jaiza : forex ko corny ke main reson ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ko corny ke main reson ?
    forex mai kuch log los ky bad thence ho ky forex ko cor dety hain inhy forex ko corna nahi chahey hamy saber karna ho ga or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik aam busines ke nisbat acha buisnes hain hum is mai raat mai ya din mai kse be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky ya emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hamy aik time table bana kar kam karna chahey forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain forex aik real busieness hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

    Trading me loss hony ka tension kabi be nahi lena chaye agar loss ho jaye to es ki waja se market ko be blame deny ki koshish nahi karni chaye, loss ki waja se bahot se new traders tension me a sakty hey ye tension mazeed es time zeyda ho jati hay jab emotions ki waja se ghalat decisions loss ko recover karny key ley leye jaye zeyda loss se bachny key ley traders ko relax ho kar trading karny ki bahot zarorat hoti hay, agar tension leya jaye to ye loss me mazeed ezafa ka sabab ban sakta hay magar loss ki recovery karna impossible ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

      Without stoploss trading krna aor management strategy na use krna main reason ho skta hai forex trading business ko chorna management trading ma important hai
      Dear members Assalamualaikum Market ma kam krny ky leay apko market ka acha aor complete analysis krna hota hai market ma casual behaviour sy trading na kren
      Market ma profit aor loss to market ka hissa hai lkn agr ap trading market ma sirf loss he krty hain to apko market ma bahot zeyada loss ho skta hai qpko sochna chye apni ghaltion ko smjhna aor unain door kr ky forex trading start krni chye market ma stoploss aor take profit kay bina kabi bhi trading na kren
      Market ma trading analysis ky leay price chart aor fundamental factors ko identify and understanding ky bad kam krna chye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

        Trading me loss hota rehta hay magar es ka ye matlab bilkul be nahi key traders tension feel karen ya traders bilkul hi emotional ho jaye, agar loss ho jaye to traders ko chaye key wo es ki recovery ki planing karen, jald bazi me aur emotional ho kar loss ki recovery karna possible nahi hota es ley behtar yahi hay key traders loss key bad na to tension len aur na hi emotional ho jaya karen, agar traders loss face karny key bad relax ho kar trading ka sochy gey to mery khayal me esi trading key fail hony ka sawal hi peda nahi hota aur traders apny loss key sath aur be zeyda profit earn kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

          trading business ko chorny ki bahot sari reason ho skti hain yeh to individual py depend krta hai uaki soch kya hai agr bat ki jay average ki to main reasons yehi joti hai ky yahan py logo ka mind set market ko dekh ky yeh bn jata hai ky yeh kam to bahot he asan hai bs buy kro ya sell kro to market apko profit dy dy gi lkn haqeeqat ma aisa nhi hota hai
          psychological mimd set up ky sath market ko move kia jata hai ab agr dekhen to market zig zag move krti hai na he aik daam bahot upper na he aik damm bahot nechy ari hai balky slowly slowly up down jati hai aor logo ko washout krti jati hai kch profit to kch loss kr dett hain apko yahan py perfect aor professional approach rakhni chye yehi apky leay best hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

            Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai kafi zayda logo ne kaam start kia hai aor aus k baad ais market mai se kaam choar k chaly gay hai magar aus ki asal waja ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai aor ais mai loss kar jaty hai to aus k baad ais market mai kaam choar dety hai agar hum ais market mai kaam sekh lety hai aor aus k baad ais market mai kaam start karty hai to hum ais market mai profit bana sakty hai magar ais market mai jo log kaam sekhy baghair kaam karty hai wo ais mai kaam choar dety hai wo ais liay k wo ais market mai lot bahot bari use karty hai lalch mai aa k aor jab ais market mai loss karty hai to aus time wo ais market mai apna paisa zaya kar dety hai ais liay hum ko ais market mai kaam sekh lena chaye aus k baad ais mai kaam karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k aik bot bara or profitable business hy mgr is m hamy hr wakt sirf profit hi hasil ni hota kbi na kbi loss b hota hy is liay hamy jb b forex m loss ho to hamy zahni tor par tyar hona chaiy or forex ko blam krny or chorny k bjaiy hamy apni mistakes jin ki wja sy loss hoa un sy sekhna chaiy k ye kis wja sy hoa phr agli br dobara trading krni chaiy or in mistakes sy sekh kr agy barhna chaiy ham is m investment b kr skty han or bagar investment k b pak forum m posts kr k profit hasil Kar sakty han forex aik profitable business hy is liay is m hamy jitna zyada ho mehnat kr k profit hasil krna chaiy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

                Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main jo log mehnat ni karty han or bagar knowledge or experience k trading karty han to uny loss hota ha or wo forex trading ko chor k chaly jaty han jab k humy chae ha k forex trading start karny sy pehly ache tahra practice or learning karny ta k ziada sy ziada earning kar sakeny or humy loss na ho
                Is ley forex trading main acha option demo account ha learning k ley jis main hum log maximum knowledge or experience hasil kar sakty han jo humy real account main trading karny main help kar sakty han humy ziada sy ziada learning karni ha or phr forex trading start karni chae ha
                Bagar knowledge or experience k hum log trading main loss kar k phr forex trading ko chor dana sahe baat ni ha balky humy learning pe tawaja dani chae ha
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

                  Mere Bhai aapane dekha hoga is market mein kafi logon ne kam start kiya hai aur uske bad is market mein kam chhod Kar chale Gaye Hain magar uski asali vajah yah nahin ki jab is market mein kaam karte hain aur ismein loss karte Hain uske bad is market mein kam chhod dete Hain aur agar is market mein kam Sikh lete hain aur uske bad market mein kam start karte Hain to vah yah market kabhi chhodkar nahin jaenge kyunki vah profitable karenge iske pass knowledge nahin hoga please mail office karega jis ke paas ke bare main mukmmal launch hoga vah is kam ko kabhi nahin chhodega aur ismein apna aur time spend karega aur isase acchi nahin karega aur ismein profit hasil karega experience hi bandar profit hasil kar sakta hai uske bagair to Banda is molossus hasil karega aur page kam ko chhodane ka kahega isliye ismein experience hona bahut jaruri hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex ko corny ke main reson ?

                    Forex trading business aik bohat acha aur worldwide kia janey wala most trusted aur reliable businss hai. Jab new traders forex ko join kertay hain tou unhain theek tarah say forex trading ka pata bhi nahi hota hai. aaj kal internet ka dor hai hum her cheez google pay search ker saktay hain. Jab hum koi bhi conventional business kertay hain tou uss kay barey mai surveys kertay hain,mashwara laitay hain. Issi tarah forex mai jab traders baghair maloomaat aur mashwaray ya advice kay kaam directly shuru ker daitay hain tou unhain loss hota hai jo unhain maayusi ki taraf lay jata hai. Forex chornay ka main reason bhi yehi hota hai. Forex ko jab new traders raato raat ameer honayw ala business samajh kay join kertay hai aur unn ki tawaqooaat kay bajaey yaha mehnat,hardworking,experience ki baat suntay hain tou aisay tarders forex ko chor daitay hain. But sub aisa bhi nai kertay hain. Jo mehnat shuru ker laitay hain chahay dair say he ho wo bohat successful bhi ho jatey hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X