5% Successful Trader Konsey Hotey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    5% Successful Trader Konsey Hotey hein?
    Dear Senior Members..

    Mein aap sab se yeh puchna chahta hun keh Market mein jo 5% Successful traders hotey hein Wo konsey hotey hein.

    5% Successful Traders ki konci Khoobian hoti hein..
    5% Successful Traders Kis Method ke sath work kartey hein..
    5% Successful Traders ki Konci Habbits hoti hein..
    5% Successful Trader Kis Strategy ke sath work kartey hein.
    5% Successful Trader Stop Loss bhi use kartey hein ya Nai..

    Apna Answer Achey Alfaaz mein Dekar Sab Newbies and Old traders ki help karen jo abhi tak 5% mein Shamil nahin ho rahey hein..

    SHUKRIYA...
    Last edited by ; 23-08-2019, 12:03 PM.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 5% Successful Trader Konsey Hotey hein?

    Forex business me five percent traders wo hoty hey jo market me trading ka long term ka experience rakty hey aur esy traders me kesi kisam key knowledge ki kami nahi hoti, magar koch traders esy be hoty hey jo apni qualities key base par be Forex business me successful ho sakty hey ye qualities ye hoti hey,
    1. Forex trading business me kesi be condition me ya zeyda loss hony key bawajood be ghir zarori risk nahi lety,
    2. Market ko es technique key sath analysis karty hey key risk factor ko identify kar saken,
    3. mistakes ko ignore nahi karty aur mistakes ko repeat karny ki ghalti be nahi karty,
    4. esy traders ki sab se big quality ye hoti hay key loss ko recover karna janty hey.
    • #3 Collapse

      Re: 5% Successful Trader Konsey Hotey hein?

      Successful traders 5 percent bilkul be nahi hey, mery andazy key mutabeq successful traders bahot hi zeyda hey esy traders me bahot si esi qualities hoti hey jo us ko successful bana deti hey,

      1. successful traders trades open karny me bilkul be jaldi nahi karty aur bahot zeyda soch samaj kar trades open karny ka decision leny ki koshish karty hey aur esy decision leny ki waja se un ko 100% kamyabi be mil jati hay.

      2. Successful traders other traders ki market analyzing par depend karny ki ghalti nahi karty, aur khud technical aur fundamental analysis karny ki koshish karty hey.
      • #4 Collapse

        Re: 5% Successful Trader Konsey Hotey hein?

        Nero successful trader Hoti Hai Jinke pass Achcha experience majbut hota hai aur vah credit Jo ke market Mein inter hone se pahle Achcha experience rakhte ho isliye Forex trading mein agar koi bhi kam karne se pahle demo account mein acchi practis Karen aur Forex trading ke sabhi rules ko follow Karen aur uske sath trading to use Jaise take profit stop loss aur trailing stop aur etc Jo Bhi Hai Un Sab Ko follow Karen aur unke Sath work Karen aur Market Mein acchi investment Karen tabhi trader Kamyab hota hai vah trader Joe ki baithak ke liye achha balance backup Hasil karne ke bad bhi forex market Mein trading karte hain aur Forex ka Achcha experience hone ke bad Forex Mein live trading karte hain Jaoge real training class Ki Hai Tabhi vah Kamyab Hote Hain Aise trader bahut kam hai jo ki lalach ko Dur Karke Apna Delhi ya Mantri target rakhkar kam Karte Hain To kamyabi Hasil ho kar sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: 5% Successful Trader Konsey Hotey hein?

          Ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai zayda log loss hi kar rahy hai ais market mai agar hum kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai disciplined ho k kaam karna pary ga tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai hum ko aisy kaam karna chaye jaisy ais market mai successful trade kaam karty hai hum ko aun k hisab se kaam karna chaye hum agar ais market mai kaam kar k kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai disciplined ho k kaam karna ho to hum ne ais market mai agar loss se bachna hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais mai kon si ghalti kar rahy hai jis ki waja se hum ais market mai loss kar rahy hai agar hum ais mai ghaltion par control kar lety hai to loss se bach jaty hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X