Trading pair positive and negative role
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading pair positive and negative role
    Asslam O Alekum all umeed hai sab log kheriyat se honge jese ke aap logo ne agar notice kia ho last 2 weeks ki analysis ko to gbp/usd pair ne ek bohat hi behtreen positive grwoth show ki hai jis se traders ne kaafi faaida uthaya hoga umeed hai and eur/usd ki bohat bekaar kism ki low value gayi hai jis mein trading karna iss waqt abhi bhi safe nahi market mein kisi kism ko proper growth nahi aayi ke jis se trader ko acha profit mile sake to mera aap logo se yehi mashwara hai ke aap gbp usd ko prefer karen filhla yahan se aapko behtreen amount ka faida hasil ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading pair positive and negative role

    Forex market me pairs ki movement same nahi hoti aur har pair hi apni movement show karta hay ye traders ki responsibility hay key wo market ko achy tareeqy se analysis kary, behtreen market analyzing key ley technical source ka be use kia ja sakta hay aur fundamental analysis ki help be le ja sakti hay, sab se best ye hay key har pair ki market ko analysis ham demo account me karen aur expert traders key reviews ko be deka karen, currency pairs ki agar bat ki jaye to major currency pairs me bahot zeyda bullish movements ko be ham dake sakty hey aur bearish movement ko be deka ja sakta hay ye sab market key analysis karny par hi depend karta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading pair positive and negative role

      Dear jab hum kisi bhi pair par kaam start karty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k hum ais mai jo bhi trade lagaty hai aus k trend k hisab se hi market mai enter hona chaye agar hum ais market mai trade karty hai to hum ko koi aik pair select karna chaye aor aus par analysis karny chaye kun k jab hum sirf aik pair select karty hai to aus par banda asani se kaam kar sakta hai aor aus k tamam levels yaad hoty hai k ais mai kon sa level strong hai jis par hum trade kar sakty hai agar hum ais mai aik pair ka trend dekh rahy hai aor aus k opposite enter hoty hai to hum ais market mai apna loss hi kary gay ais market mai hum ko hamesha trend k sath hi kaam karna chaye tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading pair positive and negative role

        Jab Ham Kisi bhi pair per kam start Karte Hain To Humko ismein yah pata Hona chahie ki Ham ismein jo bhi train Lagate Hain uski train ke hisab se hi market main inter Hona chahie Agar Ham is market Mein trade Karte Hain To Ham Ko Koi Ek pair select karna chahie aur use per analysis karne chahie Kyunki Jab Ham sirf ek pair select karte hain to use per band aasani se kam kar sakta hai aur uske Tamam levels Yad Hote Hain Ki ismein kaun sa level strong Hai Jis per Ham trade kar sakte hain Agar Ham ismein Ek pair ka train dekh rahe hain aur uske opposite inter Hote Hain To Ham is market Mein Apna lowest hi Karenge is market mein humko Hamesha train ke sath Hi Kam karna chahie tab hi Ham is market Mein Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading pair positive and negative role

          Ji Assalamualaikum Pyare bhai Jab Ham Kisi bhi pair per kam start Karte Hain To Humko ismein yah Pata Hona chahie ki Ham ismein jo bhi trade Lagate Hain uski friend ke hisab se hi market Mein inter Hona chahie Agar Ham is market Mein trade Karte Hain To Humko koi ek player select karna chahie aur use per karna chahie Kyunki Jab Ham sirf ek pair select karte hain to use per band aasani se kam kar sakta hai aur uske Tamam level se Yad Hote Hain Ki ismein kaun sa levocet wrong Hai Jis per Ham trade kar sakte hain Agar Ham ismein Ek pair ka trend dekh rahe hain aur uske opposite inter kar rahe hain To Hamen dekhna chahie ki yah level Yad hota hai ki ismein kaun sa level strong Hai Jis per Ham trade kar sakte hain aasani ke sath read kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading pair positive and negative role

            Forex trading mai trading pairs kay negative ya positive role kay barey mai maira koi as such experience nahi hai aur na he aaj takk aisi koi baat mairi nazar say guzri hai. Market koi bhi ho woh conventional ho ya trading market ho uss mai demand aur supply ka phenomenon kaam kerta Hai aur jiss cheez ki demand ziada hoti hain wohi cheez cost mai ziada hoti jaati hai. Iss liye trading pairs kay negative aur positive roles ki tarkeeb business rules kay saath match nahi kerti hai. Trading pairs mai trading kernay kay liye market ki news aur movements ko watch kertay rehna zaruri hota hai. Gbp aur usd ka pair ho ya gbp kay saath koi bhi pair ho iss waqt Corona ki wajah say kisi ko bhi advance mai predict ker kay trading nahi kerni chaiye bulkay koshish kerni chaiye kay current market situations pay he trading ki jaey

            اب آن لائن

            Working...
            X