USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?
    Jaisa kay sub jaantay hain pichlay kuch month say USA or IRAN kay darmiaan kaafi tensed cold war chal rahi to kia iss ka asar crude oil pay bhi parta hai? Iran say sirf CHINA crude oil buy kerraha hai to international market main crude oil ki price ka cold war say koi taaluq to nahi banta? Aap iss barey mai kia kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

    USA jab be kesi country key sath could war karti hay to es ka asaar siraf crude oil par hi nahi hota market ki overall condition me be changing ana start ho jati hey, USA agar Iran key sath could war karta hay to crude oil ki market price down nahi hoti ye aur be zeyda increase hona start ho jati hay, esi big aur important news key base par agar market ka jaiza lety hey to wo profitable trading me kamyab ho sakty hey aur traders technical analyzing karny se zeyda agar important news ko follow karen gey to esy traders asani se market ka overall jaiza leny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

      Dear forex trading members Assalamualaikum
      Iran USA cold war ki waja sy crude oil ki market ma hypertension hai Geopolitical tension ki waja sy market ma up down Aata hai jesa ky ap ny observe kia ky Iran py American ny pani lga di hai ky wo international market ma trade nhi kr skty hain jis ko trading restrictions ya tijarti pasandIian lgai hain jis ki waja sy oil production ya supply market ma cut hui aor oil prices increase ho gai hain
      Hal he ma pehly Iran ky oil tanker samundar ma pkr lea tha behji kazakon ny aor uski waja sy tension create hui phr
      England British oil tanker ko Iran ny kabzy ma ly kr apny country shift kia hai jis ki waja sy aik dafa phr oil market ma tension create hui aor forex trading market ma oil ki prices up gain lkn phr git gain aor ab market ma aik dafa phr opec countries ki supply cut py agr agreement ho gia to phr oil prices higher ho jain gi
      Market ma supply aor demand ka bahot amal dakhal hota hai is leay market ma bahot utar chrhao ata hai
      • #4 Collapse

        Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

        dear forum members
        geopolitical change aor geopolitical uncertainty ki waja sy currencies aor dosry trading instruments ki trah crude oil py bhi asrat prty hain apko maloom hai ky crude oil ko black gold bhi kaha jta hai lehaza crude oil py hony wqly asrat ko bhi smjhna zaroori hai jo traders crude oil trading ma interested hain unain geopolitical changes ka zeyada maloom hona chye market ky technical scenerio ko dekha jay to crude oil bullish tha lkn jub sy iran usa tension bni crude oil gir gia opec ki meeting ky bad crude oil boost hua phr iran British tension bni oil tanker hit huy kabza hua ro phr crude oil gir gia ab next crude oil ko mazeed girna hai abi to 56.25 py hai is sy up close nhi ho pa raha hai lkn crude oil mazeed up ja skta hai
        • #5 Collapse

          Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

          forex aik bhat bara business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy pahly learning ko best banana ho ga or hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy usa or iran ke cold war ke waja sy waja sy curde oil py bad effect ho sakta hain forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik interantional busines hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex ik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

            Kesi be type ki war news kinu na ho agar es me USA involve ho ga to es ka asaar market par bahot zeyda ho sakta hay, War tension market condition ko bahot zeyda had tak change kar sakti hay, currently agar USA aur Iran could war tension ki agar bat ki jaye to es ka Forex market par ye effect ho sakta hay key US dollar jes ko important currency samja jata hay es ki price down ho sakti hay aur US dollar me agar kami aye to es ka effect other currencies key sath crude oil aur gold par be hota hay, esi big aur important news update hasil karny se trading ki performance ko behtar kia ja sakta hay aur good trading ideas be esy hi news se ham hasil kar sakty hey esi ko fundamental analysis ka name dia jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Jaisa kay sub jaantay hain pichlay kuch month say USA or IRAN kay darmiaan kaafi tensed cold war chal rahi to kia iss ka asar crude oil pay bhi parta hai? Iran say sirf CHINA crude oil buy kerraha hai to international market main crude oil ki price ka cold war say koi taaluq to nahi banta? Aap iss barey mai kia kehtay hain?
              Assalamu Alaikum USA aur Iran ki cold war Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Pichhle Kai mahinon se chal rahi hai aur iska crude oil per aur uski price per bahut Asar padta hai Kyunki yah mahanga hota hai Jung ke Dinon mein Tel ki bahut ahmiyat hoti aur yah bahut jyada mahanga ho jata hai isliye iski price jyadatar aap hi gai hai Jab tak Halat normal Nahin Ho Jaate aur yah tensed mahaul khatm Nahin ho jata use vakta crude oil Upar hi Jayega niche Nahin Agar Halat normal hote hain to use Surat Mein crude oil ki price niche a Jayegi aur aap use per Se Laga sakte ho Kisi bhi Mulk Mein Jung ki halat mein Tel ki kimat Hamesha Upar Jati Hai Kyunki uski bahut Khabar Hoti Hai Mul ke andar isliye jis chij ki demand Jyada Hoti Hai Uske rate per se Aata hote hain Shukriya
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: USA or IRAN ki cold war ki wajah say crude oil ki market pay kia asar parta hai?

                Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai ye bhi dekhna parta hai k ais market mai jo bhi moment hoti hai wo kisi waja se ho rahe hai kun k ais market mai agar dekha jaye to crude oil jab bhi move karta hai to ais mai sirf aus time move karta hai jab ais ki demand aor supply kam ya zayda hoti hai aus time ye move karta hai agar hum ais market mai acha kaam karna chaty hai to hum ko ais mai ye dekhna parta hai k koi aisi baat jis ki waja se market mai change aa jaye agar hum ne ais market mai dekha ho to ais mai market mai oil ki supply bahot zayda ho jati ahi to aus time ais ki price down aa jati hai aor jab demand zayda ho jati hai to aus time ais ki price up jati hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X