Jaiza: capital aur equity me difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: capital aur equity me difference
    Account key capital aur equity me bahot zeyda difference hota hay es ko samjna be bahot hi important hay, new traders capital aur equity ko same hi samjty hey es key ley bary me discus karna bahot zarori hay,

    Capital: account capital investors key total account balance ko kehty hey, investors jetna be deposit karty hey ya trading me jetna be profit/loss karty hey ye traders ka capital hota hay.

    Equity: Traders open karny key bad equity same nahi hoti aur profit/loss ki waja se es me changing ati rehti hay es ki waja ye hoti hay key hamy agar profit ho raha hota hay to hamari equity par es ka effect hota hay jab tak trades ko ham close nahi karty es profit/loss ka effect hamary account capital par nahi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: capital aur equity me difference

    Dear forex trading forum members and friends Asalam.o.alikum forex forum fellows Pakistan forex forum ma apko bahot dafa btaya ja chuka hai ky equity aor capital ma kya farq hai capital apka wo balance hota hai jo ap bonus hasil krty ho ya ap khud sy deposit krty ho jub ky equity apki trade lgany ki option remainin money hoti hai agr ap koi trade execution krty ho to remainin opportunity for trade ko equity kaha jata hai
    Dear forum members forex trading na he bahot asan hai na he bahot zeyada complicated hai is ma apko step by step guidance experience knowledge aor skills ky sath agy behn chue qor market ma jis chez ki apko understanding na ho rahi ho pehly uska experiment demo account ma kr leay kro is sy apko bahot faida ho ga aor apko kam sy kam loss ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: capital aur equity me difference

      asslam o alikam dear hamre paas jitna balance hoga tu os k hisab se hum capital use kr sakte hein capital hume zada use nai krna chaiye agr hum small account se big capital use krein gey tu hume lose ho sakta ha is liye lose se bachne k liye hume small capital ka use krna chaiye zada capital se hum hume account ko wash kr sakte hein agr hum is main bonas account main kam krte hein tu ap ko chaiye k ap is main apne bonas account ko save rekhy agr hamra bonas account save hoga tu hum is main aram se mont main achi money earn kr sakte hein jitni zada hum is main menat krte hein hume utna hi faida hota ha is main eran krne ka
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: capital aur equity me difference

        dear Dekha J2 Jaane Tu K capital basically sarmaya Kari hoti hai isliye aap Jitna Bhi Nawaz karna chahte hain hua aapko Ek Andaaz ke mutabik jitni bhi aapki investment Ho usko aap capital bolte hain aur jab aap use investment ko Apne account me deposit kar lete hain to Uske bad aapke account ka Jitna balance backup hota hai usko equity bolte hain ki aap ke account mein trade lagne ke bad Baki Jo balance bachta hai usko equity Kaha jata hai aur basically Tor par jitni investment aap total karte hain usko capital Kaha jata hai isliye investment main aapko Jyada Se Jyada kaam karna chahi Kyon Ki jitni achi investment Hogi utna hi achha aap profit Hasil kar sakte hain Kyunki for Aisa work Hai Jisme Itni achi investment Hogi Itni he fast aur achi earning kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: capital aur equity me difference

          G han account capital aur equity ko kabi be 1 nahi samjna chaye account key capital aur equity me bahot zeyda difference hota hay jes ko samjna bahot hi zarori hay, account capital wo hota hay jo ham ne amount deposit ki hoti hay aur capital tak tak kam ya zeyda nahi ho sakta jab tak ham ne trade close nahi ki hoti, aur equity wo hoti hay jab ham trade open kar lety hey to capital hamary loss ki waja se kam ho sakta hay aur trade me agar profit ho jaye to ye equity increase ho jati hay, account capital ko ham account balance ka name be de sakty hey jab key equity ko ham account balance nahi samaj sakty, trade open karny key sath hi equity me changing ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: capital aur equity me difference

