Jaiza: Ranging market movement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Ranging market movement
    Ranging market movement

    Some time Forex market ranging movement me hoti hay es ki waja ye hoti hay key market price ko adjust karny ki koshish karti hay, market critical stage me hony ki waja se jab be ranging movement me ho to traders ko market se stay out karna hi us key ley batter sabit ho sakta hay agar es condition me be orders place kar deye jaye to market price adjust karny ki koshish me big move be kar sakti hay, jab be market ranging position me ho to traders ko samaj jana chaye key market me bahot zeyda movement kesi be direction me ho sakti hay es ley traders ko careful ho jana chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Ranging market movement

    Ranging/Sideways market movement

    Jab be koi big aur important news release nahi hoti us time tak market ranging/sideways condition me hoti hay aur slow movement ki waja se zeyda tar traders entries plance nahi karty, magar es bat se be inkar nahi kia ja sakta key market ki big movement se pehly market esi condition me hoti hay, aur ranging ya sideways base par hi bahot slow market me movement hoti hay magar jesy hi important news release hony ka time ajaye to ye ranging market movement big movement me chnage ho jati hay aur market trend me bahot hi zeyda teezi ajati hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Ranging market movement

      Ranging Market movement identification
      Dear forex trading members market jub aik specific support aor resistance ky darmeyan kch arsa continue move krti rahy aor us band ko breqk nq kry support sy bounce back aor resistance sy dropping down hoti jay to aisi situation ko market ki ranging strategy ya market ranging movement kaha ja skta hai
      Ranging Market Trading Strategy
      Dear members ranging market ma apko pending orders lgany chye aor specific limit jis ma market ma move kr rqhi hai us sy up aor down apko stoploss set kr dena chue jesa ky ab gold 1493 sy nechy nhi ja rqha hai aor yeh 1554 ko touch kr ky back aa gia hai to aoko apny stoploss ki limit set kr deni chye aor ranging situation sy management ky sath faida uthana chye
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Ranging market movement

        Dear her trader ki apni trading strategy hoti hai ais mai kuch traders jab market trend mai ho tab kaam karty hai kuch traders ais mai scapling mai kaam karty hai aor market jab range mai ho tab kuch traders ais mai kaam karty hai agar hum ne ais market mai dekha ho jab market range mai ho to aus time hum ais market mai asani se kaam kar sakty hai kun k aus mai market ap ko 3,4 dafa entry deti hai aor aus mai ap ko bahot hi jaldi profit ho jata hai magar ais mai ap ko sath RSI indicator use karna chaye kun k ais mai jab ap ye indicator use karty hai to ais mai ap ko jab market range mai ho achi tarha se signal mil jata hai k market kaha par hai aor ap ais mai kaha se enter ho jaye ais market mai ap ne her tarha se kaam sekhan chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Ranging market movement

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Ranging/Sideways market movement

          Jab be koi big aur important news release nahi hoti us time tak market ranging/sideways condition me hoti hay aur slow movement ki waja se zeyda tar traders entries plance nahi karty, magar es bat se be inkar nahi kia ja sakta key market ki big movement se pehly market esi condition me hoti hay, aur ranging ya sideways base par hi bahot slow market me movement hoti hay magar jesy hi important news release hony ka time ajaye to ye ranging market movement big movement me chnage ho jati hay aur market trend me bahot hi zeyda teezi ajati hey.
          Assalamu Alaikum Jab Bhi Koi big news important news release Nahin Hoti e use time tak market ranking sideways condition Mein hoti hai aur slow movement ki vajah se jyadatar traders and trees place Nahin karte Magar is Baat se bhi Inkar nahin kiya Ja sakta ki markaj ki big movement Se Pahle a market Aisi condition Mein hoti hai hi aur aur ranking yah sideways base per hi hi bahut slow market mein movement hoti hai Magar Jaise hi important news release hone ka time a Jaaye to yah ranking market movement big movement mein Main change Ho Jaati Hai aur Market trend mein Main main bahut hi jyada Teji a Jaati Hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Ranging market movement

            Dear forex trading members Assalamualaikum Forex trading market ma apko
            Ranging Market ma Trading ki hikmat e amli
            Members forex trading ma market ranging ki example best yeh hai ky eurgbp pair 0.9250 sy 0.9025 ki rang ma hai yeh aik band ya limit hai jis ko currency pair cross nhi kr raha hai
            Ab apko bhi maloom ho gia ky pair ranging kr raha hai aor apni rang sy bhr nhi ja raha to apko is moqa ka faida uthana chye aor apni trading planning bnana chye market ma short term trading strategy bna ky kam krn aor rang ky baher stoploss set kr dia kren aor jub bhi market aik kon ma ja wahan sy trade len scalping trading strategy use kren demo account ma practice kr len ranging market ma bahot zeyada profit kmana ja skta hai apko confidence sy stoploss ko use krty huy market ka faida uthana chye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Ranging market movement

              Normally market ki movement sideways ho rahi hoti hai aur aik proper demand aur supply ka mechanism work ker raha hota hai. Ranging movement ya side ways movement ka Matlab yeh hota hai kay market aik khaas support aur resistance kay darmiyaan he move kerti rehti hai jiss say traders ko pata hota hai kay Agar market mai trading kerni hai tou kaha pay entry aur kaha pay exit kerna hai. Iss kay saath saath he traders news aur expert analyst kay analysis ko watch aur read ker rahey hotay hain. Ranging movement mai market ka behavior aisa hota hai kay economic calendar aur international business news ko daikhna bohat zaruri ho jata hai. Ranging movement kay doraan expert aur senior traders scalping ker rahey hotay hain kiyu kay uss waqt small time frames mai big lot size kay saath acha business aur big earnings ho sakti hain. Laikin scalping kay liye bhi acha aur strong account balance in hand rakh kay he kaam kia Jaa sakta hai. Behar haal wait and see ki policy ziada faida mand he rehti hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Ranging market movement

                hamy market ke moveemnt ko saamj kar kam karna hho ga hamy learning gain kar y forex mai kam kara ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is maai live trading kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai bager balanae account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kari sakty hain hum jis mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara acocunt baned ho jy ga forex aik aca business hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hai nforex aik unique karobar hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kari skty hain forex mai hamy market ke movement ko samj kar analysis ko use kar ky indicatores ko use kar ky kam karna ho ga forex ak legal busines hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Ranging market movement

                  hamy forex market mai riks leny ky liye learning gain karne ho ge hamy aik time table bna kar forex mai kam karna ho ga hum is mai part time be trading kar skty hai hum is mai full time be kam kar skaty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik world wide busines hain hm is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne maraze sy time tble bna kar kam kari sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik amm busienss ke nisbat acha bsienss hain forex aik acha business hain hum is mai mahent kary gy to hamy kamaybe hasual ho jy ge forex all world mai bohat taze sy fmous hony wla busness hain forex aik international busieness hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X