same time me ketny orders open karny chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    same time me ketny orders open karny chaye?
    Agar trading me risk ko manage karny ki koshish ki jaye to at a time 1 hi order place karna zarori hay agar ham unlimited orders place karny ki koshish karen gey to hamari ye trading ki strategy fail be ho sakti hay aur bahot zeyda loss ki waja se account wash be ho sakta hay, agar 1 trade open kia jaye to hamari ye strategy agar fail be ho jaye to small loss ki waja se ham es ki recovery bahot asani se kar sakty hey, trading ki strategy esi honi chaye key es me risk management ka khas khayal raka hay, traders ka main maqsad hi risk factor ko kam karna hona chaye, agar risk factor ka khayal na raka jaye aur same time me unlimited orders place kar dety jaye to loss ko handle karna bahot mushkil ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: same time me ketny orders open karny chaye?

    forex mai hum order palce kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum aik time mai aik order palce kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky km kary gy to hmy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international busienss hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busines hain
    • #3 Collapse

      Re: same time me ketny orders open karny chaye?

      forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy is mai expert banny mai bohat dar lagte hain hamy expert bannny ky bad aik trade aik waakt mai place karne ho ge pher he forex hamy acha bonus dy ga agar hum lalachi ban ky aik time mai zada sy zda trade laga dy gy to hamara nuqsan ho jy ga hamara balanace zaya ho ga is hamara apne he balm ho ga forex aik online business hain is mai hum apny boss ap hain is jasa koi or business nahi hain agar hum koi job nahi hoty to hamy forex ko join karna chahey pher he hum pasia kama saky gy hum isy apna life tiem career banana sakty q ky yai to kabe be katem nahi ho ga forex pakistan mai legal business ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: same time me ketny orders open karny chaye?

        Dear forex trading members Assalamualaikum apko same time ma aik he trade aor wo bhi bahot zeyada management ky sath open krni chye ta ky apko knowledge aor experience hasil krna hai is Pakistan Forex forum main usko use kren aor technical analysis major steps len forex trading ma expert bnana zaroori hai tukky lgany sy apko profit to ho jay ga lkn is ma apko confidence nhi bnta na he confirmation bn skta hai lehaza ma apko yeh kahon ga ky forum jo bhi kam kren acha kam kren aor
        • #5 Collapse

          Re: same time me ketny orders open karny chaye?

          Dear agar risk ko mange karna traders zarori samjty hey aur zeyda risky trading nahi karna chahty to us ko chaye key wo at a time 1 hi order place karny ki koshish kary, agar zeyda trades open key jaye to es risk factor me bahot zeyda ezafa ho sakta hay aur traders ko loss ki aur account wash hony ki tension ho sakti hay, trading performance aur profit win karny ko hamesha maintain rakny ki koshish karni chaye aur es ley important hay key 1 hi esa trade open kia jaye jo hamy bahot zeyda profit win karny me help kary, zeyda trades zeyda loss de sakty hey risk ko manage karny ki har possible koshish karni chaye.
          • #6 Collapse

            Re: same time me ketny orders open karny chaye?

            Dear ap ais market mai beshak aik time par 10 orders bhi open kar ley aus mai kisi kisam ka masla ni hota magar ais mai sab se important ye hai k ap ais market mai jab zayda trades open karty hai to aus time ap ko apna account dekhna chaye k ap k account ais ko bardast kar ley ga ya nai agar ap ne ais mai investment zayda ki hoi hai aor ap k pass account bara hai to ap ais market mai zayda trades laga sakty hai aor aun par asani se kam kar sakty hai magar jab ap k pass account chota ho aor ap ais market mai kaam karo gay to ap ais par zayda risk ni le sakty agar ap over trading karo gay to ais se ap k account par risk bahot zayda ho jaye gi ais liay ais market mai dekh k kaam kary aor ais mai orders apny account k hisab se open kary.
            • #7 Collapse

