje ke bad Se Lekar 4 baje tak market bahut pass hoti hai Isi main market Apna trend clear karti hai aap ke liye Yahi time bahut Achcha Ho ga jis mein aap trade Karen aur smaller lot size mein trade karen to aap ke liye zyada munafa baksh ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                    Assalamu Alaikum dear Forex number Ji Haan Main Ek Waqt Mein ektrit Lagani sabse best hoti hai agar Hamen accelerate bataenge To Hamara Dhyan hat jata hai aur Hamen lost ho sakta hai isliye Ek Waqt Ne ek hi trade best hai aur loot Sahi Samay chahie ke kam se kam set Karen aur Jyada loot size sirf set Karen Agar aapko hundred percent confirm hai usne bhi bahut jyada over confidence hokar bahut jyada load chat karna bhi Khatre Ki alamat Hai Jo ke Hamen Ek bahut bade log ki taraf le kar Jati Hai Ishwar se medium size ki loot chat karna sabse best hota hai agar tab vah bhi sirf ke Agar aapke pass Achcha experience and knowledge ke mutabik aap hundred percent confirm hai ki aapko profit hoga tab is Is Tarah Se trading Karke aap balance trading kar sakte hain aur aap Logon Se Ban sakte hain agar aap set Karenge to aapko launch hone ke chances utna hi jyada ho Jaenge se kam Karen aur ek time mein ek hi trade lagaen Is Tarah Se kaam karke aap ek acchi aur best trading kar sakte hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                      Gee han ek time boht zaida trade open karna risk ko manage karnay main mushkal paisa karny hai is main zaida trade ka matlab yeh hai k aap apny invest se zaida trade and lot open kar lo yeh galt tarika hai trading ka apny investment calculator k hisab se 5 trade advance bacha kar rakhny chayie ya 10trade bacha kar rakhny chayie jab trade phansay phir new trade se risk ko manage kya jay sake
                      • #12 Collapse

                        Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                        Dear member aapane kaksha Sawal poochha hai ki Hamen Apne apni trading account mein ek time Kitni activtrades rakhni chahie aur Unka lot size kya hona chahie To Hamen to main aapane Chor se experience ka mutabik aapko advance Karunga Ke Jab Bhi aap train Lagana Chahte Hain To koshish Karenge 1 market Mein Ek Hi tradeplus Karen isase aapko bahut jyada fayda Hoga aur Hamen large bhi nahin hoga jo badal mein pad Jata Hai vah Kamyab Nahin ho sakta Hamen lalach nikal kar Sabar se kam karna chahie aur ek train Lagani chahie aur acche planning Karni chahie acchi planning Karenge tab trading Karen To Ham Kamyab ho sakte hain Jab Ham Kamyab Honge To Hamen Achcha bonus milega aur ismein Vahi Bada Kamyab ho sakta hai jo acchi posting karta hai aur uski posting ki line bhi bahut jyada Hoti Hai To frocks members ko chahie ki acchi posting Karen aur line bhi acchi Rakhe aur ek ek lafz ko Dekhen sake Ham Kamyab ho sake
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: At a time ketny trades open karny chaye aur lot size ki selection kia honi chaye?

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main humy apny account k mutabiq trading karni chae ha jtna humara account ho humy us k mutabiq trade lots size select karna chae ha means agr humara account 100 dollars ka ha to humy chae ha k hum 0.01 lots size ki 2 sy 3 trade aik time main open Kar saky han is sy ziada trade open na karny or na he lots size ziada rakheny warna humara account risk main ho ga or humy loss ziada ho sakta ha is ley jase jase account bara ho to hum lots size bara Kar sakty han or aik time main trade ki taadaat bi ziada rakh sakty han par jab apny account sy bari lots size or taadaat bari rakh sakty han par jtni bari lots size select karny gy to humara account risk main ho ga or humy ziada loss bi ho sakta ha is ley humy ziada bari lots size Ni select karna chae ha warna humy ziada loss ho sakta ha is ley humy small lots sy trading karni chae ha or ap trade ki taadaat ziada bi Kar sakty han aik time main par lots size ziada na karny aik trade ka jtna ziada lots size ho ga us main risk utna he ziada hota ha is ley humy risk sy bachna ho ga or proper money management or risk management sy trading karni ho ge ta k humy loss na ho or hum easily successful ho saken gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X