Jaiza: Trading me mistakes karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading me mistakes karna
    Forex trading business bahot hi difficult aur risky business samja jata hay aur kesi na kesi waja se ham se trading me bahot zeyda mistakes be ho jati hay, Forex trading business me agar small mistake be ki jaye to ye big loss ka reason ban jati hay, hamari har mistake trading me control honi chaye aur jo mistakes ham kar lety hey es se lesson hasil karny ki hamari koshish honi chaye, mistakes ka avoid karna ya mistakes se lesson hasil na karna be hamy es business me fully fail kar sakta hay, success hasil karna hay to mistakes par fully control hasil karna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

    mistakes hum kud karte hain hamy inhy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai students or house wife's be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna acha or mayare kam kary gy hamy utna he acha bonus mily ga forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai km karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

      Assalamu Alaikum mistake hum khud karte hain Hamen inhay avoideKarke kam karna chahie free Sakenge aur forex Mein Kamyab Ho Sakenge Forex international business out of cost account Banakar bhi kam kar sakte hain ismein students aur housewife bhi kam kar sakte hain Hamen Itni mehnat Nahin Karenge To Ham Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga Forex Mein Kamyab hone ke liye mehnat bahut jaruri hai Forex international business ha hum is mein Apne mutabik time table Banakar BCom kar sakte hain Ham Itna Achcha Jyada Aur mayari i kam Karenge hamy utna hi jyada bonus milega for accept unique business Ham is Samay ghar mein baithkar bhi kam kar sakte hain isme kam karne ke liye Main Kahin Jaane Ki jaroorat Nahin jisse Hamara time bhi badhta hai aur hum ek accha profitable business bhi kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

        Aapki baat bilkul theek hai Forex Ek bahut hi risky business hai Iski wajah se agar aap risk Jyada lete hain to Aapka account wash sakta hai isliye best trading ke liye aapke paas achha experience Hona bahut jaroori hai jisse aap Kamyab earning kar sakte hain aur Forex Mein demo account mein achi practice or acha hardwork aapko kamyabi Dilwa sakta hai isliye better yahi hai kya pahle 2 3 month demo card mein Har practice Karen aur uske bad real account mein deposit Karke training start karen kabhi aap Kamyab aur acchi earning kar sakte hain Forex trading Aisa Rudra Sa Hai Jisne Aapka kaam time dekar acchi earning kar sakte hain isliye ja home work ke liye bahut hi accha kaam hai Jaise ke Forex trading house wife ke liye bahut hi acchi Cheez Hai Ghar Baithe women essay bahut hi acchi earning
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

          Trading me mistake ho sakti hey aur mery khayal me har trader hi mistake karta hay aur mistakes se hi learning karny ki kohsish be karta hay, trading me agar ham se mistake ho jati hay to hamari ye responsibility hoti hay key ham es ko note karen ta key ham ye mistake per se trading me repeat na kar saken, aur es mistakes se lesson hasil karny ki be koshish karen ta key per se trading me ham loss na kar saken, bahot bahot se small mistakes ko ignore karna zarori samjty hey aur jab loss ho jata hay to es ko business ka part samaj lety hey ye bilkul be ghalat soch hay, koi be mistake small nahi hoti har mistake jo loss de wo hamary ley big mistake hi hoti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