              Re: same time me ketny orders open karny chaye?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              same time me ketny orders open karny chaye?<br />Agar trading me risk ko manage karny ki koshish ki jaye to at a time 1 hi order place karna zarori hay agar ham unlimited orders place karny ki koshish karen gey to hamari ye trading ki strategy fail be ho sakti hay aur bahot zeyda loss ki waja se account wash be ho sakta hay, agar 1 trade open kia jaye to hamari ye strategy agar fail be ho jaye to small loss ki waja se ham es ki recovery bahot asani se kar sakty hey, trading ki strategy esi honi chaye key es me risk management ka khas khayal raka hay, traders ka main maqsad hi risk factor ko kam karna hona chaye, agar risk factor ka khayal na raka jaye aur same time me unlimited orders place kar dety jaye to loss ko handle karna bahot mushkil ho jata hay.
              Ji bhai jan ap nay bil thek kaha hay Forex trading main aksar expert traders to same time main kai orders open kartay hain kun k un ko Forex trading main bohat ziada experience hasil ho chuka hota hay aor trading ka knowledge bhi un kay pas bohat ziada hota hay woh apny open kiay howay orders ko handle kar saktay hain aor achi trading kar kay profit bhi earn kar saktay hain lakin new traders kay liay yeh bohat ziada mushkil kam hay un ko same time main iak hi order open karna chahiay ta k woh isay easily handle kar sakay experience na honay ki wajah say un kay liay ziada orders ko handle karna kafi mushkil hay kam order open karnay say agar kisi wajah say loss ho jata hay to trader kay liay us loss ko recover karna kafi easy hay aor woh bohat jald next trade main apni mistakes ko dor kar kay achi trading kar kay loss ko recover kar sakta hay lehaza har new trader ko same time aik hi order open karna chahiay ta k woh isay asaani say handle kar sakay
              • #8 Collapse

                Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                Agar hamen acche tarike se profit karna hai aur hamen forex ke bare mein experience hai to hamen ek waqt mein sirf ek hi trade lagani chahie agar Ham ek se jyada trailers aaenge to hamen ismein loss ke chances badh jaenge aur se hamare account was bhi ho sakta hai isiliye hamen chahie ki Ham ek waqt mein behtar tarike se sirf ek lagaen jisse hamen profit was ho isliye hamen iske bare mein experience karna chahie aur ismein mehnat karni chahie jitna jyada hamen iske bare mein knowledge hoga utna hi acche tarike se Ham trade laga denge aur hamen pata chal jaega ki ek mein hamen kitni trade lagani chahie ek lagani chahie hamen experience to Ham ek se jyada bhi laga sakte hain aur aur har ek mein toffee toffee kar sakte hain isliye hamen ismein jyada se jyada time spend karna chahie iske bare mein Janna chahie ki Ham ismein ek behtarin successful trader
                • #9 Collapse

                  Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                  bhai jan forex trdaing main same time main kbhi bhi aik se zyda trade na lagen yah aik risky kam hai jis se hain bad main masla ban jata hai forex trdaing main hmain loss hony k boht se moky mil jaty hain jin main sub se zyda tu hum khud he apny loss ki wjah ban jaty hain tu hmain aysa kuj bhi nahi akrna chahe jis se hmain loss ho or aghr hum aik he time main aik se zyda tarde open karen tu humain loss hony k chnaces zyda hoty hain q k hum aik he traf mind kar k achi trading kar skty hain laken aik sez yda tarde lgany se hmara mind bahi bat jata hai or hum khud he mixup kar jaty hain tu bahr yhai hai k hum asa kuj na karen jis se hmain ad main pareshani ho
                  • #10 Collapse

