jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market
    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistake ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han jab hum greedy bannty hain to he hum mistakes karty hain to loss ka zimdar lalch hain market ka loss mai koi qasur nahi hota forex jasa koi or business nahi hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik bohat bara or acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

    Trading me agar loss ho jaye aur loss key reason ki bat ki jaye to es ki waja traders ki planing, strategy, aur risk management ki strategy hoti hay, hamy loss ho jaye to ham kesi aur ko blame de be nahi sakty hey na to ham Forex market ko es ka blame de sakty hey aur nahi hi broker ko, greed ki waja se be hamy loss ho sakta hay, Forex market har trader ko profit earn karny ki big opportunities provide karta hay ab ye traders par depend karta hay key wo loss karta hay ya behtar planing ki trading kar key profit earn karta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

      G han bilkal ap ny tek kaha hy forex Aik profitable business hy is m ham kam kr k successful ho sakty han forex m loss ham apni mistakes or lalich ki waja sy krty han ham zyada kmany k chkar m bari trades open kr lyty han jis ka hamy profit k bjaiy loss hota hy ham agr forex m trading krty wakt mistakes krty han or un mistakes sy sekhny k bjaiy unan avoid krty han to kbi kamyab ni ho skty hamy hmasha apni mistakes sy sekh kr agy barhna chaiy jb hamy forex m trading krty wakt loss hota hy to hamy sabar krna chaiy himt ni harni chaiy or hosly k sath dobara trading kr k profit hasil krna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

        Trading me loss hony ki waja kabi be market nahi hoti aur na hi ham market ko blame kar sakty hey hamary koch trades esy be hoty hey jes ko market bahot zeyda profit me le jaty hey aur koch trades ham esy be ghalat direction me open kar lety hey jes ki waja se market me hamy loss ho jata hay mery khayal me loss hony ka reason traders ka greed karna hi hota hay, agar greed na ki jaye to ye possible hi nahi key account ko risk se bachaya jaye esy trades hamesha loss me jaty hey jes me traders greed karty hey, greed trading me kabi be nahi karni chaye agar minimum profit be ham earn karty hey to ye zeyda loss se behtar hi hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

          Friends Kabhi market aapke loss Ki jimmedar Nahin Hoti Jab Bhi aapko loss hota hai to Uske jimmedar aap khud Hote Hain Kyunki Forex trading Aisa business hai Jisme koi bhi Insaan is mein join hokar acchi earning kar sakta hai aur Kamyab burning Hasil kar sakte hain lekin Har Woh Insaan Joker lalaj karta hai aur kab experience hota hai tu Hua Forex me nuksan Hasil karta hai isliye Forex Ko easybusiness Nahin samajhna chahiye lekin Forex Aisa business hai Jisme in kaam karke aap apni life change kar sakte hain aur usse lifetime acchi earning kar sakte hain isliye market ke sath Khush Rahana bahut jaroori hai aur Market ko achi Tarah samajhna aur Market ke bare mein analyse Karke free trading karna sabse behtar hai Kyunki agar aap is main experience ke bagair kaam karte hain to aap Zyada lalach ki vajah se Forex main Hamesha Apne account ko Wapas kar sakte hain isliye achha experience Silk Karen aur Kamyab earning Kare
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

            Ji ap nay bohat hi acha jaiza pesh kia hay main ap ki bat say agree karta hoon dar asal Forex trading aik international profitable business hay jis say bohat kam time main trading kar kay bohat ziada profit hasil kia ja sakta hay aor others business ki nisbat is say ziada earning hoti hay aor ab to is main brokers kay zariay say kam investment say bhi trading start ki ja sakti hay aor dosaray business ki nisbat ziada munafa kamaia ja sakta hay lakin is kay liay acha knowledge hona bohat zarori hay aor Forex ki achi khasi learing bay had zarori hay kai traders without learning and knowledge profit kay lalach main trading start kar datay hain jis say un ko trading main bohat ziada loss ho jata hay jis par woh trading hi ko blame karna shuru kar datay hain halan k mistakes un ki apni hoti hain jin ko woh accept nahi kartay aor just market hi ko zimadar thehratay hain Forex main ziada profit ka lalach nahi karna chahiay aor soch samajh kar trading karni chahiay
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

