Forex trading mai lalach karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai lalach karna
    Aziz dosto kuch trader jab forex mai naye naye atay hai to unkai zehen mai yahe hota hai ke ham forex say haftai mai lako rupay kama laingay aur lak patti ban jayengai halankai km balance ke sath iss tarah nahe hota wo jab be trade open kartay hain lalach mai akar bara lots size lagatai hai jo zyada nuqsan ka bayes banta hai aur account tak wash ho jata hai.mai samajtanhon agar ham.yaha say constant profit kamana chahtay hai to hamai lalach belkul.be nahe karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai lalach karna

    Dear friend main aapse karna chahta hun ki agar jo bhi Forex trading Mein lalach Karega vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai lalach karna

      Dear friend main aapse Kahana chahta hun K Forex trading Mein Ham lalach Karenge To Hamen kabhi bhi kam hai abhi Nahin Mil sakti aur Hamara ismein Los hi hoga
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai lalach karna

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein lalch bilkul bhi nai kerni chy lalch insan ko andhy kunway ain lay jati hai lalch say insan andha ho jata hai lalch say hum kabhi bhi kamyab nai ho sakty lalch say ulta nuqsan ho jata hai iss lay hamein lalch k qareeb bhi nai jana chy..........
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai lalach karna

          han g sir aap na bhoot acha kh hy our main apke baat sa agreee karta hon bhooot sa loog lalch karny main lagy hova hain jo loog lalch kar rhy hain on ko koi fasida hasal ni hota kum ka lalch aik kuto cheaz hy ya kbhr bhe insaabn ko agy ni nekny daiti
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai lalach karna

            Forex trading me lalach bilkul nahi karny chahiye lalach aik aisy cheez ha jis se hame bohat nuksaan ho sakta ha lalach karne se kabhi bhi kisi ko bhi fayida nahi hota lalach se dur rahne me he hamara fayida ha aik kamiyab trader kabhi lalach nahi karta is liye agar ap kamiyab hona chahte ho to lalach kabhi na karo balke sirf mehnat karo mehnat par focus karo aur lalach ko khud se dur rakho
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai lalach karna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
              Aziz dosto kuch trader jab forex mai naye naye atay hai to unkai zehen mai yahe hota hai ke ham forex say haftai mai lako rupay kama laingay aur lak patti ban jayengai halankai km balance ke sath iss tarah nahe hota wo jab be trade open kartay hain lalach mai akar bara lots size lagatai hai jo zyada nuqsan ka bayes banta hai aur account tak wash ho jata hai.mai samajtanhon agar ham.yaha say constant profit kamana chahtay hai to hamai lalach belkul.be nahe karni chaye.
              Lala ji traders ke liye bahut hi jyada dangerous hoti hai knowledge traders ka sabse bada Aadmi Hai traders trading karte hue Jab knowledge Karte Hain To traders ka profit bhi last Mein Chala Jata Hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai lalach karna

                Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein lalch ni karna chahiye or jitna ho saky es se bachna chahiye q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or daily ki base pe ziada se ziada mehnat Karen ta k acha profit hasil Kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai lalach karna

                  Forex trading mai jo lalach krta hai tou wo forex mai kamyabi nahi hasil krta wo market mai loss krta hai. Forex mai kamyabi hasil krney key lye ak trader ko learning krna chahey, Es key bad trade shoro krey gy tou wo kamyabi hasil kr sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai lalach karna

                    Ji bilkul theek kaha aap ne, lalich ki waja se agar ham samjte hain k ham jaldi jaldi forex trading se bohat sa profit hasil kar lain gy to ye hamari galtfehmi ha, forex se profit zaroor milta ha lakin investment k hisaab se aur forex k knowledge , experiance k sath hi ham profit kama sakte hain , lalich mein a kar sirf tuke bazi chal sakti ha jo k trading nahi ho g aur us sirf loss hi ho ga, beshak thoda thoda kaam karain lakin lgataar aur soch samj kar trading karain .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai lalach karna

                      hamay kabhi be forex par trading kareta howa zada profit earn karna ki greeed nai lkarni chayia jab ham logo ka dil ma agr greeed aya jati ha to ham log is par apna lot size zada kar data ha jis ki waja sa ham logo ko agr bad ma loss ho jata ha top ham logo ko boht hi zada loss ho sakhta ha aur ham logo ka account wagr be waah ho sakhta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai lalach karna

                        G haan bilkul Apny theak kaha hai forex trading main lalach Nahi karni Chaya q ky lalach ak buri bala hai lalach karny Wala Insan kabhi kamyab Nahi hota tarading ky doran tu bilkul lalach Nahi karni Chaya profit ky chakar main loss he na ho jy tu is lalach sy bachy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai lalach karna

                          Dear forex trading men lalach karny say muraad hy k apni nakami ko apny hatho say pakar k apny pas ley ana kion k lalach hamry lye kabi b faiday mand sabit ni ho sakta kio k yeh sirf hamen loss dey sakta hy hamary accounts wash karwa sakta hy is lye hamen is say avoid karna chahey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai lalach karna

                            Assalamu alaikumy dear friends umeed hai ap sab theek honge dosto lalach to har kaam ko tabah kr deta hai hme is liey forex me bhi lalach bilkul bhi nahi krna chahiye tabhi hum ziada earning kr par ge...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai lalach karna

                              Dear member aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex mein agar koi member lalach karta hai aur apne lot size Ko Bhi Jyada Rakhta Hai To iska account wash bhi ho jata hai Kyunki lalaj karne se Hamen kabhi bhi koi acchi profit Nahin Mil paati Jiski vajah se Ham na kam ho Jate Hain isliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi Aisi trade na lagaen jismein Hamen Jyada Se Jyada lalach karni ho aur Hamen chahie ki Ham stop loss aur take profit ke tools ko Jarur istemal Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X