                    Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                    Well bro, mere lihaz se to agar ap apne account ko jitna safe rakh sako utna rakho aur ek time pe srf ek trade open karo, qk ap ek time pe jitni ziyada trade lagao ge utna hi ap ke account mein trades ko hold karne ki jagha kam hogi, misal ap ke account mein 100 dollars hai aur ap 0.5 dollar per pip ki ek trade lagate ho to agar market ap ke trade ki against mein 200 pip jae gi tab ap ka account zero hoga aur agar ap 0.5 dollar per pip ki 2 trade lagae ge to ap srff 100 pip tak hi apni trades hold kar pae ge, isi tarha ap jitni ziyada trades lagate jae ge utni hi trade hold karne ki jagha kam hoti jae gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                      Forex trading mai traders different strategies ko check kertay rehtay hain. Kuch traders ka ye khayaal hota hai kay agar aik waqt mai aik trade open ki jaey tou wo ziada behtar rehti hai. Apnay account alance ko manage kertay huay aik he trade ko lot size acha rakh kay open ker kay bohat faida mill jata hai jiss ki wajah say aik say ziada trades open kernay ki zaroorat nahi rehti hai. Laikin kuch traders ka khayaal hai kay sirf aik trade open ker kay sara saara din baithay rehna aur uss trade kay profit mai janay ka intezaar kerna bay waqufi hai.

                      Mai khud bhi ai waqt mai aik tarde ka haami hu magar kabhi kabhi aik wqt mai aik say ziada trades open kernayw waalay traders ki saff mai bhi khara hojata hu. Kiyu kay hum sab ka asal maqsad aur goal yaha pay profit kamana hai. Wo hum aik he trade say kama lain ya aik say ziada trades mai kama lain dono mai he faida hai
                      • #12 Collapse

                        Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                        Same time may koshish karni chahye Kay ek say ziyda trade open na ki jiye or patience rkhty hoe ek trade say hi profit ka wait karNa chahye or is Kay sath sath apne balance ko dikhty hoe trade lagni chahye ta Kay loss ki surat may balance wash na ho jiye ziyda trade lagne say hmain loss ka ziyda khatra hota ha is liye loss say bachne Kay liye humain ek waqt may ek hi trade lagna chahye shukria..
                        • #13 Collapse

                          Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy hamy aik time m aik hi order open krna chaiy aksar log lalich m ya emotions m a jaty han or zyada profit hasil krny k liay zyada order open kr lyty han jis sy un ko jo profit phly hota hy wo b khtam ho jata hy or ulta loss ho jata hy hamy aik sy ziada order ni open karny chain q k agr profit ho ga to wo b thora ho ga or agr loss ho jata hy to wo b aik order ki wja sy km hota hy or usy ham easily cover kr skty han hamy chaiy k ham risk management ka khyal rakhan or aik time m aik sy ziada order open na karan hmari achi stertgy hi hmary successful hony ka sbot hy
                          • #14 Collapse

                            Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Agar trading me risk ko manage karny ki koshish ki jaye to at a time 1 hi order place karna zarori hay agar ham unlimited orders place karny ki koshish karen gey to hamari ye trading ki strategy fail be ho sakti hay aur bahot zeyda loss ki waja se account wash be ho sakta hay, agar 1 trade open kia jaye to hamari ye strategy agar fail be ho jaye to small loss ki waja se ham es ki recovery bahot asani se kar sakty hey, trading ki strategy esi honi chaye key es me risk management ka khas khayal raka hay, traders ka main maqsad hi risk factor ko kam karna hona chaye, agar risk factor ka khayal na raka jaye aur same time me unlimited orders place kar dety jaye to loss ko handle karna bahot mushkil ho jata hay.
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main aik time main aik trade open karny to behtar ha q k agr hum aik time main different trade open kar dan gy to humy samj he ni aay ge k kon sy trade kis strategy ya planning pe open ki ha or is ley humy aik time main aik trade open karni chae ha par ye bi ni karna chae ha k aik time main aik trade open karny par is ki lots size itni bari rakh dan gy k pura account he wash ho jay is ley humy chae ha proper money management or risk management k sath trading karny or ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakeny par humy apny account ki safety ko zahan main rakhna chae ha or har trade k sath stop loss or take profit istamal karna chae ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: same time me ketny orders open karny chaye?

                              Aap ko chahiye k apny account k hisaab se money management ka hisaab rakhein us hisaab se order lagayein k total lot size itna ho jis se aap k account ki equity mutassir na ho aur fazool mein koi order open na karein sirf tb he trade open karein jb aap ko market ki movement ki samajh aa rahi ho otherwise aap loss b karwa sakty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X