              bhai jan forex trdaing main loss boht se wajohat ki bina par hota hai es liye hmain sub se pahly apni trading ki traf focus krna chahye or es ka expiernce gain krna chahye jub hmain forex ka expiernce hasil hai or hum forex ko achi trha janty bhi hain pher bhi hmain loss ho jay tu es main hmary grred k sath trading karny se loss hota hai es liye hmain apni trading main har os factor ko avoide krna chahye jis se hmain loss hota hai or jub hum apni trading karty hain tu soch smjh kar karen jis main hmain lsos na ho or es k bad hmari apni trading main kisi ko balme na karen or na he market ko qasoor war smjhen loss hmaisha hmain apni wjah se hota hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

                Dear ais market mai loss ki bahot sari wajoohat hoti hai jin ki waja se hum ais market mai loss karty hai jab hum ais market mai kaam karty hai to aus time hum ko ye pata hona chaye k hum ais market mai kitny expert hai aor hum ko ais market mai kitny level tak kaam karna chaye agar hum ais market mai investment karty hai to hum ko ais market mai lalch ni karna chaye kun k jab hum ais market mai lalch karty hai to aus time hi hum ais market mai loss karty hai ais market mai agar dekha jaye to ais mai hum ko zayda lot par bahot kam hi profit hota hai zayda tar loss hota hai kun k market agar thora sa bhi humry opposite jaye to humra account wash kar deti hai aor aus k baad humri favour mai aa jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

                  Dear friend forex trading asa business ha jis main har waqat loss or profit donu hoty han is main humy daily seekeny ko milta ha or humy chae ha daily new seekeny or humy ziada sy ziada practice karni chae ha is sy humary knowledge or experience main azafa hota ha humy apny knowledge or experience sy safe trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho sakty han
                  Forex trading main apni planning or strategy ko istamal karna chae ha is sy forex trading mian humana experience ziada ho ga hum ache trading kar sakeny gy is ley humy apni planning or strategy pe tawaju dani chae han ta k hum ziada sy ziada behtar strategy bana k is pe amal karwa sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

                    Forex trading business mai kuch batain traders ko accpet zaroor kerni chaiye. Koi bhi business jab shuru kia jata hai tou uss mai profit aur loss k bhi pata hota hai . Business kernay waley aisa nahi soch saktay kay loss market ki wajah say ho sakta hai. Kisi bhi business mai loss greed ,laalach aur zaroorat say ziada aur jaldi profit kamanay ki wajah say he hota hai. Forex trading mai loss mai market ka koi kirdaar nahi hota hai. Market mai traders loss bhi ker rahey hotay hain aur wahi pay traders profit bhi earn ker rahey hotay hain. Agar loss mai market ka role hoto phir sub traders ko he loss hona chaiye. Iss liye ye baat samajhna bohat zaroori hai kay loss mai eham role traders ka apna he hota hai. Laalach aur greed ghalat faislay kerwata hai, jaldbaazi bhi loss mai izafa kerti hai. Traders ko market ko blame kernay ki bajaey apni mistakes ko darust kernay kay liye learning ekrni chaiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss ka zimydar ko hain ? lalch ya market

                      Ji mere bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex mein agar hamen loss hota hai to uske zimidar Ham bilkul khud hote hain na ki frocks kyunki Ham is my experience ke prakar a jaate Hain aur time account per Kam nahin karte jiski vajah se hamen ismein ho jata hai yahan isme motions ke sath read karte hain to bhi hamen loss ho jata hai ismein knowledge karen to yah aur jaldi se train laga de tu bhi hamen ismein loss ho jata hai isiliye frocks mein loss hone ki vajah lalach ho sakti hai no ke forex kyunki hamen ismein jitna jyada experience hoga utna hi acche tarike se Ham trade kar sakenge aur utna hi jyada profit hasil kar sakenge isliye hamen ismein lalach nahin karni aur emotions ke sath train nahin karni hamen apne experience aur mehnat ke sath radhika nahin hai aur hamen market ko analyse CarTrade ka nahin hai to Ham ismein profit hasil kar sakte hain to hamen bhi ho sakta

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X