hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?
    dear maira yahan pak forum main sab members say sawal hay k hamko zaida sabak honewlay lose say milta hay ya jub hamko ziada say ziada profit milta hay tab hamko pata chalta hay k kaam kia hay un ka result kaisay nikala jata hay is baat ki wazahat karadain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

    Forex trading her waqt seekhnay wala business hai. Agar hum lesson ki baat kerain to humain profit say bhi lesson milta hai or loss say bhi lesson milta hai. Jis trade mai profit hota hai agar uss pay ghor kia jaey to pata chalta hai kay humain profit kiss waqt trade open kernay say hua hai or loss ho jaey to bhi yeh pata chal jata hai kay kiss waqt trade open kernay say loss hua hai.Profit honay kay baad hum apni usi strategy ko mazid behtar kernay ki koshish kertay hain or jab loss hojata hai tab hum apni strategy ko tabdil ker laitay hain. Jo traders profit or loss ki wajah dhoond laitay hain wo kaamyab rehtay hain . Iss liye trading soch samajh kay or musbat tareekay say karain takay faida ziada ho
    • #3 Collapse

      Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

      Profit and loss har business ka hisa hain world main koi bhi aisa business nahi hay jis main just profit hota ho aor loss na hota ho aor na hi koi aisa business hay jis main just loss hota ho aor profit na hota ho yehni har hal main yeh dono business main mumkin hain isi taran Forex trading main bhi profit and loss business ka hissa hain jab k Forex trading waisay bhi aik risky business hay jis main loss kay chance ziada hotay hain Forex this time poori world main popular ho chuka hay yeh aik real profitable business hay aor international business honay ki wajah say bohat say logon nay isay join kia howa hay is ko start karnay say pehlay is ki mukamal learning ki jati hay aor is ka full knowledge hasil kia jata hay demo pay practice bhi ki jati hay lakin is kay bawajod bohat say traders ko first of all trading main loss hi hota hay jis ki sab say bari wajah experience ki kami hay aik nakami trader apni bar bar nakami say bohat kuch sekhta hay khas kar jab woh apni nakami ki wajah maloom karnay main kamyab ho jata hay jab us ko wajah malom ho jati hay tab woh is wajah ko hal karta hay yehni agar us say koi mistakes ho rahi hain to woh in mistakes ko door karta hay jis say us ko kamyabi mil jati hay is nakami say nikalnay aor kamyabi ki koshish main woh bohat kuch sekh jata hay lehaza ham keh saktay hain k haman zida lesson loss say milta hay
      • #4 Collapse

        Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

        Mistakes hamesha loss hony se hi identify ho sakty hey magar ye be hay key kesi order ko agar profit me close kar dia jaye to es se be market analyzing ka result ki information ho jati hay ye be hamary ley kesi lesson se kam nahi ho sakta hay, monthly agar traders apny har profit/loss orders ko learning karny key ley es ka jaiza len to har profit aur loss order us ko lesson de sakty hey, hamy jes orders me profit ho jata hay ham es ko ignore kar dety hey jab key loss orders me se hi learning ki koshsh karty hey, jo orders profit me close hoty hey es se be lesson leny ki koshish karni chaye key ye profit ham ne kes tarha se earn kia hay.
        • #5 Collapse

          Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

          Mery khayal me agar loss ho jaye to es se traders ko apni ghalti ka andaza be ho sakta hay aur apni ghalti ka ehsaas be ho sakta hay es waja se loss agar ho jaye to ye hamary ley zeyda lesson de sakty hey, apny har trade ko analysis karna chaye traders ko ye nahi sochna chaye key jes trade me us ko profit howa hay us me mistake nahi hoti, jo trade app profit me close karty ho es me be mistake ham karty hey, hamy es trade ko ghalat point par aur ghalat time me close karny ki be mistake kar sakty hey aur jo trade loss dety hey es me to bahot si mistakes hoti hey jo hamy learning karny ka muqa deti hey.
          • #6 Collapse

            Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear maira yahan pak forum main sab members say sawal hay k hamko zaida sabak honewlay lose say milta hay ya jub hamko ziada say ziada profit milta hay tab hamko pata chalta hay k kaam kia hay un ka result kaisay nikala jata hay is baat ki wazahat karadain?
            Assalamu Alaikum Meri knowledge ke mutabik Insan ki fitrat hai ki vah nuksan Se Jyada Sabak Sikha hai Vanaspati Iske ke Varna FA ya profit Se Zyada Sabak Hasil Karen Kyunki Jab Insan Thokar khata hai yah girta Hai To Usi se lesan leta hai aaram se kaun se jo cheez mil Jaati Hai vah lesson Nahin de sakti yah Insan ki fitrat hai Tum Mere Khyal ke muhtadi hone wala nuksan ko Zyada achha lesson Deta Hai Ban is Waqt Ke profit ke profit ko Pakar Khush hota hai ki mujhe profit hua hai aur ek Kamyab trader Ki Nishani bhi hai lekin Kamyab trader banta hai apne loss se Kyunki usse Jo Hua nuksan uthata Hai usse Jyada Sabak Sikha jata hai ki usne kya galti ki hai aur kahan se Galti Hui Hai Taki vah Galti Dobara na ho sake aur vah Jyada Se Jyada profit n kar sake Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

              hamy forex mai mahnet sy or dil laga kar kam karna chaye pher he hum earning haisal kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain forex mai apna name banny ky liye hamy high risk lena chahey forex mai hamy har aik trade sy lesseon hasial karna chahey forex aik bohat bara busiens hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik world wide business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                bhai jan mera khyal hai k hmain zyda lesson loss hony par milta hai q k hum ahtiyat k sath kam karty hain q k hmain yah lalalch hota hai k hmara loss recover ho jay hum mazeed loss ko face na karen or yahi soch he har trador ko acha sabak de jaty hain laken kbhi kbhi tradors kuj time k liye bus apny mind main yah baten laty hain laken boht jaldi bhol bhi jaty hain tu hmain kbhi bhi yah bat nahi karni cahhye jub hum soch smjh kar trading karen tu hmain kbhi bhi loss nahi hoga or huma pni trading ko bhi bahtr bna skty hain ayse humari trading ability bhis trong hoti hai or hum loss ko recover karny main bhi palnning kar skty hain laken yah sub hmari apni trading ki lagan or mahnat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                  Dear agar hum nne ais market mai dekha ho to hum ais market mai tab sahe kaam sekh sakty hai magar aus k liay hum ko jab ais market mai loss hota hai to aus time hum ais market mai ghalti karty hai jis ki waja se loss karty hai agar hum ais market mai loss se bachna chaty hai to hum ko dekhna parta hai k ais market mai loss kis waja se kia hai aor ais market mai agar hum kaam sekhty hai to hum ais market mai loss ni kary gay agar hum ais market mai profit bhi banaty hai to hum ko ais mai over confidense ni hona chaye kun k ais market mai jab banda profit banata hai to aus time banda ais market mai risk zayda leta hai aor ais market mai aik hi dafa loss karta hai aor apna sara paisa zaya kar deta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                    Dear Friend.

                    Yeh bat to Haqiqat he keh jab hamen profit hota he to hamen ziada lesson nahin milta he kion keh hamara mind blind ho jata hey aur loss ki hamen koi parwa nahin hoti hey aur jab hamen is business mein loss hota hey to hamarey hosh hawas khul jatey hein aur phir hamen pata chalta he keh hamen loss q hua hey aur phir hum apne loss se hi seekhne ki koshish kartey hein aur apni mistakes ko avoid karne keliye hum ziada se ziada hardwork kartey hein aur is wajha se hum kamiyab bhi ho jatey hein..

                    Benefits of Loss

                    Forex mein Loss ke bhi apne hi benefits hein aur jab hum loss kartey hein to hamari mistakes khul kar hamare samne ajati hein aur hamen pata chal jata hey keh waqai hum mistakes kar rahey hein aur phir hum apni mistakes ko ziada se ziada improve karne ki koshish kartey hein aur yehi wajha he keh hum apni mistakes ko improve kartey jatey hein aur apne account ko bhi Grow kartey jatey hein..

                    SHUKRIYA..
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                      Ye Baat To Har Taraf hoti hai Kyunki loss Jab Hota Hai Tabhi aapko Achcha Sabak Milta hai aur isliye jab tak aap apne account mein Los Nahin Karte to aap use fix Ho use Raja Ko Nahin Sikh Sakte ke Kis vajah Se aapko nuksan hua hai isliye trading Mein Achcha kam karne ke liye aur accha experience Hasil karne ke liye aapko demo account aur Forex form ki madad Lena bahut jaruri hai Kyunki Itna Achcha aap video call karenge utani hi acchi aap knowledge ke saath chatting kar sakte hain isliye Ye rishta earning ke liye aapke pass Achcha Express kahan ho bahut jaruri hai aur isliye Forex main hardware Karen aur mehanat Kar Ke accha profit Hasil Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                        Dear ap ny bot acha question kea hy forex aik profitable business hi ni balky bot kuch sekhny wala business b hy ham is m profit sy b sekhty han or loss b hamy bot kuch sikha dyta hy profit m ham sekhty han k ham ny jo acha kam kia us wja sy profit hasil hoa ye hmari mehnat py hota hy k ham ktna profit hasil krty han or ktna loss kr lyty han or sekhny k liay loss best hy jb new traders ko start m loss hota hy to wo apni mistakes ko dakhty han k ham ny kya galtian ki jin ki wja sy hamy loss hoa phr un mistakes sy or loss sy sekh kr ham agli br trading krty hoay mohtat hoty han wo mistakes ni dohraty or achi trading krty han isi tra aista aista hmari trading best hoti jati hy
                        • #13 Collapse

                          Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear maira yahan pak forum main sab members say sawal hay k hamko zaida sabak honewlay lose say milta hay ya jub hamko ziada say ziada profit milta hay tab hamko pata chalta hay k kaam kia hay un ka result kaisay nikala jata hay is baat ki wazahat karadain?
                          Dear friend ap ny both acha question kea ha humy na lesson profit sy milta ha or na he loss sy jab tak hum khud is sy seekena na chahen jab humy profit ho ya loss humy apni planning or strategy pe ghor karna chae ha tab he hum kuch seek sakty han warna simple hum trade karny gy or profit hua to warna loss to ho ga he or is sy bi hum seekty han
                          Forex trading main humy proper learning karni ho ge jtna knowledge or experience humary pass ho ga hum utni ache trading kar sakeny gy proper money management or risk management sy demo account main practice karny gy to he hum ache trading kar sakeny gy or profit hasil kar sakeny gy
                          Is ley humy khud mehnat karni ho ge tab he hum forex trading ko ache tahra seek sakeny gy or samj sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy or maximum knowledge or experience hasil kar sakeny gy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: hamko ziada lesson profit say milta hay ya honewlay lose say?

                            dear forex main ham ko dono tarf sy he sabk milta hai farz karty hain ager ap ko profit hoa ha tu wo bat aap apne mind main rakhain ky ap nay kon sa method use karty hoay profit kia hai aur kis base pay currency pay order lgaya hai es tara say ap ko wo chez yad rahy gee aur jab ap ko dobara wes signal mily ap phir say uss trade main profit earn kar sakty hain aur ager ap ki koi trade loss day jay tu tab bhi ap ko apni mistake ka pata chalt ha aur ap next time say phir wo nahi karty hain is lea ap ko profit say bhi learning milti rehti hai aur jab ap ko loss hota hai tu uss say bhi ap nay ju mistake ki hoti hai ap ko us say bhi achi learning mil jati hai es lea hamain dono sides say he fiada milta hai ager ap gor karain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X