            Dear jab hum ais market mai investment karty hai aor ais mai koi trade open ni karty to aus time humra capital aor equity same hoti hai magar jab hum apny account par trades laga dety hai aor humri kuch trades profit mai chali jati hai to aus time humra balance atna hi rehta hai jab tak hum aus trade ko close na kary agar hum ais mai trade close karty hai to aus time balance zayda ho jat hai magar aus se phly humry pass jitni equity show ho rahe hoti hai wo humra profit add kar k show ho rahe hoti hai ais liay jo ap ki running trades k sath ap k account ki condition hoti hai wo ap ki equity hoti hai aor ye hi asli ap ka account hota hai agar ap k account ki equity kam ho jati hai to ap ka account wash ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: capital aur equity me difference

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Account key capital aur equity me bahot zeyda difference hota hay es ko samjna be bahot hi important hay, new traders capital aur equity ko same hi samjty hey es key ley bary me discus karna bahot zarori hay,

              Capital: account capital investors key total account balance ko kehty hey, investors jetna be deposit karty hey ya trading me jetna be profit/loss karty hey ye traders ka capital hota hay.

              Equity: Traders open karny key bad equity same nahi hoti aur profit/loss ki waja se es me changing ati rehti hay es ki waja ye hoti hay key hamy agar profit ho raha hota hay to hamari equity par es ka effect hota hay jab tak trades ko ham close nahi karty es profit/loss ka effect hamary account capital par nahi hota.
              Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humary account ka total balance Jo hota ha us ko capital kehty han or equity ap current chalti hue hue trade main total loss profit count kar k jo balance banata ha is ko equity kehty han
              Forex market main humy apny capital or apny equity ko dakh k trading karni chae ha jtna bi account balance ho humy us k hessab sy trading karni chae ha jtna humy profit ho ga utna he account equity ziada ho ge or jab trade close karny gy tab he account balance ziada ho ga jab tak trade close ni hoti ha tab tak balance same he rehta ha or equity change hoti rehti ha is ley humy proper analysis or proper knowledge or experience ko hasil kar k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: capital aur equity me difference

                Capital and equity.
                Dear members capital and equity ka hamare trading account se hota hai Ham un ko alag alag discuss karen ge takay tamam traders ki samajh mein aasani se a jaaye. capital se Murad yah hai ki aapke trading account mein total jitna bhi amount hota hai usko trading account ka capital kaha jata hai. capital aapke account mein ek waqt ke andar ek hi hota hai aur fix hota Hai. Secondly Ham agar baat Karen equity ki tu us se Murad ya hoti hai Jab hamare trading account mein koi active trade hoti Hai to use Waqat capital to same rahata hai lekin equity profit yah loss ki Surat mein increase or decrease hoti rahti hai jab tak aap ki trade close nahin ho gi aap ki equity badhati ja kam hoti rahe gi lekin Jab trade close ho jaye gi to woh aap ka capital ban jaega.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: capital aur equity me difference

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main jab ham new hoty han to hamy forex trading k sath apny account ki b zyada smj ni hoti k hmary account m balance kya hy margin level kya hy or aquity kya hy hamy chaiy k ham phly forum join kr k in chezon k mutabiq achy sy jan lan jis sy unan trading karny m b asani ho forex trading main capital wo hota hy jo ham ny investment ki hoe hoti hy or jo hmari trade profit ya loss m jati hy wo sara hmary capital m shamil hota hy isi tra aquity wo hoti hy jo hmary trade open karny k bd profit or loss k hesab sy chlti hy or change hoti rahti hy trade open karny sy hmara capital to same hi rahta hy mgr hmari aquity change hoti rahti hy ye hmara capital or aquity hoti hy hmara in k mutaliq janna bot zrori hota hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: capital aur equity me difference

                    forex aik legal business hain hum is mai live caht kar sakaty hain hum is mai capital invest kar ky acha munfa kama sakty hain hamy mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain ir hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kaam kr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban cuka hain forex aik wasee business hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international or unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X