            Forex trading members Assalamualaikum
            Forex trading aik online international business hai jis ma apko interest lena prta hai apni kar krda gi ko note krnq hota hai knowledge aor experience hasil krna hota hai
            Market ma blind mind ky sath kabi bhi buy sell nhi krnq chye yeh itna asan nhi hai jitna hum isko smjhty hain aor market ko understand karne ke liye technical or fundamental data important hai market main sentimental analysis ki bhi apni jaga py importance hai
            Agr ap koi bhi analysis kr ky trade lety hain usky bad ki mistakes sy ap sekh skty ho lkn ap without knowledge aor experience trade lga ky mistakes sy na sekhen blky ap demo account ma apni mistakes sy sekhen aor experience hasil kren
            Forex forum ma ap apni ghaltion ko dosry ky leay sabak amoz bnain aor achy jawabat den asan tareeky say smjha jana market ma profit hasil krny ka bais hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Forex trading business bahot hi difficult aur risky business samja jata hay aur kesi na kesi waja se ham se trading me bahot zeyda mistakes be ho jati hay, Forex trading business me agar small mistake be ki jaye to ye big loss ka reason ban jati hay, hamari har mistake trading me control honi chaye aur jo mistakes ham kar lety hey es se lesson hasil karny ki hamari koshish honi chaye, mistakes ka avoid karna ya mistakes se lesson hasil na karna be hamy es business me fully fail kar sakta hay, success hasil karna hay to mistakes par fully control hasil karna ho ga.
              As-salamu alaykum Forex trading is difficult or risky businesses trading Mein mistakes Ho Jaati Hai Jo small mistakes Hoti Hai vah bhi aksharon ka Arth yah Kabhi e bahut Bade loss ka sabab Ban Jaati Hai mistakes Ka Hona Ek fitri Amal hai Insan galtiyan karta rahata hai aur trader galat usse hi sikhata hai aur experience Hasil karta hai aur ek Kamyab trader banta hai agar Kaha Jaaye ki mistakes ki Pahli Darsh ga hai trader ki to Koi galat Nahin hoga Kyunki Jitna Jyada Hua nuksan se aur ladkiyon se status hi kar Kamyab Banta Hai Itna sirf profit Hasil Karte Rahane se nahin ho sakta trading Ne mistakes per Kabu pane ki bahut jarurat hoti hai agar Hamen profit Hasil Karna Hai To Hamen apni mistakes Ko dohrana Nahin chahie Kamyab trader vah hai jo ine mistakes ko Dobara Nahin hone deta aur Sabak Sikh sakta hai aur profit and Karta Hai Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                pyare bhai trading mistake ki bilkul bhi Koi gunjaish nahin hoti kyunki forex trading market already bahut mushkil Kam hai to ismein Ham aur jyada risk nahin Le sakte apne mistake karke hamen apni mistake ko khatm karna hoga tab bhi Ham acche aur acchi acchi profit hasil kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                  mistake jab hum karty hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be katem na hony wala busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat hote hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai mistakes sy learning hasial karny waly traders sucess ful hoty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pury pakistan mai legal businss ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                    bhai jan apki bat sahi hai or main a[pki bat se sehamt krta hun forex trdaing main boht se galtian hain jo sub he kar jaty hain laken har mamber apni trading k hisab se galtian karty hain alken aysa hota hai k galtain kar he jaty hain or jub koi galti krta hai tu hmain loss bhi ho jta hai es liye har trador ko cahye k kbhi bhi koi galti na karenq k jub loss hota hai tu sari he trading distrub ho jati hai or hmain kbhi bhi acha faida nahi milta jub hum loss main phas jaty hainq k osko recover karny main he hmain boht areshani ko face krna parhta hai boht se mambers tu loss ko bardasht he nahi kar paty hain or mazeeed loss ho jata hai tu asya kbhi bhi nahi krna cahhye apni galtiun par control karen or jitna ho skta hai apni trading main postive rah kar trading karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                      forex traders trading kertay huay jab jald baazi or laalach ki wajah say trades open kerta hain tab uss say ghaltiaan hoti hain. Ziada ter traders market ki aik he fast move say darr kay ya to trades loss mai close ker laitay hain ya phir ziada profit kay laalach mai ziada lot size kay saath trades open ker daitay hain or dono types kay traders ko iss tarah loss ho jata hai. Traders apni mistakes ko khatam kernay ki bajaey baar baar aisay he repeat kertay rehtay hain or her baar loss kay baad yehi kehtay or likhtay nazar atey hain kay ab aisi ghalti nahi kerni hai. Agar traders apnay laalach or bey sabri pay qaabu rakhain to mistakes ko khatam kia jaa sakta hai ya kamm say kamm mistakes ko minimum to kia jaa sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                        Dear jaisy k her kisi ko pata hai k ais market mai agar hum ne kamyab hona hai to hum ko ais mai kisi kism ki mistake ni karni chaye kun k ye aik bahot bari market hai aor ais mai mistake allow ni hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko sab se phly ye hi dekhna hai k hum ais market mai kon si ghalti kar rahy hai jis mai hum ko loss ho sakta hai aor ais market mai agar hum koi bhi ghalti karty hai to ais market mai loss karty hai ais market mai hum ko ye dekhna parta hai k ais market mai kamyab wohi ho sakta hai jo ais mai ghalti ni karta agar hum ais market mai ghalti kary gay to hum ko ais market mai aisy kaam karna chaye jaisy hum ais market mai loss se tab bach sakty hai jab hum ais market mai ghalti ni kary gay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                          bhai jan ap ny boht achi bat ki hai forex trdaing main har trador he galtian karta haibjin wo loss ko bhi face karty hain commenly hota yah hai k hmian loss hmari khud ki wjah se sahi hota hai jis main bot se wajohat ho jati hain jin ko hum achi trha smjh he nahi paty hain or hmara expiernce bhi koi itna khas nahi hota hai jis se hmain faida mil skay tu ayse sub he galtiun se avoide karen jis se apko loss ho apni trading ko bahtr bnaen or palnning ks ath kam karen aik time table set karen jis main sari trading ko note karen or jo apk weak points hain aghr wo bhi ap not down karen tu apko yad rahta ha k hmari trading main ayse karny se hmain loss howa tha or ab hum ny wo galti bar bar nahi karni hai es trha ap apni trdaing ko kafi bahtr kar skty hain jis se apki leraning bhi hoti rahti hai or apko profot bhi ayse he milta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                            trdaing main kbhi bhi mistakes na karen or aghr ap se ho jati hai tu aik he mistakes bar bar na karen yah chez apko kbhi bhi kamyb nahi hony se gi es bat ka khas khyal rakhen q k jub ap es ka khas khyal rakhty hain tu he ap apni galtiun se avoide kar skty hain forex main boht choti galtian hmain bar loss krwa deti hain es liye apko chahye ap apni trdaing main apny knowkedge or apni learning par dehan den jub ap apni learning par dehan dety hain tab he ap apni tradng main galtiaun ko kam karty hain galtian aik he sorat main karty hain jub apka expiernce acha nahi hota or ap apni trading ko bhi achi trha mange kar skty hain es liye kbhi bhi loss apni galti se na hony den
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading me mistakes karna

                              G han sir aik do daffa mistakes ho jana to koi ajeeb ya bari bat ni hoti hai. magr in ko bar bar repeat krna or bar bar loss ka reason bnana aik Wisely motivation nai hai. hmen chahey k jo mistakes hmen loss dy rahi hen unko sakhti se Avoid krn taky bar bar nakamiyon se bach k successful trading ki trf apna safr jari rakh saken. or apni life ko b change kr sken. "Try to Avoid all mistakes step by step".

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X