Me new members say yeh kehna chahtu hun k me nay yeh note kea ha k new traders bonus atay he andha dhund trading krna start kr detay hain aur wo jald bazi mn bahut c ghaltian krtay hain agr wo apni ghaltion ka jaiza lain to wo aisi bahut c ghaltian jo k jald bazi ki vja say krtay hain agr unka jaiza lain to dobara us ghalti say bach sktay hain.
Dosto ap meri bat say agree krtay hain?
Dosto ap meri bat say agree krtay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим